the final war

448 41 77
                                    

Hai ..

Hello .

Happy reading ..

*************
Karan jumps into the Gomathi river which is connected to Arabian sea to search for ghandeevam,, and upar se girne ki wajese woh unconscious hojata hai ..

Tabhi usske saamney blurly kuch dikhayi dethi hai ..

Woh lord Vishnu ka sare avathar dektha hai ..

Matsya( the fish ) , Kurma ( the tortoise) ; Varaha ( the boar ) ; Narasimha( half amn and half lion ) ; Vamana( the Dwarf ) ; Parashurama; Rama; Krishna or Balarama; Buddha or Krishna; and Kalki.

Karan ke saamney lord Vishnu ki sare avthar aur unke mythologic stories saamney ajate hai aur dheere dheere unko ayisa lagta hai ki koi usse utane ki koshish kar raha hai ..

Woh dheese aankhey open karta hai aur dekhta hai ki saamney monami hai ..

Karan : mein kaha hunn ??

Mo : samandar ke beech aur beech ..

Karan : lekin theirna nahi aata toh mein yaha tak kaise agaya ??

Mo : ek machili ki wajese , wahi tumhe bacha Li thi , agar theirna nahi aata toh jump kyu Kiya ??

Karan : pata nahi , uss wakth sirf rudra ka anth ka socha tha aur khood gaya , yeh bhi bhul gaya ki mujhe swimming ithni acchese nahi aata hai ..

Mo : ( by keeping oxygen mask ) yeh tumhare bag mein se mili hai , ek baar faizi ne bathaya isse lagane se saans acchese chalte hai , toh pehno ..

He makes him wear the oxygen mask ..

Karan : lekin tum yaha aaye kaise ?? Tumhe toh sare powers kum hogaye na ??

Mo : yehi toh chaal hai rudra ka tumhe maarne ka ,unhe pata hai tum mere baare mein kuch ayise kuch ulta seedha karoge aur kudh ki Jaan kathre mein daloge , khair meri shaki sirf 5 minute keliye kum pad gaye hai , ab mein teek hunn , chale ghaandeeva ko doond ne ??

Karan : haan chalo , aur maaf Karo Maine ayise hi chod kar ..

Monu kept her palm on his mouth ..

Mo : tumne jo kuch bhi kiya mujhe pata hai mere liya Kiya , isiliye maafhi ki koi jarurat nahi hai , ab chale ??

Karan nods and they two goes towards the mysterious city in Arabian sea ..

After few minutes they reached thar mysterious place ..


Monami : yaha toh ithne sare jagah hai , hum kaise doonde ghandeevam ko ..

Karan : i think humme raasta milgaya hai ( pointing to a tortoise) yeh humme raasta bathayegi. .

Monu sees the tortoise and gasped " kurma avathar Hari "

They two follows the tortoise and stopped at a box , tortoise indicates to open the box , they opens the box and sees ghandeevam..

They feels elated and takes the weapons and ghandeevam and left back to there city ..

************

Moran and sidzi came to Sherghil mansion , once before leaving for Monami's world ..

They kept ghandeevam in a huge juhgage bag , no one knows what's is their in that bag expect Moran and sidzi ..

Bharkha : karan param kaha hai , kab se phone kar rahi hunn , bus not reachable bhi aara hai .

Karan : bhabhi , bhayya kisi kaam mein busy hogaya hai , mein usse call karwadunga don't worry bhabhi ..

Suhana obviously understands that something is fishy by see karan's face only ..

𝔸𝕝𝕨𝕒𝕪𝕤 𝕚 𝕥𝕙𝕚𝕟𝕜 𝕒𝕓𝕠𝕦𝕥 𝕪𝕠𝕦 🦋Where stories live. Discover now