Laal hui uski aankhein
Ankhiyon mei behte aansu seRoz barasta kaala paani
Kajal se range unn aankhon meiRoz sunti hai khanjar se bol
Gharwale paraye logon seAanchal mei chupta uska lal
Jab fatfati rukti aangan meiTup tup girte juute do
Aata voh police ki wardi meiAng ang pad jata neela jab
Lath chalti tan mei uskeGunjti hai cheekh jab
Ghar ke kone kone meiSehem sa jaata lal uska
Samay shyam ke aane se
YOU ARE READING
Aankhon Ki Gustakhi | Shayari | Sree
Poetry" Nadiyon se behte khwaabon mei dub Alfaazon ko taraash rhe hum tairne ki koshish na karo Saahil nhi hai idhar, gehra samundar hain hum" My first collection of Shayari is in front of you. It's in roman Hindi. Maybe a bit of Urdu too. I have t...