16

607 46 26
                                    

Veer: tumhe tumhare pati ki kasam tum nhi maarongi apne aap ko

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Veer: tumhe tumhare pati ki kasam tum nhi maarongi apne aap ko...

Y/n: pati? Aap to bohot acche pati hai, me hu jo acchi patni banne layak nhi isiliye to jaa rhi hu...or ye kasam dekar aap rok nhi sakte mujhe...

Wo itna kehti h or us talwar ko apni haath ki nass par rakhti h.

Veer: y-y/n nhi...

Y/n: aage mat aana bilkul...

He was looking so fearly at her, while y/n jo ke bas apni nass kaatne hi wali thi, baarish ka paani unhe gila karte jaa raha tha, y/n ne kabhi nhi socha tha use apni zindagi khud khatam karni padegi, wo khud jaan lengi apni wo bhi majboori me, Kyu ke kisi or ke maarne se behtar use khud marna laga, wo apni nass halki si kaat ti hai ke veer aakar usse wo talwar cheen lekar use phek deta h, before hugging her.

Veer: t-tum mujhe ch-chhodkar nhi jaaongi...

He broke the hug only to see a unconscious figure of her, veer kaafi concern ho jata hai uske liye use bas kisi tarah y/n wapis chahiye thi, ye tha ke use pehle uska hi katal karna tha par ab wo use apni jaan se zyada salamat rakhna chahta tha. Wo use uthakar kamre me lata h or sainik vaid ko bulane jaate h. All he knew was ke use y/n sahi salamat kal chahiye thi wo uske liye kuch bhi karne ko taiyar tha us wakt. Galti ki veer ne ke ek pure soul ko zinda laash banakar chhod diya, jo kabhi real smile kara karti thi use fake smile karne par majboor kar diya zabardasti apne saath rehne par majboor kar diya.

Jab vaid y/n ko dekh lete hai wo veer se kehte h.

Vaid: maharaj, maharani ko zyada kuch nhi hua...unka dhyaan rakhiye wo jald theek ho jayengi...maine aushadhi laga di hai subah tak thoda bohot theek to ho jayenga inka haath...

Veer nod karta hai or wo waha se chala jata h, veer aakar y/n ke paas bethta hai wo uska haath apne haath me lekar use chumta hai.

Veer: maaf kardo mujhe...wada karta hu aaj ke baad tumhe ek sui bhi nhi chubhne dunga...

Wo darr gaya tha ke kahi wo aaj kho na de itni pyari patni ko, jo trustworthy thi har cheez me maahir thi, or khaas kar jise veer apna dil de betha.

Veer: mujhe maaf kardo me nhi jee sakta tumhare bina...

Wo uske forehead par kiss karta hai, wo uski kapdo ko dekhta h jo bhige huye the unhe use bhi badalna tha, mahal me koi naukrani bhi nhi thi is wakt, veer hichkicha raha tha ke ky kare. Agar wo uth gyi to ye to nhi samjhengi ke veer kuch galat kar raha h.? Veer at last uthkar uska ghunghat hatata hai, uski Jewelleries and blouse removing everything or use dusre comfortable kapde pehenne me madad karta hai, wo sigh leta hai really use bura laga jo kuch bhi hua usse, par use apni galti ka ehsaas bhi kaafi hua tha.

Veer: me tumhe kabhi chhodkar nhi jaunga...or chahta hu tum bhi kabhi na jao...

Wo uske forehead par kiss karke waha se uthkar chala jata h after making her sleep properly and comfortably.

-𝐏𝐫𝐞𝐦 𝐤𝐢 𝐩𝐚𝐫𝐢𝐛𝐡𝐚𝐚𝐬𝐡𝐚. [kth ff]Where stories live. Discover now