chapter 7

348 56 52
                                    

Welcome back to my story , although the target is not complete but I am updated this book but next time target se pehle nahi ,

And i think story thoda slow chal raha hai but i will try to speed up the story a little bit .

Now we will continue the story.

" This so beautiful Rani sahiba" karan said while seeing after seeing the mesmerizing dancing hall which they called as natya Mandir

" Kya kaha aapne "    she asked in somewhat surprised or shocked expression..

" Maine ka kaha ?? Yeh hall bahut hi khoobsurat hai yehi bola tha " he answered casually bcoz he didn't realized what he addressed her ..

" Nahi uske baad " she again repeated her question

" Yaad nahi " he said while seeing the bueatiful hall which is decorated with flowers and pearls, and he continued " iss hall a story kya hai Monami ?? "

" Matlab ?"

" Matlab yeh hai ki subha se hum jaha bhi jare hai , har jagah ka ek story mil raha hai toh socha iss jagah ka bhi koi story hogi "

" Bilkul sahi socha aapne karan , iss jagah ka bhi ek story hai , Raja vijayendra ji aur rani kumud ji ek dusre se pehli baar issi natya Mandir mein mile the ek dusre se , aur Raja ji pehli Nazar mein hi rani sa se pyaar hogaya hai , rani sa ko bhi hukum sa pasand the lekin unki vivaan kisi aur se pehle hi nishit huyi thi , fhir hukum sa ne ek bada sa war karke rani sa ka dil aur khud rani sa ko jeet liye the , aur har maha shiv ratri ke din woh dono iss natya Mandir mein mahakaal ki pooja karke , rani sa apni nrity se mahadev ko Prasann karthi thi , a token of gratitude, isiliye yeh mandir humare i mean yaha ki logon keliye liye bahut khaas hai "

" Hmm intresting, abhi bhi yaha koi dance karte hai ?? "

Monami didn't said anything just passed a smile ..

" Aap has kyu rahe hai "

" Kuch nahi bus ayise hi " she said while covering her smile and saw the sky , which ready for sunset " hey sunset hone wali hai "

" Han toh roj hotha hai , aap ayise bol rahe hai ki aaj pehli baar sunset hogi "

" Karan , aapne kabhi Surya aur chandrama ko ek saath dekha hai ? "

" Kya , that impossible hai , jab Sun jayega tabhi moon ayega na ? "

" Toh chaliye mein aapko dikhati hunn dono ko ek saath " she held his hand and took him to the huge long  terrace, karan once sees their entangled hands and then sky ,

" Why God ?? Aap hum dono ithni kareeb kyu le aare ho ? , what is this feeling when i come closer to her ? " He thought to himself

.
.
.
.
.

" Toh uss taraf dekhiye , kya dikh raha hai ? "

" Sunset , it's beautiful"

" Aur iss taraf dekhiye "

She shows the opposite side of sunset

" Woww moon abhi abhi aara hai "

" Toh dekha aapne dono ko ek saath ?, yeh ek louta jagah hai jaha Surya aur chandrama ka Milan hotha hai , isiliye yeh jagah unique hai "

" Not exactly " he said

" What do you mean ? " She asked

" Dono ki Milan nahi huyi hai , they are not together, dono pass hai saath nahi hai " he said while seeing the beautiful sunset ..

𝔓𝔶𝔞𝔞𝔯 𝔥𝔲𝔞 𝔠𝔥𝔲𝔭𝔨𝔢 𝔰𝔢 🤍Where stories live. Discover now