Authers POV
Rudra : aaah yrr its hurting mummy uu dhire kar bkl. Aah yaar Ranvijay dhire yaar its hurting Umm aaah mumma. Haye daiyya . Mai mar jaawa.
Ranvijay : chal be chu**ye itna bhi nahi ho raha hai jitna tu chilla raha hai.
Rudra: ha kutte mujhe punching bag ke tarah pitne ke baad kah raha hai dard nahi ho raha. Huhh. Aaahhh mummy.
Ranvijay : ha ha chal ab mujhe ye ointment lagane de.
Aur hasega mere pe bata. HaaRudra: bhai ab to mai apne jindagi me kabhi nahi hasunga teri kasam.
Ranvijay : A...... Mera jhootha kasam mat kha g**du. Ni to aur pitunga samjha.
( Rudra was screaming in pain because our Ranvijay had beaten him a lot. Because he was laughing at him)
(What were you thinking, haa, there is some bl series going on, hum hum hum)( gandi sonch huhhh.)
Rudra: kya yaar ranvijay . Tune mere handsome face ki maa bahan ek kar dii. Ab ladkiya mujhe kaise taadengi. Aahh dhire kar mere bhai dard kar rha hai .
Ranvijay : marna hai tere ko?
( Ranvijay said while staring at him )
Rudra : nahi .
( Rudra Imegeatly shook his head in no )
Ranvijay: to muh band kar apna aur mujhe dawai lagane de.
( Ranvijay said and started applying ointment.)
Ranvijay : aa mm sun.
Rudra : bhauk.
Ranvijay : amm.. wo mm... mai ye bol raha tha ki. Mera matlab hai ki mai ye puch raha tha ki. Kii
( he said while shuttering)Rudra: kya puch raha tha.
Ranvijay: wo mai ye puch rha tha ki
Rudra : abe bh**di ke bol kya bol raha tha.
Ranvijay : wo mujhe kuch tips chahiye tere se mai teri bhabhi ko impress karna chahta hu to amm toh tu Samjh raha hai na mai kya bolne ki koshish kar raha hu.
Rudra: ha ha samjh gaya mujhe kya bolna chah raha hai tu.
SALE KAMINE KUTTE SUAR .
Mujhe kutte ki tarah ghasit ke jab tu mujhe dho raha tha tab tujhe ye yaad nahi aaya. Huh.
Aur abhi aa gaya muh utha help mangne huh sharam nahi aayi ha sharam nahi aayi tujhe ha .Ranvijay : kya bola be. Tu has kyu raha tha to mujhpe. Huh
Rudra : mera muh mai to hasunga kya kar lega haa.
Ranvijay : achha to thik hai mera mukka mera laat mai to marunga . Agar aur maar nahi khani to chup chap mujhe tips de samjha.
Rudra : bhai bhikh mangne ka tarika thoda cazual hai.
Ranvijay : bata raha hai yaa. Hmm.
Rudra : ha bata raha hu bas marna mat plzz.
Ranvijay : ha bata.
Rudra : hmm let me think. Bhai ek baat bolu maine iss duniya tujhse bada chu*iya kahi nahi dekha.
Ranvijay : KYA KAHA TUNE KUTTE.
Rudra: to aur kya bolu . Tujhe bhabhi ka naam ,add, kon hai kaha se aayi hai kuch nhi pta kaisa aashiq hi tu be ha. Sale sare aashiq jaat ki izzat nilaam kar di tune.
Ranvijay : are Yaar wo mujhe apna naam hi nhi bata rahi na.
Rudra: you know what bhabhi samjhdar hai kyu btayegi wo tujhe wo name aakhir tu to uske liye stranger hi hai na.
Aur waise bhi tera college me jo izzat hai na mere khayal se shayad hi koi tujhe apne baare me batyega. Sala lichhad kahi ka.Ranvijay : to ab mai kya karu. Yrr mujhe usse shaadi karni hi. Mujhe use mere bachho ki mummy banani hi. Hamare mini version. Kam se kam 7-8 bachhe karenge jyada nahi. Jyada ko samhalne me problm hogi. Uff mere ye mahange mahange sapne.
