Continue
Bon ; yeh kya bol rahe h aap hosh me toh h na
Ani ; hosh me ho pure ...... kiyu family ko bas naukari banne bola toh bura lag gaya haa
Bon ; kesi baatein kar rahe h aaap ko pata h bhi h
Ani ; bohot ache se pata h mujhe....tum bhul gayi hogi par mujhe sab yaad h aaj bhi ....kesa bartav hota h mere maa baba ke saath
Mami ; kesa bartav hota tha haan....are ham sab pariwar jesa mil ke rehete they or kya
Ani ; jhoot bolna toh aap Das's ki speciality h ...... pariwar Haan wahi pariwar jime mere baba ko ghar ke maalik hone ke bavjood Haveli ke peeche ke hisse me rehena padata tha
Maa : woh property ke barware ke hisaab se rehte they
Ani ; barware ke hisaab se .....mere baba is Haveli ke 40 % ke maalik they. ....fir bhi uske saath dosti ke naam par naukaro jesa behave hota tha.....
Mami : tum toh chote they tum ko kya pata
Ani : chota tha Mrs das bewakoof nahi.....aag lagi thi tab toh aap ne yeh nahi bola ki yeh hisaa unka or hamara h ....tab toh mere baba par sidha liljam laga Diya.....
Bon ; dekhiye
Ani : chup ek dam chup.... Sidhi baat yeh h ki yaha rehena h toh uski keemat do .....nahi de sakte toh naukri karo ...nahi karni toh chalte bani yaha se
Dev ; anirudh ...zara soch ke bol kya bol raha h ....
Ani : soch ke hi bol raha ho.....yeh haveli meri h yaha rules bhi mere honge ......jisko nahi maane ja sakta h
Maa ; ham khud nahi aaye ham ko laya gaya h ...kya is liye hi laaye they ham ko
Bon ; maa tum shaant ho jaao ....meri maat suno ....zara
Maa : mujhe kuch nahi sunna..... chaliye dada bhudi Mira yaha se or beizzat nahi hona h ab
Mami ; ( herself) : ese kese chale jaaye ....
Mami ; kaha jayge didi koi or jagah nahi h
Maa ; sadak par reh lege ....par yaha nahi
Dev ; ( himself) ; yeh ladka toh baat bigad raha h ....yeh sab chale gye toh Bondita ko bohot bura lagega..... mujhe hi kuch karna padega
Mama : chalo didi
Dev : rukiye....
Ani : dev !!
Dev : meri baat sun .... tujhe yaha in logo ke badle me keemat chahiye na....
Ani ; hmm
Dev : milgi.....dekh mujhe ek assistant ki zarurat h .....mai Mira ko apni assistant rakh leta ho thik h bondita....Hein na Mira
Bon : haaa dada
Mira : mujhe bhi koi problem nahi hai
Dev : ,or Mr das ko apni dusri property ki caretaking ke liye rakh lete h ....bol thik h
Ani : lekin dev ...
Dev ; kya dev haa.... tujhey keemat jab hi milegi jab yeh log kaam karge.....tu hi bolta h na ki sab ko dursa mauka Milne chahiye
Mira : mujhe or baba ko yeh job karne me koi problem nahi h......agar jiju aap ham ko permission de toh ham yeh job kare.... hamare pass koi or rehne ki jagah bhi nahi h .....aap ko pasand nahi toh ham abhi yaha se chale jaate h
Mira speaks innocently...there is sincerity on her face...which Ani can see......
Dev ; Lagta h Ani ka jawaab na h .... chaliye mai aap sab ko bahar tak chodd deta ho ....
![](https://img.wattpad.com/cover/355194009-288-k108573.jpg)
YOU ARE READING
Anidita - the burning hearts ( COMPLETED) ✅
Fanfichello everyone this is my 5 FF ....... this FF is little different from my other FF ...... I am first time try this type of story.......this story have love , romance, jealousy, everything..... hope you like it.... please support.... based on reveng...