Sulochana : mai nahi jaaungi
Mallika : kyu nahi jaayenge aap?
Sulochana : nahi jaungi matlab nahi jaaungi
mallika : jaana toh aapko padega hi
Kaise nahi jaayegi aap ha
Mai apne pariwar ko aapke wajah se aur tadapne nahi dungi
Iss ghar se humare zindagiyo se aapko dur jaana hi padega
Then police came there and arrested sulochana
Sulochana : mai firse aaungi mallika....
Basant : sochna bhi mat
Mai bhi dekhunga aap kaise bahar aati hai
Then police taken her from there
Basant : sumedh tum rest Karo
Ab sab thik hai ab aur khatre nahi aayenge tumlogo paas
Sumedh smiled
Monika handovered dairy to mallika
They did good bye and left from there
Mallika : baba...
Yeh maa ki dairy hai na
He checked that
Ajay : ha beta yeh ussi ka dairy hai
Yeh writing ussi ka hai
Uska guzar jaane ke baad yeh dairy gayab hogayi thi
Bohot dhunda lekin kahi nahi mila
Mallika : isme aisa kuch hai jo hume sunna hai
Khaaskar aapko... Sumedh ji
Sumedh : aisa kya hai isme
Mallika : padhu?
jaynath : padho mallika...
She opened dairy and started reading"Yehi mere aakhri likhaawat hai, mai yeh dairy ko mitti mein chupa rahi hu
Kyuki mai nahi cahhti ki bua ji isko dekhe aur isko bhi mitaade.
Lekin ek din yeh meri pariwar ko miljaaye aur mere aawaj unn Tak pohuch jaaye
Baba, ajay ji Mai thik nahi hu
bua ji mujhe maarna chahti hai
Lekin aasan se nahi har din maar maarke maarna chahti hai
Mai yeh baat aapse nahi bataa sakti kyuki usne mujhe sumedh ka dhamki di hai
Agar mai ab tak uska torture zhel rahi hu toh sumedh keliye
Lekin ab aur nahi
Iss yaatna ko aur nahi seh paaungi
Ab aur Shakti nahi hai mujhme
Mai jaanti hu ki aap sabko meri zarurat hai lekin ab mai thak chuki hu
mujhe jaana hogaBaba ~ aap mere sasur nahi mere baba hai
Kabhi mujhe bahu nahi samjha balki beti samjhaa
aapne humesha mujhe samjhaaye ki beta zindagi hai har dukh aur sukh ko ek muskurahat ke saath swaagat karna chahiye
aap humesha mujhe apna saath diya
humesha raah dikhaaya
Lekin aaj mujhe koi raah nahi dikh raha hai baba
Mujhe maaf kar dijiye aapke beti lakshmi jaa rahi hai
Aap apna dawayi Lena mat bhuliye
Aur apne beta aur pota ko sambhaaliye
Dono bhi nahi sunte baat ko
Apna khyaal rakhiye babaAjay ji ~ aap jaisa pati ko paakar mai jindagi bhar ki punya kardi
aap kabhi meri saath nahi chode
Meri maa baba jaane ke baad aap hi mere sab kuch bane
mujhe kuch bhi ho aap nahi seh paayenge yeh baat mai jaanti hu
Mai yeh bhi jaanti hu ki mere bina aapka din nahi beet-ti
aapko toh kuch yaad rehta hi nahi hai
Sab kuch mujhe hi Dena padta hai
abse aapko hi karna padega
aur ha sumedh ko daatna band kijiye
jab dekho daat-te rehte hai usko
Woh bohot achhe se padh raha hai
Doctor banna uska sapna hai
Ek din mera beta banega aur hum sabka sir upar karega
bas uska khyaal rakhiyeKanha ~ kanha....
Jab tum mere kokh mein the na tab mai har waqt krishna ji ka aaradhana hi karti thi
shayad isiliye swayam krishna ji hi mere kokh mein janme
Isiliye tujhe kanha pukaarti hu
Itna satata hai na mujhe ha
kitne baatein bolta hai ki maa yeh maa woh
Maa baba ne aisa bola dadaji ne yeh kiya
Yeh sab bolta rehta hai
Kitne complaints karta hai unn dono ka
Ab nahi karna hai koi complaint
kitna shararat hai 10th puri hogayi fir bhi tere bachpana nahi gayi
Itna badbad karta hai lekin apne maa ke bina ek sec Tak nahi rehta
School se aate hi maa ke paas aajaata hai
Beta.... Tum na achhe se padho
Baba aur dadaji ko tang mat karo jis tarah mujhe karta hai
tumhe doctor banne ka sapna hai na
Bano doctor...
