Sid - what is thisSana - wo ye wo
Sid - ye hotel ka parcel hai? Tune order Kiya tha? Aur raat ke 11 baje hai. Security guard kidhar Gaya?
He calls security guard
SG - yes sir
Sid - itne raat ko gate kyu khola?
SG - wo shenaaz madam ka daily ye time pe parcel aata hai
Sid - daily? Kitne dino se chal raha hai ye?
SG - 15 dino se, zomoto ko aadami aata hai yahi time pe. I am sorry sir
Sid - go
Sid - ye sab karati ho tum ? mere parmission ke begar yaha koi aata jata nahi hai aur tune Zomato walo ko ghar pe bula liya?
Sana - gate tak, ghar ke ander nahi aate me bahar se hi parcel leti hu.
She said innocentely
Sid - kyu khana nahi milta hai yaha?
Sana - aap ke ghar ka khana patient ke kahne layak hota hai. Human ke nahi. Mere to hostel ke mess me bhi ise accha khana milta tha.
Sid's anger rose
Sid - shut up, ye Delhi nahi mera ghar hai.
Sana - pata hai mujhe, magar me bhukhi nahi so sakti mere pet me chuhe kabaddi khelte hai. Nind bhi nahi aati mujhe. Me ye Zomato walo ko bulati bhi nahi. Nikhil ne mujhe bola tha hospital se aate waqt parcel leke aaya kar aur oven me garam kar ke kha. Maine ye one week Kiya bhi par uske baad mujhe sab dishes wash karne padate the. Ek to hospital me ithni thak jati hu kuch karne ki energy nahi bachati. Phir ye maine Zomato wala idea lagaya.
Sid - 🤦kitne paise waist hote hai pata hai tujhe?
Sana - ha pata hai, par me bhukhi nahi so sakati aur aap ke ghar ka ghass phus ka khana mujhe pasand nahi hai. Issliye kavya di raat ka khana bahar kahti hai. Wo hoti hai issliye breakfast to accha hota hai.
Sid's anger increased
Sid - shenaaz leave now
Hearing Sid's voice, Sana jumped on the spot and went to her room .
Next day in hospital
Nikhil - what happened gol gappa? Mood off hai Tera. Subha se ek baar bhi hasi nahi hai tu.
Sana - kal mujhe Hitler ne pakad liya hotel ke parcel ke saath. Aur itna data life me kabhi mere Papa ne bhi mujhe kabhi itna data nahi tha
Nikhil - ye to hona hi tha na darling. Kitne din tu aise chupa ke khati.
Sana - abhi tu mujhe lecture mat de waise pahle se hi mood off hai
Nikhil - Shenaaz tu mere saath rahegi. Mere chacha Chachi bhoat acche hai. Aur Chachi world best khana banati hai. Me tere Papa se baat karata hu
Sana - sacchi
Nikhil - ha, aur mere ghar pe sab ko pata hai hum best friend hai aur tune dekha bhi humari family kitni cool hai
Sana - thik hai me kuch bahana bana ke Hitler ke ghar se nikal aati hu.
Next day morning
Nikhil - shenaaz tujhhe paka yakin hai Hitler hospital me nahi hai
Sana - ha yaar, chill kar mujhe nurse renu ne bataya Sidharth sir early morning surgery ke liye yaha aaye the surgery khatam huyi to wo ghar gaye hai fresh hone ke liye. Abhi hospital se ghar half hour ke distance pe hai aane Jane ko hi one hour jayega phir ghar jayege naha lenge. Kuch khayenge uske baad yaha aayenge. Kam se Kam 2 hours kidhar nahi Gaye. Abhi to bas one hour hi huwa hai tu coffee pi chup chap
YOU ARE READING
❤️ YoU ArE MiNe ❤️
Romanceforbidden love story of a 25 Year old Dr who lives happily every moment and a 40-year-old emotionless surgon. When such a night comes in the life of both of them, it turns their lives upside down. And since then, Sidharth Khanna's love for Shenaaz s...