broken heart's

379 50 75
                                    

Continue

Everyone is looking at Baba only....

Maa : yeh kya bol rahe h aap....aap ki tabiyat theek nahi h ..... chaliye

Bon : nahi maa aaj bolne do baba ko ....logo ki saari galatfehmi dur ho jayegi aaj ...

Bon looks at Ani and says...

Ani : boliye kiyu kara esa

Baba ; is haveli ko paane ke liye..... lalach ho gaya tha mujhe.... paison ka

Ani : kya ek haveli ke liye aap ne mere baba ko maa ko mujhe se cheen liya

Baba : nahi nahi ....mai esa kuch karna nahi chahta tha .......mai is haveli ko aag laga kar iska insurance ka Sara Paisa khud Lena chatha tha ......or wse hi Kara bhi ....or uska Sara liljam b..... binoy par laga diya ...taaki usko jail ho or Sara Paisa mujhe mil jayega

Bon : aap kess gir saktey h itna ....aap ki wajah se shubhra maa nahi Rahi

Baba ; woh sach me ek hadsa tha ....mai kisi ko nuksaan nahi poochha chatha rha .....Naa Jane kese aag lag gai waha or shubhra behen.,....maaf kar do mujhe sab ..... bohot bada paap ho gaya mujhe se

Ani : puri zindagi barbad kar ke bol rahe h maaf kar do ...

Baba : bhawan ne mujhe mere kare ki saza de hi di .....Sara Paisa chori ho gaya or mai accident se lachar ho gaya.....yaha tak ki apni beti ki nazron me bhi gir gya mai ......

Maa : bondita ke baba

Baba : Bondita ne mujhe baatein karte sun liya tha..... isliye usko dhamkaya ki sab ko bole ki aag Binoy ne lagai h.....or agar unse esa nahi kara toh ....kopal ko bhi uski maa ke paas bhej dege .....

Bondita heaves a sigh of relief…her eyes filled with tears…and a relieved smile on her face......

Ani : kyaa!!!

Ani gets shocked

Baba : haa yeh sach h ....usne WEA hi Kara ....par usne mujhe aaj tak us paap ke liye maaf nahi kara h .,....sahi Kara mai ho hi is layak....

Bon's father's health starts deteriorating...maa takes him to the room....

Bon comes to Ani...

Bon : maine bola tha na ....ab yakeen ho gaya na aap ko....ki abhi bhi koi saboot ki zarurat h ......ek baar mujhe par bharosa toh kara hota ....

Bonn leaves the place crying....

Dev : maine tujhe kaha tha na ki woh innocent h par tujhe toh tere badle ke aage kuch dikhi nahi diya .......woh nahi tu galt tha ....us din bhi or aaj bhi ...

Dev leaves....

Ani comes to the study room…whatever happened just now is echoing in his ears again and again and is appearing in front of his eyes......

tears are coming out of his eyes automatically....He is remembering all the childhood things of his and Bondita

Other side

Anidita's room

She is crying a lot while sitting in the bedroom...she is both happy and sad...

Bon : ty durga maa aap ne aaj sach bahar laa kar sab thik kar diya.......aap ne toh apna kaam kar diya ab mujhe apna kaam karna h ....

Evening time

Everyone comes to the hall with their luggage…except Bon…everyone is ready to go….

Mira : ham sab Jaa rahe h dev apna or jiju ka khayal rakhna

Bon also comes with her luggage....

Dev : tum bhi Jaa rahi ho bondita.  Par kyun

Anidita - the burning hearts ( COMPLETED) ✅Where stories live. Discover now