chapter 6

213 9 0
                                    

Mallika : yeh..........
She examined him more concentrately
Mallika : yeh kaamp rahe hai
She immediately went to him
Mallika : sumedh ji sumedh ji kya hua
yeh toh uth bhi nahi paa rahe hai
Ab mai kya karu....
Doctor ka ghar hai thermometer zarur hogi pehle inke temperature check karti hu
She started searching thermometer
After sometime
Mallika : mil gaya
She kept it in his mouth
After sometime she taken out the thermometer
Mallika : *gasped* 103°........
Itni bhukar hai inko
Ab kya karun.......
Then she remembered yamini words when she fell sick
Mallika : haa wahi karti hu
Woh tablets kaha honge
She started searching tablets
Mallika : mil gaye
She putted tablet in his mouth and poured water
Somehow she made him swallow that tablet
Then she went to kitchen and started boiling water
After the water enough heated
She turned off stove and taken it to sumedh room
She taken a cotton cloth and dipped it in that hot water
Then she squeezed it and and wiped at his face, throat, hands and feet
Like this she did this whole night
At morning
Sumedh father came to sumedh room to check whether he woke up or not
Then he found mallika being leaning her head on sumedh bed
He got hell shocked
He immediately went to her
Ajay : mallika.. mallika....
She woke up
Mallika got up
Ajay : tum yaha kya kar rahi ho
Mallika : uncle inko raat bhar bohot bukhar tha
Ajay : bukhaar!!!!!
He checked at sumedh forhead
Ajay : aree ha bohot bukhar hai
Hume kyu nahi batayi beta
Mallika : woh mujhe laga ki subah tak thik ho jayenge isiliye socha ki aap dono ko disturb na karu
Ajay : achha thik mai sumedh ko sambhal lunga tum jaake fresh ho jao
Mallika : ji..
Then she left from there
After sometime basant came there Monika(basant wife) also came with him to help in taking care of sumedh
Basant is checking sumedh
ajay, jaynath, monika and Mallika is also there
Jaynath : kya hua basant
Ajay : kuch serious hai kya
Basant : nahi uncle utna serious nahi achha hua aaplog isko woh tablet diya aur raat bhar garam paani ke cloth se isko dhoya jiske wajah se bhukar thoda Kam pada
Ajay : lekin humne nahi kiya beta
Basant : toh kisne kiya
Then Ajay and jaynath seen at mallika
Mallika : woh......
Maa ne batayi thi ki aisa karne se bhukar kam pad sakta hai isiliye Aisa Kiya
Basant : bilkul thik Kiya aapne
Aapne iska itna achha khyal rakha ki iska bhukar bhi chale jaane lagi
Mallika felt happy
basant : abhi yeh thodi der mein hosh mein aayega
Aap ek kaam kijiye aap garam paani leke aaiye uthte hi garam paani peeyega toh better feel hoga
Mallika : ji mai abhi paani garam karungi
Then she left from there
Monika : basant.. mai uski help karne jaa rahi hu
Basant : haa..
Then Monika also left from there
Mallika started boiling water then Monika came there
Mallika : umm...... Aapko kuch chahiye
Monika : nahi aapko help karne aayi hu
Mallika : achha waise help karne wali koi baat nahi bas paani hi toh garam karni hai mai karlungi
aur aap mujhe "aap" kyu bula rahe hai
Monika : kyu? nahi bula sakti?
Mallika : matlab aap mujhse bade hai na aur shadi shuda bhi aur mai hu unmarried
Monika : achha toh mai tumhe badi lagti hu..
Toh thik hai tum mujhe didi bulao fir mai tumhe tum bulaungi
Mallika : zarur..
They both smiled
Mallika : badi friendly ho aap didi
Monika : tum bhi...
Waise basant tumhare bare mein already bataya tha
Mallika : unko kaise pata
Monika : usko sumedh ne bataya tha
Mallika : woh mere bare mein bolte hai!!!!!
Monika : basant uske best friend hai
So, basant ke sath apni saare baatein share karta hai
Mallika : achha.......
Then she thought something
Mallika : didi mujhe ek kaam yaad aaya
Aap please yeh sab sambhaliye mai jaldi wapas aajaungi
Monika : ha thik hai tum jaao i'll manage
Then mallika left from there
After sometime she came back home
Monika is managing some work in kitchen
Basant went outside to bring medicines
ajay sat besides of sumedh on bed
Jaynath sat on chair which is near of sumedh bed
Mallika went to sumedh room
Mallika : uncle..
