chapter 10

209 7 0
                                    

Mallika : boliye kyu meri bhaavnao ke sath khela aapne
Jawab dijiye.........
He went to flashback (not telling her)
That day sumedh is searching something
Sumedh : yeh thermometer kaha hai?
Aree ha mallika ke paas hogi
Yeh pagal ladki.....
He went to her room
Sumedh : mallika mallika ...
Room mein nahi hai...
He about to go from there
Then caught thermometer there
he went to inside
there is a dairy besides of thermometer (it's yamini's dairy)
{A/N : mallika didn't readed that.
she keeps that dairy infront her to feel yamini presence}
While he taking thermometer
That dairy fell down
Due to that.. dairy's some page is opened
Sumedh taken it and about to close the book then he caught a line
"Mallika jindagi khatre mein hai"
He affected with that line
then he checked that whose dairy it is..
Sumedh : yeh yamini aunty ki dairy hai
Mallika ke zindagi khatre mein!!!
He started reading from where it started
It's written as -
"Mallika... Meri zindagi ki sabse zyada keemti hai..
Kabhi kabhi sochti hu ki woh meri kokh mein kyu nahi janmi
Unn raakshasi ko kyu janmi"
Sumedh : matlab mallika inki beti nahi hai!!!
He again started reading
"Uski maa baap life hospital ke maalik lata aur anant"
He got hell shocked after reading this line
Sumedh : mallika anant sir ke beti hai 😳
"Hai toh life naam ke hospital ka maalik lekin apne bachhi ka hi zindagi barbaad kiya
Woh lata toh humesha faaltu cheezo ke peeche bhaagti rehti hai
Uske liye uski beti sirf marks paane keliye hi hai thaki woh sabko dikha sake ki uski beti topper hai
lata ke beti topper hai
uske liye mallika sirf yehi dikhane keliye jinda hai ki uski beti perfect hai
Chahe uss perfection keliye woh mar bhi kyu na jaaye
kabhi bhi kabhi bhi usko ek maa ka pyar nahi diya
Apne pati ke sath jhagadne mein hi uska waqt nikal jaata tha
woh bas mallika ko 9 mehne kokh mein rakhi aur janam di bas fir chodliya
usko mallika pehle se hi pasand nahi hai
Jab woh pregnant bani thi
Mujhe rakhe the uska dekhpaal keliye
Ghar ki kaam karne keliye
Pregnancy time mein woh apne mann pasandi kapde nahi pehen paati thi
Apne mann pasandi khana nahi kha paati thi
Usko bohot takleef hoti thi
9mehne Rakhi toh hai lekin kabhi khush nahi rahi yehi complaint karti rahi ki iss bache ke wajah se mai kuch nahi kar paa rahi hu
Yeh bachha mere liye ek rodha hai
Kash woh pregnant hi nahi hoti
Mai toh usko mana karti thi ki nahi memsab aisa mat boliye koi bhi bachha rodha nahi hote bachhe toh bhagwan ki aashirwad hai
tab toh woh mujhe bolti thi ki kaam wali ho kaam wali hi raho
Mallika ka paida hone ke baad mallika ka peecha chudaane ki socha lekin aisa kare toh log baatein sunayenge taane sunaayenge isiliye apne paas hi rakha aur har kshan narak dikhaya
jab tak mallika unlogo ke paas thi tab tak uss raakshasi ne mallika ko yehi sunaati thi ki mallika ke wajah se uski sehet kharab hogayi uski sundarta kharab hogayi
Usko bohot dard hua
Woh yeh na jaane kya kya bolti thi
aisi maa kisiko na mile
Aur woh anant woh koi kam nahi
Usko toh bas apne izzat ki chinta hai samaaj mein uski naam ki chinta hai
Apne ego ki chinta hai apne paiso ki chinta hai
Patni ko maa bana diya aur hogayi uska kaam..
Baap ka ek zimmedari tak nahi uthaya woh
Lekin ha jab mallika ka kam marks aaye toh aajata hai usko darane keliye
bas yehi kehta tha ki tumhare wajah se mere naam kharab ho rahi hai
tum hai kis cheez ki..
Konsa maa baap hai jo aise bolte hai apne bachhi se
Uss bachhi ko aisa maarte the ki bechaari humesha kisi na kisi health problem ko jhelti rehti thi
undono kabhi mallika ko uthaaya tak nahi
jabse woh lata pregnant hui thi tabse mai thi waha
mallika ko meine bada kiya woh nahi
woh log mallika ko aisa laa parwahi kiye hai ki unko yeh tak nahi pata chala mallika ko kab periods aaye hai
Tab mallika thik 12 saal ki thi usko apne periods aaye hai yeh baat pehle mujhe hi pata chala
Jab mai yeh baat bolne jaa rahi thi toh meri baat sune hi nahi
Ussi din mallika ka marks pata chala
Ek subject mein uska kuch marks kam aaye hai
Aur usko aisa maare the ki....
