🍂Part:- 5🍂

610 74 14
                                    

" Hum karenge kaise ye sab..." Haseena asked Anubhav.

" Kaise ye nhi jante..par kuch bhi hojaye karke jarur dikhayenge..." Anubhav said cupping her face.

" Hum adhura sach pata hai..." Mahipal S said.

" Chachaji..." Haseena said looking at him.

" Aap yaha..." Haseena asked.

" Humari beti musibat mein ho aur hum yaha na aaye...Aisa toh ho nhi sakta.."  Mahipal S said smiling while Haseena gave a emotional smile.

" Kya jante hai aap sir...'' Anubhav asked.

" Datta par toh mujhe pehle se shak tha...abhi usse toh police ne giraftar karliya hai...par wo itni asaani se sach nhi bolega..." Mahipal S said.

" Toh phir ..." Haseena asked.

" Haseena Didi..." Mansi Haseena's cousin hugged her as she entered the room.

" Haseena Mansi janti hai iss sab ke piche kaun hai..." Mahipal S said.

" Kaun hai ..." Haseena asked.

" Wahi toh woh bata nhi rhi hai... jab humne woh news Tv par dekhi hai tabse wo bohot ghabrayi Hui hai..." Mahipal said worried for his daughter.

" Aapne baat ki usse..." Haseena asked.

" Ha ...par wo kuch boli nhi...ek baar tum koshish karlo...ho sakta hai tumhe bata de wo..." Mahipal S said.

" Par hum kaise...jab tak hum par se ye ilzaam Durr nhi hota hum yaha se nhi nikal sakte..." Haseena said in a tensed tone.

" Hum kar sakte hai Mansi se baat..." Anubhav asked.

" Ha chachaji...aap Anubhav sir ko lekar jaiye...ye kar sakte hai Mansi se baat..." Haseena said.

" Thik hai...chaliye aap..." Mahipal S said and left out

" Hum aate hai...khyaal rakhiye aapka .." Anubhav said kissing Haseena's forehead.

" Hmmm..." Haseena said resting herself on his chest.
______________

" Mannu...tumse koi Milne aaya hai..." Mahipal sweetly said to his daughter who trying to concentrate on her studies.

" Kaun hai ..." Mansi asked.

" Ye aapki Haseena didi ke senior hai Anubhav Singh...kuch baat karni hai unhe aapse ..." Mahipal said while Anubhav stood silent.

" Mujhe abhi baat nhi karni kisi se..." Mansi denied.

" Aree..." Mahipal S was about to speak but Anubhav stopped him.

" Toh thik hai...hum yaha baithte hai sirf....jab bhi aapka Mann hoga toh aap aajaiye..." Anubhav said sitting on the bed and signalled Mahipal uncle to wait outside.

Mansi ignoring Anubhav's presence started scribbling something into her notebook.

" Kya kya dikhati hai na zindagi....agar ek insaan nirdosh hai toh bhi usse saja bhugatni padti hai...kar bhi kya sakte hai..." Anubhav said as it would change Mansi's mind.

" Humari Haseenaji...bechari itni acchi police officer hai par...bewajah saja mil rhi hai unhe...koi saboot bhi toh nhi hai humare paas kya kar sakte hai..." Anubhav acted.

" Ab bas Aaj ka hi din hai...nai toh kal toh unhe jail le jayenge....phir kuch bhi nhi kar payenge hum..." Anubhav again acted.

" Chaliye yaha samaj vyarth horaha hai...hum kuch saboot dhunte hai..." Anubhav said and got up to leave the room.

Let's Recreate 🌼Where stories live. Discover now