Rudra: shaadi ? Abe sale itni bhi jaldi kya hai shaadi ki aur bachhe pagal wagal ho gaya hai kya 7-8 bachhe jaan se marega kya bhabhi ko ha sale darinde. pata hai mujhe tere ye ghatiya sonch ke bare me nahi pata tha mai kabhi bhi teri help nahi karne wala. Mai bhabhi ko tujhe jaise hawasi darinde ke sath nahi chhor sakta.
Chhee chhee chhee shkal dekho iski niyat me khot aankhe hawas se bhari hui.Ranvijay : kya nahi nahi plzz yrr help kar dena plzz thik hai bache kam kar lunga ab to thik hai na.
Rudra : A tu thoda sa madarchod*d hai kya. Huh sala suar tu kabhi ni sudhrega.
Aye bade ek bache kam kar lunga huh.
( Rudra said while imitating Ranvijay )
Ranvijay : yrr mai usse bahut pasand karta hu yrr zindagi me pahli baar koi ladki pasand aayi hai plzzz . Help kar dena .
Rudra : thik hai thik hai tu mera bestfreind hi isi liye teri help kar raha hu.
Hmm to sabse pahle hame bhabhi ka naam pata karna hai.( in excitement Ranvijay goes very close to Rudra and says)
Ranvijay : kaise?
Rudra: bhai tu thoda sa dur rah mai aisa waisa ladka nahi hu plzz aur waise bhi tu mere type ka bhi nahi hai so please mere bare me bhul jaa. Mujhe pata hai mai itna sundar hu ki koi bhi mere piche pagal ho sakta hai. Par tujhe ye baat samjhna hoga . Tujhe mujhse jyda acha ka to nhi pata par koi aur acha mil jayega. Bhul jaa mere bare me.
(After hearing such things from Rudra, Ranvijay's expression is something like this 😑😑😑 )
Ranvijay : dekh tune aur bakwas ki to ye mere life ka pahla murder hoga.
( Ranvijay said in serious tone making him gulped )
Rudra : ha thik hai thik hi. To sun sabse pahle hame bhabhi ke naam ka pata lagana hoga.
Ranvijay : par wo to nahi bata rahi na.
Rudra: abe gadhe apne power ka use kar na chomu. Tera baap trustee hai college ka aur hamesha to raub jhadte rahta hai. Ab iska use kar aur jake college office se uska naam ,address , contact number sab pata laga samjha. Phir aage batata hu kya krna hi thik hai. Abhi ke liye itna kar.
Ranvijay : abe teri to maine to ye soncha hi nahi mai bhi na bilkul pagal hu.
Rudra: bhai sonchne ke liye na dimag ki jarurat hoti hai aur tu na apna dimag ko sarojaninagar me 12 ke bhav bech ke aa gaya hai samjha .
Ranvijay : teri to... Tera sar fod dunga
Rudra: ha ha fod de phir to ho gayi teri shadi pata lena bhabhi ko . Mere bina to teri daal nahi galne wali aaya bada.
Ranvijay : are are bhai tu to bura maan gaya. Hahahahaha mai to mazak kar rahaa tha mai apne param mitra ko marne ke bare me sonch bhi kaise sakta hu.
( he said in nervous tone while laughing awkwardly )
Rudra: acha aur abhi kuch der pahle mujhe mara wo kya tha.
Ranvijay : are wo hhahaha wo to mera pyar tha pagle.
Rudra: bhai tu mujhe na aise pyar mat kiya kar . Tera pyar bada jaanleva hai.
( Rudra said in annoying tone . And now both of them started to discuss about plans. )
_________________________________________
.
.
To be continue.Thank you 🙏💕
🦋🦋🦋🦋🦋🦋🦋🦋🦋🦋🦋🦋🦋
YOU ARE READING
college wala pyar
RomanceMaithili singhania : This is the story of a girl who is rich, smart, beautiful, kind and cultured, who likes to help people in trouble and is currently in the last year of her college. . . . Ranvijay singh Shekhawat : And there was a boy who wa...