Mai soch bhi nahi kar sakti
Fir pura din usko khana nahi diya ek room mein lock kiya
Woh bachhi royi thi pura din
Meine usko bahar laane ki bohot koshish ki lekin nahi laa paayi
fir raat mein jab woh dono sogaye the kaise na kaise bahar laa paayi toh tab woh bachhi behosh hai
Meine turant hospital leke gayi
Fir doctor ne bola ki kisine usko bohot maara agar kuch aur maare toh yeh mar bhi sakti hai
Hospital aane se pehle
Meine lata aur anant baatein suni thi woh anant bol raha tha ki iske wajah se society mein uska apmaan ho raha hai
Uska naam kharab ho raha hai jo uska naam kharab karega usko woh bilkul nahi chodega
Usne bola ki mai mallika ko dikhaunga meri naam kharab karne se kya milta hai
Hospital mein mujhe yeh baatein yaad aaye hai
Mai bohot darr gayi
Isiliye mallika ko unlogo se dur le jaane keliye socha
Jab yeh baat mallika se batayi toh usne turant ha kaha kyuki usko humesha apne maa baap se nafrat hi mila
taanein hi sunayi diya
Laa parwahi mila pyar nahi
Woh bichari apne hi maa baap se dar gayi aur mujhpe bharosa kiya
Isiliye usko apne Ghar leke gayi
lekin uss anant ke ghar kaam karne keliye jaati thi thaki unlogo ko koi shak na lage ki meine mallika ko leke gayi thi
Jab meine batayi ki mallika dikhayi nahi rahi hai
Undono ne bole ki ab society mein unka naam kharab hoga ki anant aur lata ke beti bhaag gayi hai unko apne naam ki parwah hai
Mallika ki chinta bilkul bhi nahi hai
yeh kaisi maa baap hai
Fir anant ne bola abse mallika meri beti nahi dushman hai
Mai toh chok gayi
Fir toh mallika ke zindagi khatre mein hai
Woh kuch bhi karega meri bachhi ka
isiliye meine kuch socha
Sumedh.... Woh toh itna achha hai ekdum heera jaisa
Usse mallika ki shadi hogi toh mallika khush rahegi fir koi bhi usko kuch nhi kar paayenge
Lekin woh toh uss life hospital mein hi job karta hai
Jab woh uss life hospital se istifaa karega na
Tab inn dono ki rishta ke baat karungi kaise na kaise unlogo ko maanungi
meri bachhi khush rahegi"
he got stunned after reading that
Sumedh : meine bhi dekha agar anant sir kisiko dushman maane toh unko chein se jeene nahi denge
Matlab ab mallika safe nahi hai
Kya kare ab
Then ajay called him
sumedh kept dairy on it place
And went to ajay
Ajay : sumedh beta
Tumse kuch baat karni hai
Tumhare aur mallika ke shadi ke bare mein
Dekho beta mallika bohot achhi hai
Mujhe lagta hai ki woh tumhare liye sahi hai
lekin jo bhi hoga tum dono ke sehmati se hi hoga woh bhi pura dil se
Bolo beta mallika se shadi karoge
Sumedh (inside) : yehi sahi hai
Mallika bhi safe rahegi aur aunty ki wish bhi Puri hojayegi
Sumedh : ji baba
Mai usse shadi karunga
Flashback ended
sumedh (inside) : mujhe maaf karo mallika
Tumse yeh baat pehle nahi bataya kyuki tum Aisa hone nahi doge
Tum bolegi ki tum khudko bacha sakti ho unse lekin mai risk nahi le sakta
Agar ab sach bolunga toh tumko yeh pyar lagega agar na bolu fir bhi tumko yeh pyar hi lagega
Mai tumko iss jhute pyar mein nahi rakh sakta kyunki yeh sab meine tumhare safety keliye Kiya tumhare pyar keliye nahi
Isiliye na hi pehle bola aur na hi ab bolne wala hu
Mallika : bol kyu nahi rahe ho
Kyu kiya aisa jawab do
Sumedh (shouting) : aunty keliye.......