Waise mai kahi nahi jaa rahi jinn logo ka jaan bachaate ho na unn sabme mai rahungi
mera pyar tumhara saath hai
Filhal toh jaa rahi hu lekin ek din loutungi
Tumhare beti banke tab pura badla lungi tumse samjhe
Aaj meri godhi mein soya tha na chein se
Wahi cheini jindagi bhar honi chahiye tumhare chehre par
Kabhi bechain mat hona shant rehna
Sab thik hojaata hai
Aur ha aakhri baat tu bolta hai na ki tumhare hone wali patni ko mai chunu
Waisa hi hoga
Tu yehi samajh...
Jo bhi tumhare patni aayegi usko meine hi chunke bheja hai
rani mil jaayegi mere bete ko
Tu khyal rakh apna mai jaa rahi hu beta
Maa keliye mat ro ha
Nahi dekh paaungi tujhe
Jaldi wapas aajaungi- Lakshmi
She completed reading
Tears are floating in all of their eyes
Sumedh is keep seeing mallika with his tearfull eyesJaynath : agar mai shuru mein hi sulochana ko pehchaan liya hota toh aaj shayad yeh likhawat nahi hoti
Lakshmi ne bohot seha aakhri dino mein
Aur humse bol hi nahi paayi
ajay went to mallika
Ajay : mallika beta
Lakshmi ne sach hi bola usne hi sumedh ke paas humare paas tumhe bheja hai
Thaki tum uski aur meri maa ki kami pura kar sako
Agar tum nahi hoti toh shayad bua ka sach bahar nahi aati
Aur lakshmi ka aawaj bhi
Mallika smiled
Jaynath : samajh gaye....
isiliye kamse kam abse uska achhe se khyal rakh
Mallika jaisi ladki ko iss janam mein nahi paa sakte
Sumedh is not in this world
They 3 : sumedh.......
He got jerk
he is looking so blank
Ajay : sumedh kya hua
Jaynath : samajh gaya
Mallika beta tum usko lekar andar jaao
Mallika : ji dadaji
Aap chaliye
Then they both went inside
Jaynath : ajay...
Itne saalo se tum bolte the na ki isne apne maa ke mout par roya hi nahi
Agar royega nahi toh andar ke woh bawaal bahar kaise aayega
Agar woh bahar nahi aayega toh isme chein kaise aayegi
ab aayega
Ab tum iska chinta mat karo
Sambhaalne wali pehle hi aa chuki hai iske jeevan mein
Ajay smiled and nodded like yessss!!!
on the other side
Mallika holden sumedh hand
He turned to her
She immediately hugged him
His tears didn't controlled
He hugged her back and started crying
She also crying
Sumedh recalled his memories with his mother
Mallika also recalled her memories with her foster mother
They forgot this world and became merged with eachother{A/N : how is my pratibha 🤭}
Time skipped next 2 days
Jaynath and ajay are in hall
Sumellika went to them
Mallika (low voice) : dekh kya rahe hai bataiye na
Sumedh : mai kaise batata hu
Tum ladki ho na tum batao
Mallika : pregnancy news bataane mein gender kaha se aayi
Sumedh : tum bolna mallika
Tumhare baat toh achhe se sunte hai
Then basant and monika arrived there
All are welcomed them
Mallika : ab didi jiju bhi aagaye ab toh bataiye
Sumedh : tum....
Before he completes she giving death glances to him
Sumedh : dekho mai tumse darta nahi hu thik hai but bataata hu mai hi
A...b dadaji...................................TBC...........................
That's it for today's chapter
Hope you all like this chapter
Vote and comment for more chapters
Stay tune
Radhe Radhe 💛
~Author
YOU ARE READING
yeh kahani hai humare {COMPLETED}✅
Fanfictionwhen she loved such type of person who are lost interest in everything