painful memories

288 39 58
                                    

Continue.....

Ani and Bon are standing facing each other... angry....

Bon : thik h .... mujhe bhi aap ke saath rehne ka koi shok nahi h...... mera bas chalta toh 10 min me aap ke saath nahi rehti mai .......par khud hi maine kulhadi par pair mara h ab bhugatna bhi mujhe padega......

Ani : ho gaya aap ka ....ab jaaiye kaam kariye.....woh aap ko hi karna h .....aap ka dost aaker nahi kar ke jayga.....

Bon looks at Ani angrily...and goes away from there.....

Dev : tu 10 din me usko free kar dega ....toh apna badla kese lega ....

Ani : badla toh Lena h ....uske liye hi kar raha ho ......par ab is ko or dekha nahi jata mere se ....isko dekhta ho toh mere saare gaav hate ho jaate h .... Bardasht nahi Hota mujhe se ab

Dev : janta ho tu kya bol raha h ......baat bondita ki nahi Siddharth ki h.....woh bardaasht nahi hota tujhe.......dekha toh mujhe bhi nahi jata h unko Saath....

Ani : nahi esa nahi h

Dev ; esa hi baat h .....tera dil kitna dukh raha h mujhe se jada koi nahi jaanta ......

Ani : mai abhi aaya

Ani leaves

Dev : kab tak chupyga yaar .......teri aankho me sab saaf saaf dikhta h .......kash mai tere liye kuch kar sakta.... pehle hi yeh itna dard me uper se bondita ki shaadi ki baat ......Mira ne bataya ki bondita ne haa nahi bola h ....hey bhagwan bondita haa na bole bas itna kar Dena ....iski or takleef me nahi dekh sakta mai ......

Inside the haveli....

Bondita is painting along with the workers... Anirudh comes there....

Ani : itna dheela kaam .....lagta h aaj aap ko Ghar nahi Jana h miss das......

Bon : aap ko dikhta nahi h yaa dekhna nahi ......kaam thode der me pura ho jayega....

Ani : ho hi Jana chahiye warna ....ghar Jana tih bhul hi jaayiye......

Bondita ignores Anirudh's words and gets back to her work.....Anirudh is standing there looking at her.....

Ani : ( himself) bohot jaldi h Ghar jaane ki ......mai bhi dekhta ho kese jaati ho ghar

Ani leaves

Some time later...

The work has been completed till now... a little work is left...All the workers have gone...Bondita's work is also about to be done...

Bon ; bas yeh wall reh gai thi ....woh bhi puri ho gai .....ab jaati ho ghar ....us khadus ko bata deti ho

Anirudh comes back to Bondita....

Ani : mere baare me bol rahi thi aap ....

Bon : aap ....

Ani : aap ne bulya mujhe

Bon : nahi ..... mujhe yeh batata h ki Sara painting ka kaam pura ho gya h...

Ani : are wahaa bohot badhiya.....par kya sach me ...

Bon : aap ko koi shak h kya ...

Ani : haa ...Hain

Bon : kiyu ...

Ani : woh kya h aap ek number ki kaamchor h .... mujhe bewakoof bana kar ....yaha se jana chahati hogi ....

Bon : sab aap ke jese nahi hote h ....Sara kaam ho gaya h ...aap khud dekh lo

Ani : dekhna toh padega hi ....aap ka koi bharosa nahi.....aap bhi chaliye....warna fir bolegi aap ki mujhe sahi se dhikhi nahi deta

Bon : chaliye...

Anidita - the burning hearts ( COMPLETED) ✅Where stories live. Discover now