Aate jaate gaye kai shehzaade pawan ki tarah
Kaun phoolon ki mehek tha aur kaun loo, maloom nahi
Jalti jhopdi ki angaarein toh barkha ki talab mei thi
Chahe rut vasant ki ho, intezaar sawan ki thi
YOU ARE READING
Aankhon Ki Gustakhi | Shayari | Sree
Poetry" Nadiyon se behte khwaabon mei dub Alfaazon ko taraash rhe hum tairne ki koshish na karo Saahil nhi hai idhar, gehra samundar hain hum" My first collection of Shayari is in front of you. It's in roman Hindi. Maybe a bit of Urdu too. I have t...
84
Aate jaate gaye kai shehzaade pawan ki tarah
Kaun phoolon ki mehek tha aur kaun loo, maloom nahi
Jalti jhopdi ki angaarein toh barkha ki talab mei thi
Chahe rut vasant ki ho, intezaar sawan ki thi