Dekho mallika sab clearly bol raha hu
mere jindgi mein pyar ka koi jagah nahi hai
Lekin yeh aunty ka aakhri wish hai mai kaise mana karta
Aur kya tumhare liye apne maa ki aakhri maang zaruri nahi hai
Agar hum shadi nahi karenge toh unke aatma ko shanti nahi milegi
Mallika : agar hum shadi karne karke khush nahi rahenge
Humare beech pyar nahi hoga tab bhi uski aatma dukhegi na
sumedh : toh kya ab mai tumse jhuta pyar karu
Mallika : nahi......
Shadi hi kyu kiya
Sumedh : just stop it mallika
Mai tumhare pati hone ke duty pura kar sakta hu lekin pyar nahi
Sirf bahar hi hum pati patni hai lekin yaha iss kamre mein inn diwaaro ke beech....
STRANGERS HAI ...
Ab aur discussions nahi hai
Mind it
He said this by pointing her with his index finger and with full range
then he laid on his bed and closed his eyes
Mallika collapsed on floor and started crying
Mallika : kyu bhagwan kyu Aisa kiya mere sath kyu......
After crying very much
Mallika : Ab ab mai karu kya
Chali jaaun?
Sumedh toh mujhse pyar hi nahi karta....
Lekin pyar toh unconditional hota hai
Aisa nahi hai ki woh mera respect nahi karta
Usne bataya ki woh meri pati hone ke har zimmedari pura karega
Lekin pyar nahi
Zimmedari aur pyar mein bohot farak hota hai
Pyar toh andar se aati hai jo inme nahi hai
Agar yeh pyar nahi karte toh kya hua mai toh karti na
Aisa nahi hai ki yeh meri apmaan kar rahe hai
Yeh kabhi meri apmaan kar hi nahi sakte
Maa kehti thi ki pyar mein patience hona bohot zaruri hai
kya pata....
She turned to sumedh
Mallika : agar inhe bhi mujhse pyar hojaye
Ab mai chodke toh nahi jaa sakti dadaji ka kya......
Nahi nahi unka kitna apman hoga
ab jo bhi ho inse hi rehna hoga
Time skipped to next day morning
Mallika sat infront of mirror and drying her wet hair with towel
Just then sumedh came out from washroom
He is coming forwards by drying his hair
Then mallika laid her hair back
Her hair smoothly hits sumedh face
Sumedh staring her
Sumedh (inside) : yeh pagal ladki....
Aage peeche kuch nahi dekhti
In flow he said
Sumedh : aye pagal......
Before he completes "pagal ladki"
he realised what he is saying
She turned to him
mallika : huhh!!! Kya bola....
sumedh : a...b woh mai... Mallika mallika.... Kya kar rahi ho
Mallika smiled sarcasmly
Mallika : mai!!! Mai toh swimming kar rahi hu 😁
He sighed
sumedh : thik se bolo
Mallika : kya thik se bolu ha
Dikhayi nahi deta kya aapko
Apne baal sukhaa rahi hu
Sumedh : toh aise sukhaate hai kya Baal ko
Zara apne peeche bhi dekho ki koi hai ki nahi
Yeh bhi dekho ki kahi tumhare iss baal ke wajah se unko takleef toh nahi ho raha hai
mallika : toh kya mai baal sukhaane ke wajaye idhar udhar dekhti rahu
sumedh (inside) : iske saath argue karke kon Jeet sakta hai
By thinking like this he turned another side and continued drying his hair
She also turned to mirror and continued drying her hair
they got pin drop silence for sometime
Sumedh taken his formal shirt & pant
And went to washroom
Later he came out without looking at mallika
She is still infront of mirror
Sumedh tucked his shirt and wore a belt
Then his attention turned at mallika
{His attention turned to mallika not sumedh turned to mallika 😁}
Sumedh : waise kal kaha soyi ho?
Mallika : sofa pe
She said this by applying kajal to her eyes
Sumedh : sofa pe !!!
Then he turned to her
She also turned to him
He stopped by looking at her
She is looking like this

 Kya kar rahi ho Mallika smiled sarcasmlyMallika : mai!!! Mai toh swimming kar rahi hu 😁He sighedsumedh : thik se boloMallika : kya thik se bolu ha Dikhayi nahi deta kya aapkoApne baal sukhaa rahi hu Sumedh : toh aise sukhaate hai kya Baal koZara...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

He is so mesmerized with her looks
he just admiring her unknowingly
mallika : sumedh ji...
lo firse aisa dekh rahe hai jaise jindagi mein pehli baar ladki ko dekh rahe hai
Sumedh ji
She shouted
He came to world
sumedh : woh.... Kal se tum bed pe sojaao mai sofa pe sojaunga
Mallika : matlab sab aapka hi marzi hai kya
aap bole hai hum dono pati patni nahi rahenge
Isiliye hum dono iss kamre mein pati patni jaisa nahi rahenge
ab aap bol rahe hai ki bed pe sojao toh mai bed pe sojaun huh..
