chapter 9

186 7 1
                                    

It's wedding day
Everyone is busy in house
Basant made sumedh ready
And monika made mallika ready
She putted black dot at her cheek
Monika : kehte hai iss kaala bindu se koi bhi buri Nazar nahi lagegi
aaj toh sumedh tumko dekhte hi reh jaayega utna Sundar lag rahi ho
She did balaayein Lena
Mallika smiled and blushed
She is looking like this 👇👇

monika : achha ab chalo murat nikal jaayegaSumedh and mallika reached mandapThey both sat on mandap infront of holy firepriest : ab var vadhu ekdusre ko maala pehniyeSumellika exchanged garlandsAfter some mantraspriest : ab var vadhu saath pag phe...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

monika : achha ab chalo murat nikal jaayega
Sumedh and mallika reached mandap
They both sat on mandap infront of holy fire
priest : ab var vadhu ekdusre ko maala pehniye
Sumellika exchanged garlands
After some mantras
priest : ab var vadhu saath pag pheriye
monika tied knot or them
They both started taking 7 steps
All are poured flower petals on them
While taking those steps she is thinking like this
She - ab mai aapki patni banne wali hu
mujhe nahi pata aapke sath mera jeevan kaisa rahega
Lekin aap jo bhi kare jaisa bhi kare mai aapko samjhungi apna saath dungi
Mai nahi jaanti ki maa ne mere liye aapko kyu chuna hai
mai yeh bhi nahi jaanti ki mai aapse kyu pyar karti hu
lekin itna toh jarur janti hu ki aap hi mere kismat hai
Jo bhi ho jaisa bhi ho mai aapke haath kabhi nahi chodungi
he is thinking like this
He - mujhe maaf karo mallika mai tumhe kabhi apna wife accept nahi kar paaunga lekin tumse yeh shadi karna pad raha hai
Mai jaanta hu ki yeh jaanne ke baad tumhe bohot dukh hoga lekin mere paas koi aur option nahi hai
Tumhare liye sabhi keliye yehi sahi hai
lekin iske liye mai tumse pyar nahi kar sakta meri jindagi mein pyar ka koi jagah hi nahi
Yeh pyar tabhi chali gayi jab meri maa mujhe chodke chali gayi thi
After sometime 7 steps completed
priest : ab kanyadan karna hai
Sulochana : kaise karenge pandit ji
Dulhan ko toh pita hi nahi aur uske taraf se koi bhi nahi toh yeh kaise ho sakta
Kon karega uska kanyadan
basant : mai karunga
Ussi din humne bataye ki hum dono mallika ke taraf se hai
Aaj kanyadan bhi mai hi karunga
Sulochana : yeh koi khel nahi hai beta humare reet riwaj hai
Kanyadan pita hi karta hai
Ajay : pandit ji pita ke alawa koi aur nahi sakte kya?
Priest : kar sakte hai...
Agar vadhu ki pita nahi honge toh unke Bhai, ya koi aur rishtedar jo Pita jaise hai woh kar sakte hai
Jaynath : basant mallika ke bhai jaisa hai
Aisa dekhe toh woh kanyadan kar sakta hai na
Basant tum hi kanyadan karo
Mallika felt happy
Basant kept mallika hand in sumedh hand
He kept some flowers and some other things
Monika poured water on it
Priest chanted mantras
then they throwed it in holy fire
later after some mantras
priest : yeh mangalasutr vadhu ke gardan mein pehnaiye
He putted mangalasutra in her neck
later he putted toe rings to her leg fingers
Now it's time for sindhur
Monika holden her mangtika up
he putted sindhur at her maang and she closed her eyes
after sometime all rituals of marriage completed
After completing rituals she is looking like this

Agar vadhu ki pita nahi honge toh unke Bhai, ya koi aur rishtedar jo Pita jaise hai woh kar sakte haiJaynath : basant mallika ke bhai jaisa hai Aisa dekhe toh woh kanyadan kar sakta hai na Basant tum hi kanyadan karoMallika felt happy Basant kept ...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Now it's time for grihpravesh
monika performed aarti to sumellika
mallika kicked kalash and placed her feet in a plate which is filled with alta
she stepped till god's room
There she litted diya and prayed to gods
Then she came out
sumellika taken jaynath blessings
jaynath : humesha khush raho
Dekho sumedh yeh tumpar bharosa karke tumse apne puri jeevan bitane aayi hai isko kabhi nirash mat karna
Dukhi mat karna
Hmm...??
Sumedh seen at mallika
Sumedh (inside) : abhi jo bolne wala hu woh sunke yeh dukhi hi hogi
he nodded like yes
Then they went to ajay and taken his blessings
ajay : pehle yamini ki beti banke yaha aayi ho
Lekin ab sumedh ke patni banke yaha aayi ho
Lekin beta tumhare liye hum wahi hai jo pehle the tum iss ghar ki beti ho beti hi rahogi
Beta sumedh bohot achha hai
Tumko aanch tak nahi aane dega
isko bas apna pyar dikhana nahi aata hai
Tum hi usko badlo tum usko sikhaao ki pyar kaise dikhana hai
Karogi na??
Mallika smiled and nodded like yes
then they went to sulochana and taken her blessings
sulochana : bas bas...
dono humesha apna saath nibhaao
Iss ghar mein ab bahu bann gayi ho beta mubarak ho
She smiled
sulochana (inside) : muskuraao muskuraao
Jitna khush rehna hai raho aage toh tumhare jindagi ched mein chuha ki tarah hojayega
Then they went to basantika
They about to take their blessings
Basant : aree aree yeh kya kar rahe ho
mallika : aap toh mera kanyadan kiya na
Aapke aashirwad lene hi chahiye
sumedh : tum humesha mere dost hoke nhi mere bhaai hoke rahe ho
Sach kahe toh mera shadi bhi tumhare haatho se hi hua hai
basant : bhai hu aur humesha rahunga bhi mera aashirwad toh humesha rahega tumhare sath uske liye paav chune ki jarurat nahi
They both hugged
Monika : congratulations....
Monika and Mallika hugged
Monika (in mallika ears) : aaj jo kuch bhi hoga na kal mujhe zarur batana bhulo mat hmm..??
Mallika blushed
After sometime they broke hug
Basant : achha ab tum dono ki time hai
Chalo chalo
Sumellika seen at eachother
They both went to sumedh room
Mallika locked door
They both are infront of eachother
Her eye lashes are down with a smile
Sumedh took a deep breath
Sumedh : Mallika..
Mallika : hmm...
she looked at him
Sumedh : mai tumhe kabhi apna wife accept nahi kar paaunga
Her happiness, smile, excitement everything got vanished
Mallika : kya.......
aapne kya.... Kya bola aapne
sumedh : mai tumhe kabhi apna wife accept nahi kar paaunga
Mai tumse pyar hi nahi karta mujhe tum par koi feelings hi nahi hai
She totally got blanked
Mallika : toh shadi keliye ha kyu bola
He didn't answered
Mallika (angrily) : boliye......
Kyu bola ha shadi keliye
Agar mujhse pyar hi nahi hai mujhpar koi feelings hi nahi hai
Mujhe apna wife accept hi nahi kar sakte toh kyu kiya shadi
Koi aapko force nahi kiya na
Sab kuch aapke marzi pe choda toh kyu meri bhaavnao ke sath khela aapne
Jawab dijiye......

..............................TBC..................................
That's it for today's chapter
Hope you all like this chapter
Vote and comment for more chapters
Stay tune
Radhe Radhe 💛
~Author

yeh kahani hai humare {COMPLETED}✅Where stories live. Discover now