5

1.2K 178 114
                                    

Meerab passed some time quietly with her eyes closed. The girl smiled faintly for a while. Understand her own mind.

"Unhe shayed pata bhi nahi hoga mein inki biwi hu.Kya unhe mein yaad hu?Shayed nahi.Shayed woh us raat ke baad mujhe kabhi yaad bhi nahi kiya hoga."

Then Meerab recalled the hospital moments when she sees him with other girl.Tears fall from her eyes and spread all around. A pair of eyes stopped shedding tears in the embrace of a faint smile. But she is happy, very peaceful to know her husband today.

This is the first fulfillment of empty life. Meerab picked up a corner of the white veil and wiped away the tears on her cheeks.Kohl spread from under the eyes to the cheeks. With a devastated look,she climbed the stairs and came to Aliya's room. Seeing her, Aliya's chest swelled.And kept asking,

"Meerab kiya hua hai?"

Meerab wash her face and said;

"Kuch nahi.Thik hu mein."

__________________________________

KHAN HAVELI

Murtasim joined the breakfast table and Shahnawaz khan said;

"Apne chote bhai bhi aab shadi kar raha hai to tumhara kya irada hai.Kab tak aise rahoge?Shadi nahi karni kya?"

Murtasim sipping on the tea and carelessly said;

"Dusri shadi ka mera koi irada nahi.To mere fikar maat kijiye."

Shahnawaz khan gets furious at him and raised his voice and said;

"Kaisa shadi jis ka janp tum karte rehte ho?Woh shadi nahi tumhari bewokufi thi.Mil gaya apni bewokufi ka natija.Dekh liya apne baap se bagawat ka anjaam.Chor ke bhag gayi na woh do kori ki ladki.Jab use pata chala tum zindegi aur maut ke bich lar rahe ho tab woh apni pit dikhake chali gayi.Aur kabhi mur ke bhi nahi dekha.Do saal beta do saal tum bistar pe the.Dusre ke sahare ki bina tum jaga se hil bhi nahi pate the.Tumhari tuti huyi haddiyan jurne mein do saal lag gaye.Lekin woh ladki kabhi yeh puchne nahi aayi tum zinda ho bhi ya nahi.Aur tum abhi tak us ladki ki intezar mein ho."

Murtasim gets up from his chair and says;

"Ha uski intezar mein hu.Kyun ki woh meri biwi hai.Jab tak use jawab nahi mil jata usne aisa kyun kiya tha tab tak mein bhi chain se nahi beithunga.Apni biwi tak to mein pounch ke hi rahunga aur sacchai tak bhi.Aur raha sawal dusre shadi ka to baba mere pas dil ek hi hai waha raz ek ka hi  hai.Jab mein apna dil kisi ko de chuka hu tab mere liye kisi aur ke liye kuch nahi bacha nahi dene ke liye."

Saying this Murtasim left from there.Salma khanam looked at her husband and said;

"Kya mila aap ko aisa karke?Ap ki kehne ke mutabek apki rachai huyi woh jaal mein woh ladki Meerab fas gayi aur chali gayi Murtasim ki zindegi se.Lekin jake bhi nahi nikli woh.Accident ki ek hafte bad jab Murtasim ne ankhen khula to sab se pehle apni biwi ka pucha.Humne kaha woh bhag gayi lekin usne yakin nahi kiya.Murtasim ko Meerab ka pata lagne se pehle apne uski wajod tak gao se mita diya yaha tak uske maa bap tak bhi gao chorne se majbur kar diya.Lekin akhir mein aap ko mila kiya aap ka beta thik hone ke baad pichle ek saal se apni biwi ko pagolo ki tarha dhund raha hai.Apni bete ko janti hu mein jo chij than leta hai woh karke hi dam leta hai.Meerab tak bhi woh pouch ke rahega.Apne kabhi socha hai agar apki gandi harqat ke bare mein Murtasim ko pata chale to kya karega.Kya aap apni hi bete se nazre milane ki qabil rahenge."

Shahnawaz gives an angry glance at his wife.He made some noise in the table by his finger and said;

"Murtasim kabhi jaan nahi payega Meerab kaha hai.Aur khuddar ladki kabhi laut ke yaha ayegi nahi warna woh lalchi sabit hogi.Woh to shayed aab tak yeh sochti hogi Murtasim apni zindegi se age bar chuka hoga.Use thori pata hai us din hospital mein jise woh dekhi thi woh Murtasim tha hi nahi balki koi aur tha.Kisi ko kabhi kuch nahi pata lagega.Aur tum bhi agar apne ghar basai huye rakhna chahti ho to apna muh band rakho aur apni bete ko shadi ke liye razi karao."

𝑹𝑨𝑩𝑻𝑨Where stories live. Discover now