Woh mai sumedh ji keliye kuch laayi hu
Ajay : kya hai beta
Mallika : kaala dhaaga mai jaanti hu ki woh yeh sab nahi maanenge lekin baandhne mein kya burayi
Meine yeh mandir se hi le aayi hu
Jaynath : mallika beta jab sumedh uthega toh nikaal lega fir baandhke kya faida
Mallika : baad ka toh baad mein dekhenge na dadaji filhal baandhenge toh shayad ho sakta hai ki yeh jaldi uth jaaye
Ajay thought for a while
Ajay : thik hai beta tumhi baandho
She felt happy
Mallika : ji...
Then she tied that kaala dhaaga to sumedh wrist
Mallika : mai chalti hu
Then she left from there
Jaynath : Ajay...
Mujhe lagta hai ki mallika hi sumedh keliye sahi hai
Kahi dinon se dekh raha hu jitna achhe se woh sumedh ka khyal rakh rahi hai na utna toh hum bhi nahi rakh sakte
Ajay started thinking about it
Jaynath : tum hi socho sumedh bhi mallika ke baatein sunta hai
mallika janti hai ki sumedh ko kaise handle karna hai
Sumedh kahi baar mallika ke bare mein sochkar bhaav dikhane lagta hai
Kabhi hasi kabhi gussa
Lekin bhaav toh dikhane laga hai na
Jabse Rani (sumedh mother) guzar gayi hai woh pathar jaisa bann gaya hai
Aur mallika ka aate hi woh pathar insan jaisa badalne laga
Ajay : aap thik hi keh rahe hai baba
Sumedh ka thik hone ke baad ekbaar inn dono se baat karenge
Then sumedh got concious
Ajay : sumedh...
He slowly got up
Ajay : aaram se aaram se
Jaynath : mallika beta
Woh garam paani leke aana
Then mallika came there with a glass of hot water and gave it to sumedh
While taking glass he noticed kaala dhaaga at his wrist
Sumedh : yeh kaala dhaaga kaha se aaya kon baandhe hai
Mallika (in mind) : mai gayi
nahi nahi mai inki daat nahi sunn sakti
Then she immediately left from there
But seeing everything near room door
Ajay : sumedh mallika hi tumhe baandhi hai
Sumedh : aur aaplog baandhne diya!!!!
Jaynath : aree kya hojayega baandhliya toh ha...
Tumhare achhayi chaahkar hi toh baandha hai
Ajay : usko rehne do beta agar nikaal liya toh mallika ko bura lag sakta hai
Sumedh thought for a while
then he started drinking water
Mallika felt very happy that he didn't removed it
Then she left from there
Then basantika came there
Sumedh : bhabhi aap kab aaye hai
Monika : mai toh kabka aagayi aur sumedh tum na thik se dhyan hi nahi rakhte apna jiske wajah se yeh halat hogayi
Sumedh : ab mujhe kya hogaya bhabhi
Basant : kya hogaya!!!!!!
Let me tell you
Tere haath abhi kaam nahi karenge kyuki woh kaam karke karke thak gaye hai
Tera paav nahi chal paayenge kyuki hospital mein toh idhar udhar bhaagte hi rehte ho isiliye ab paav bhi kharab hogaye
Tumhare kamar, pet, heart sab kharab hogaye
Aur tum bol rahe ho ki kya hogaya!!!!!!!!
Sumedh glaring him
Sumedh : mai bhi doctor hi hu
they all laughed
Basant : aur nahi toh kya hai ha
Uncle dadaji mai bata raha hu yeh waha bilkul bhi aaram nahi karta
khudka khyal nahi karta
Thik se khana bhi nahi khaata agar aisa hi karte rahe na ek na ek din mera mazak hi sach ho jayega
Jaynath : basant isko bolke koi faida nahi humara hi nahi sunta toh aur kiska sunega
Just then mallika about to go inside of room
Monika : isiliye iska shadi karwa dijiye
She stopped after hearing that
Sumedh got cough
Sumedh : kya shaadiiiii...........
