K: akshu kya hua kon tha phone mein
Mu: bhabhi
Ak: pata nahi kon tha buz itna bataya ki abhinav ka accident hua hai 😭
Everyone gets shocked hearing akshara
As: akshara mera navi teek tho haina bolo
Ak: pata nahi. Woh accident ki kabar dethe ki phone Kat gaya mai dubara call kar ke dekhti hoon
She calls to the number from which she got a call but the phone is switched off
Ak: switch off aa raha hai pata nahi mera abhinav kaha hai kaise hai, woh teek honge bhi nahi mera mann kal se gabra rahi thi issi liye Maine mana bhi kia tha akele jaane ko per woh suna nahi uncle ko bhi mana kia
M: akshu beta tu chinta math kar mai pata lagavungi
Aa: mai bhi yaha ke aur Jaipur ke hospitals se enquiry karva lungi
Ak: abhinav ko kuch hoga tho nahi na
K: kuch nahi hoga akshu tu tension math le himmat math harna kuch nahi hoga unhe.
Mu: haa bhabhi hum sabh ki pyaar hai bhai ji ke paas unhe kuch nahi hoga
As: agar kuch hua tho kal hi tho mile hum aur aaj nahi nahi mera navi ko kuch nahi hoga kuch bhi nahi hoga
Akshara looks at devastated state of asha
She still remembers how she was broken during abhir surgery and custody case
Especially when abhir went missingAkshara goes near and places her hand on asha shoulder
Ak: aap kyun pareshan hai kuch nahi hoga unhe bhai muskan sahi keh rahe unhe kuch nahi hoga. Hum sabh haina unke saat unhe kuch nahi ho sakta. Mai kuch hone bhi nahi dungi
She holds Asha's hand
Ak: vadha hai meri. Aap ke navi ko mera abhinav ko kuch nahi hoga. Aur yeh pahadan apni vadha thodti nahi hai. Aap himmat rakhiye kuch nahi hoga
M: akshu ek hospital se abhinav ji ka details mila tha per
Ak: per kya bade papa??? *tensed*
M: per woh log keh rahe the koi aake unhe discharge karvaya hai
Ak: discharge ??? per hum sabh tho yahi haina bade papa unhe discharge kon karva sakte hai
M: pata nahi beta
Su: kayi kisi ne unhe paison ke liye kidnap tho nahi kar liya
Manish glares sureka
Su: bhai ji aap muje aise kyun ghur rahe hai Maine wahi kaha jo mujhe laga
M: tu thodi dher apni muh bandh rakho badi meharbani hogi
K: mai unn hospital walon se clear details lunga
M: aur mai commissioner se baat karunga we can't take the risk
Ak: mai abhinav ka Jaipur office ko call kar ke poochunga ki woh kab nikle the waha se
She calls to Jaipur office and founds that abhinav didn't attend the meeting which makes everyone worried
Abhir and ruhi who went for playing comes back and observed everyone are worried
Ab: kya hua aap log pareshan kyun lag rahe BM bolo mumma
Ak: kuch nahi betu
Ab: mumma ab Mai big boy ho gaya hoon 9 years ka hoon ab aap muje bewakoof nahi bana sakte bolo kya hua.
R: matashree kya hua sabh pension mein kyun hai
Ab: pension nahi tension ruhi chuhi
R: wahi wahi billa boy
YOU ARE READING
Together forever
Fanfictionanother book on akshnav starts when abhir gets lost as he escapes from birla mansion to meet akshnav 2 years later how will he meet akshnav And what if abhinav meets his family which he doesn't know it exists peep inside to know more