mai koi cheez hu kya
sumedh (inside) : ab meine kya kaha jisse yeh itni bhadak rahi hai
Sumedh : thik hai fir.... Sojao sofa par kisne mana kiya
mallika : aapke ha keliye koi wait nahi kar rahe hai
Agar aap na bhi bole na fir bhi mai sofa pe hi soti hu
Jaa rahi hu mai
She about to left from there
Sumedh : ruko ruko....
mallika : ab kya hai
sumedh : kal raat jo kuch bhi humare beech hua kisi ko mat batana
Mallika : haannn..... Nahi toh mai sabko mike pe announce kardeti na
Bohot achhi kaam kiya mujhe yeh baat bolke
bohot shukriya
By saying this she left from there
Sumedh : baapre......
I'm so fed up with her
On the other side mallika went to kitchen
Monika also came there
Monika : so.... Pehli rasoyi hai
Kya pakane wali ho
Mallika : pehli rasoyi??
Monika : tumhe nahi pata?
She nodded like no
Monika : mallika.... Shadi ke baad sasural mein jo pehli khaana banti hai usko pehli rasoyi kehte hai
mallika : lekin mai toh har din khana banati hu
Monika : woh pehle...
tab tum sirf mallika hoke iss pariwar ki guest hoke khana banati thi lekin ab tum iss ghar ki bahu ho na
Toh yehi tumhari pehli rasoyi
Mallika : aap bhi na didi
She said this by smiling
Monika : achha yeh batao kya banane wali ho
Dekho mallika yeh tumhari pehli rasoyi hai
Kuch aisa banao jo sabko pasand aajaye
Prefer some sweet...
Mallika started thinking
Mallika : thik hai
Then she started arranging things to prepare dish
Monika : achha chalo mai bhi tumhari help karti hu
mallika smiled and nodded
Later she started preparing dish and monika is helping her
monika : achha tum batao ki kal raat kya kya hua
She got stucked
mallika : a..b ab woh kyu didi
Monika : mallika..... First night bohot khaas hoti hai memorable hoti hai
achha jo tumko comfortable lagi wahi batado
Mallika (inside) : kuch hota tab toh batati na didi
Kal raat toh mera duniya hi ulta hogaya
Mallika : chodiye na didi bolne wali baat bhi nahi Hui
monika : achha thik hai agar batane ka mann na kare toh mat batao
Lekin sab thik hi hai na koi problem toh nahi
Mallika : aree woh... Nahi didi koi problem nahi
Abhi kya problem hogi kal hi toh humari shadi hui hai koi problem nahi
Monika : achha thik hai
Later mallika and monika served breakfast and all started eating that
Basant : aree wah mallika tum toh itni achhi khana banayi
Sach mein bohot tasty hai
mallika smiled
Jaynath : waise har din tasty hi banati hai lekin aaj toh kuch zyada hi tasty banadiya
ajay : bua ji aap kha nahi rahi hai
Aap bhi kha lijiye na aapko bhi pata chalega ki humare mallika kitni achhe se khana banati hai
sulochana gave a fake smile
and started eating breakfast
sulochana : waise khana toh achha hai
Lekin woh kya hai na beta yaha ke khana banane ka tarika kuch alag hai
Tum shayad apne tarike mein banayi thi
Lekin yaha toh aisa nahi chalta na hai na
aage se humare tarike mein banane ka
Koshish karo thik hai..?
Mallika : ji dadiji koshish karungi
Basant : sumedh...... yaha sabhi mallika ki itni taarif kiye hai
tum hi nahi bataye
Sumedh : ab mai kya bataun...
Basant giving expressions like "yeh nahi badlega"
Basant : aree pati ho tum uske itna bhi nahi jaante!!
Mallika : chodiye na jiju
inko taarif karna nahi aata
Basant : bilkul sahi kaha kaha aata hai isko kuch appreciation Dena
sumedh : ab tumko nashta khana hai ya mujhe taane maarna hai
Basant : ha ha khaa raha hu
Tumhe koi nahi badal sakta 😒
sumedh (inside) : ab bataun dadaji ko?
aaj toh bilkul nahi maanenge
Fir bhi try karunga...
Sumedh : dadaji....
jaynath : hmm....
Sumedh : woh actually.....

..............................TBC..................................
That's it for today's chapter
Hope you all like this chapter
Vote and comment for more chapters
Stay tune
Radhe Radhe 💛
~Author

yeh kahani hai humare {COMPLETED}✅Where stories live. Discover now