Basant : kyu shadi hi toh hai jail thodi na hai jo itna reactions de raha hai
Uncle mere baat suniye aur iska shadi Kara dijiye
jo ghar waalo ka nahi sunta hai na woh patni ka baat zarur sunta hai
sumedh : Mere shadi ke alawa tumhare paas koi topic nahi hai kya
Mallika lost in her own thoughts
ajay : nahi beta asal mein sumedh keliye
He about to say something then sumedh signed like don't tell
Basant : kya ishara kar Raha hai uncle ko
Uncle aap bata dijiye kya baat hai
Jaynath : tum mallika ke bare mein jante ho na basant
uski maa guzarte guzarte yeh maangi hai ki mallika ki shadi sumedh se karade
Basant and Monika got shocked
Basant : aur tu mujhe bataya hi nahi sumedh...
Sumedh : batane wali baat bhi nahi hai
uski maa recently guzar gayi hai aur hum shadi ke baat kaise kar sakte hai
Iske bare mein zyada baat mat karo
Monika : aree mallika waha kyu khadi ho andar aao
Then mallika went inside
Monika : kya ho mallika darwaja tak aayi aur andar kyu nahi aayi
Mallika : woh .......
Aaplog kuch baat kar rahe the na isiliye
Jaynath : mallika tum toh aisi baat kar rahi ho jaise tum koi ajnabi ho
Tum toh humare mallika ho
Ajay : ha beta kabhi bhi aisa humse paraya mat samjho
Mallika gave a fake smile
And seen at sumedh
Mallika (in mind) : pata nahi sumedh ji aapko lekar mai itni fikar kyu karne lagi
Aisa lagta hai jaise aap mere apne hai
pata nahi aapke muskurahat dekhne ke baad mai kyu khush hojati hu
Agar kuch Darr lagta hai toh pehle aapke naam kyu dimag mein aati hai
Pata nahi aapke shadi ke baat sunke mujhe itna bura kyu lag raha hai
Pata nahi aapse baat karke itna halka kyu lagta hai
Pata nahi aapko dekhkar mujhe meri maa kyu yaad aati hai
Mujhe kuch samajh nahi aa raha hai
Basant continuesly observing mallika
Basant (in mind) : kuch toh baat hai
Mallika : woh mai stove pe dudh rakhi thi ubal jayenge mai chalti hu
She left from there
Basant : umm....... Mai paani peeke aata hu
Monika : mai le aati hu
Basant : nahi nahi paani hi toh hai na moni mai chalta hu
Then he went to kitchen
Mallika : aap.....
Aapko kuch chahiye
Basant : ha woh paani...
Then she gave water to him
Basant : kehte hai ki doctor se kuch chupaate nahi hai
chaahe woh kuch bhi ho
Chaahe woh pareshani sharir ka ho ya Mann ki ho
Mallika : a......b nahi toh mujhe koi pareshani nahi
Basant : mai doctor hu mallika
Chehra dekhkar hi bata sakta hu ki pareshani hai ya nahi
Tumhare chehra hi bata rahi hai ki kuch toh problem hai
Shayad uss problem ka solution mere paas ho kya pata..
She seen at him
Basant : achha I promise mai kisiko bhi nahi bataunga
Mallika : mai kya bataun
Mai khud nahi samajh nahi paa rahi hu
Pata nahi sumedh ji keliye mere andar kaisa feeli aati hai
Unke liye fikar karti hu jab tak woh thik nahi hote tab tak mujhme ek bechaini aajati hai
Unse baat karke aisa lagta hai ki mera jeevan mein kuch bhi Kami nahi hai
Agar woh muskuraaye toh mujhe bohot khush lagta hai
Agar woh apne sehet kharab karne lagte toh kuch na kuch karke unhe rokne ka mann karta hai
Agar woh udaas hojaye toh pata nahi mujhe kyu kuch achha nahi lagta
Kabhi kabhi unko pareshan karne ka mann karta hai aur unko khush karne ka bhi
Jabse unse mili hu aisa lagta hai ki mere zindagi mein ek aisa badlaav aaya jo bohot hi achha ho
Jab unki shadi ke baat hojaye toh mujhe bohot bura lag raha hai
Ab aap hi bataiye kya hai yeh
Kyu Aisa lagta hai
Kya problem hai mujhe
Konsa beemari hai yeh
Basant is just stunned after listening her words
Basant : aree yeh koi beemari nahi pyar hai
She got hell shocked

..............................TBC..................................
That's it for today's chapter
Hope you all like this chapter
Vote and comment for more chapters
Stay tune
Radhe Radhe 💛
~Author

yeh kahani hai humare {COMPLETED}✅Where stories live. Discover now