9

1.4K 174 104
                                    

Meerab suddenly woke up middle of the night. Seeing herself in Murtasim's armband,she tried to release herself from his grip.Murtasim opened his eyes and asked in his sleepy voice;

"Kiya hua hai?Koi pareshani hai kya?"

Meerab looks at his grip and says;

"Nahi woh..."

Murtasim followed her eyes and said;

"Actually hua yeh hai tum na raat ko kharate bohot lee rahi thi.Is liye maine tumhe aise pakar ke soya.Is ke baad tumhari kharate ki awaz band ho gaya.Yeh maat sochna mein neend mein tumhari faida utha raha tha.Lekin mujhe faida uthane ki jarorat kya hai shohar hu tumhara."

Meerab hurriedly sat up.She looked with wide eyes and said in a shocked voice,

"Sach bol rahe hai aap?Mein sote waqt kharate leti hu lekin aaj tak mujhe kisi ne yeh bataya nahi."

Murtasim said in serious voice;

"Pehle tumhara koi shohar tha jo bolega?Aab tumhara shohar bilkul tumhare qarib sota hai is liye pata chal gaya.Tin saal pehle agar hum sath rehte to tumhe usi waqt pata chal jata.Very bad luck."

Hearing Meerab's snoring problem in the night,she feels to drown herself in sea.She thinking it's surprising that still she doesn't know her this problem.Suppressing the strong desire to cut off this nose,Meerab wants to leave the bed.But Murtasim holds her hand and he said in a calm voice,

"Tum kaha jaa rahe ho?"

"Mein kahin aur so jaungi aap aram se so jaye.Trust me mujhe pata nahi tha meri is problem ki bare mein.Meri wajah se aap ke neend kharab huyi.Sorry!"

"Tumhe kis ne kaha tumhari kharete ki awaz se mera neend kharab hua?Agar tum phir se kharate liye to mein tumhe jor se pakar ke so jaunga.Neend aram se aayega.Karke dikhau phir se?"

After finishing the speech,Murtasim hugged Meerab tightly.The taste of feeling a husband's first embrace is different.Hot breath is falling on the neck and shoulders.Meerab's eyes are comes fixed on him.She feels a handsome man with well-fed hands grab her waist and mixed with himself .Murtasim says in intoxicated voice;

"Kya ho jata hai mujhe tumhare qarib aate hi.Ek saf kirdar ka mard bad kirdar hone ke liye utavla ho jata hai.Kya nasha hai tumme jo mein bina piye hi apna hosh kho beitha hu.?"

Meerab's body fur stood on.The whole body is shivering.Murtasim tightened his grip and called her with deep voice;

"Meerab."

Meerab immediately replied;

"Hmm."

"Can I kiss you?"

Meerab gets shy and gives him a silent approval.Murtasim kissed her forehead and Meerab closed her eyes.The throat becomes heavy says,

"Aaj ke liye itna hi kafi hai.So jau."

__________________________________

"To apne kamre se bahar nikalne ka fursat mil gaya khan saab ko."

Murtasim looks at his father and murmurs to himself;

"Agar kamre mein chipka na raho to aap hi kaal taras jayenge pota poti ke muh dekhne ke liye.

Shahnawaz Khan narrowed his eyes and said;

"Kya bol rahe ho?Jor se bolo."

"Jo bhi kaha ho lekin aap ko nahi bola."

Murtasim was sitting on the sofa. He sat straight on his father's words.Shahnawaz khan's jaw tightened at his son's rambling words.Salma khanam looks at them with fearful eyes.She knows there will be a conflict between them.Both the father and the son have a strong, violent nature.

Shahnawaz khan said in a loud voice,

"Suno bohot ho gaya tumhara man mani.Us naukri choro aur mere kam mein hath batau."

Murtasim replied smoothly;

"Aap ke sare hukm manne ke liye mein tayar hu lekin iske badle mein chahta meri biwi ko is ghar mein ek bahu hone ka rutba aur waqar dono mile.Kya denge aap use woh sab kuch jiski woh haqdar hai?"

"Us do kori ki ladki ko is ghar mein rehne ke liye jaga di yehi uske liye yehi zarf ki baat hai.Warna woh is khandan ki bahu kehlane ki bhi layek nahi hai."

Murtasim clenched his fist,suppressed his anger and said;

"Woh ladki ka naam Meerab hai aur woh meri biwi hai.Aur Murtasim khan ki biwi izzat aur waqar ki haqdar hai.Aur mein bilkul bardast nahi karunga koi aake mere hi samne meri biwi ki beizzati kare.Agar aap ko meri biwi ki mojudgi se itna hi masla hai to bata dena mein use is ghar se lekar chala jaunga.Mujhe bhi us ghar mein rehne ka shok nahi hai jaha use koi izzat na mile."

Shahnawaz khan shouted at Murtasim in rage and said;

"Aab us ladki ke liye apni bap se baittamazi karoge.Is din dekhne ke liye humne tumhe paal poskar bara kiya tha?Yeh sila mila humare mohabbat ka."

Murtasim smiles and says;

"Waldain hai is liye aap logo ke sazish ke baad bhi aap ke liye dil mein malal nahi rakha lekin baba Meerab meri biwi hai.Aur shohar hone ke nate yeh mera farz hai is baat ka dyan rakhna koi uski beizzati na kare.Mein aap ko akhri baar keh raha hu agar apne bete ko apni ankhon ke samne dekhna chahte hai to meri biwi is ghar mein ek bahu hone ka haq de warna aisa na ho aap ki jid aana aur jhote shaan ki wajah se aap ka beta hi aap se dur ho jai.

Saying this Murtasim left from there.

__________________________________

Meerab climbed up on table to fetch something from up.Suddenly she stumbled from there.Then a long, strong hand grabbed her from behind. Realizing her back rested against the man's firm, broad chest.Caught in someone's arms, hot, dark breath embraces the entire neck. The touch, the breath is all familiar. From the body of the person, the intoxicating scent enters the nostrils.She took a deep breath. Instantly, the emotions start to flow in the mind.

Meerab turned her head.In a moment, the body pressed against her back a little more and whispered into the auditory gland.

"Tum bas bahana dhundti ho girne ke taki tumhara shohar aake tumhe apni bahon mein le le.Waise bhi insan bekabu hai aur tum dewana kar rahi ho."

"Galatfehmi hai yeh aap ki ke mein aap ke bahon mein aane ki bahana dhundti hu.Mujhe bahana dhundne ki jarorat kiya hai biwi hu mein aap ki.Jab chache aap ke qarib aa sakti hu."

Murtasim smiles at her and helped her to come down.Murtasim's look is intense,desirable.Meerab about to leave but Murtasim reached out and pulled her soft body into his chest.He buried his face in his neck immediately.He grabs her lips.Deeply immerses rough dry lips.

A cold stream ran down Meerab's spine at the warm touch Murtasim on her lips .There was great restlessness in the veins.Unable to bear it, he took a handful of Murtasim's hair. She held it hard.

__________________________________

Your feedback will be appreciated

Keep voting 🙏

𝑹𝑨𝑩𝑻𝑨Where stories live. Discover now