It's been few days since abhinav's accident has happened
All these days he got all the pamper, caring, loving and offcource scoldings by his wifeIn all these days he became very close to his parents which increased abhir's insecurities
Bcoz of his fear of losing his papa.
Meanwhile abhinav was wondering y his nikki ji maintaining distance from himRuhi observes his brother is feeling dull and goes near him
R: kya hua billa boy tu dull kyun lag raha hai ???
Ab: ruhi chuhi mujhe bahut dar lag raha hai
R: kyun
Ab: jab se papa ki accident hua tab se koi mujhe papa ke paas nahi jaane dhe rahe yeh keh ke ki mai unhe hurt nah kardu galati se. Per mere alawa sabh papa se close hai. I love dadi and dadu woh log mera bahut kyaal rakha jab papa aur mumma mere saat nahi Hai. And I know woh log papa ke parents hai real wale. Per Mai papa ka real baby nahi hoona. Issi liye mujhe dar lag raha hai ki papa ko unki family mila issi liye woh mujhe dhur rakh rahe. Agar mai papa ko kho diya tho. Mai kya karunga. Ruhi mai papa ke bina nahi reh sakta
R: billa boy I understand jab tu poppy se close hue the mujhe bhi bhura laga mujhe bhi hurt hua. Per maasa pa poppy jaise nahi hai woh tume mujhe sabh ko bahut pyaar karte hai. Ab unki health karab haina issi liye maasi maa aur matashree tume unse dhur rakha agar tu bandar jaise unpe cheda tho unhe dard hogi na
Meanwhile akshara enters and sits beside abhir
Ak: sahi kaha ruhi ne. Papa ki tabhiyat teek nahi tha na issi liye tume unse dhur rakha hai. Warna tu tho bandar banke unpe chedte hi rehte hona issi liye. Pata hai papa bhi yahi soch rahe ki unka Nikki ji unke paas nahi aa raha
Ab: suchi mumma
Akshara nodes and makes him sit on her laps
Ak: Ek baat bata papa ko tho already pata haina tu uske real papa nahi hai
Abhir nodes yes
Ak: phir bhi kabhi papa tume kam pyaar kia ?? Tume hurt kia
Abhir nodes no
Ak: tumare liye fight kia, surgery time papa hi tho tumara zyaada kyaal rakha haina. Papa kitne mehant kia tere liye custody case Lada haina
Abhir nodes yes
Ak: tho jo papa time itne pyaar karte woh kaise Badh lenge
Ab: I know mumma per aaj kal mujhse zyaada time dadi dadu hi rehte papa ke saat
Ak: accha yeh bata jab teri surgery hui tujhe sabh se Zyaada zaroorat kis ki mumma papa ki right ??
Abhir nodes yes
Ak: tho papa ko bhi itna chote aayi hai unhe bhi uska mumma papa ki zaroorat hogi na
Ab: hmm
Ak: jab tu hume 2 years ke baad mila tab se tu kyun har wakth mumma papa se chipake rehte hai kyonki tu hume bahut miss kia haina
Abhir nodes yes
Ak: tho papa bhi apne mumma papa ko 30 years ke baad mile na tho unhe bhi apna mumma papa ke saat time spend karna hota haina
Abhir nodes yes
Ak: aur jab tu dadi dadu ke saat tha tu dekha hoga na woh log papa ko kitne miss kia hai tho jaise papa ko tumare saat time spend karna hota hai unhe bhi hogi na papa ke saat spend kare
Ab: sorry mumma Maine yeh sabh socha hi nahi tha.
Ak: abhir aaj ke baad kabhi aise math sochna warna dadu dadi papa aur sabh hurt honge aur tu aise socha yeh kisi ko pata nahi hona chahiye teek hai
YOU ARE READING
Together forever
Fanfictionanother book on akshnav starts when abhir gets lost as he escapes from birla mansion to meet akshnav 2 years later how will he meet akshnav And what if abhinav meets his family which he doesn't know it exists peep inside to know more