chapter 11

2.2K 303 76
                                    

Sid - baat nahi karani hai?

And as he sat beside her on the bed, Sana started to get up. Suddenly Sid pulled Sana towards him. Sana lost her balance and sat on Sid's lap. Both of them kept looking at each other.

She comes to know that she is sitting on Sid's lap, she starts trying to get up from his lap

Sana - chodiye Mujhe

Sid - nahi chodunga jab tak tu Mujhe se baat nahi karati. Kyu itna gussa hai meri jaan?

And he gripped Sana's waist tighter

Sid - bol na meri Jaan tu kyu nahi mujhe se baat kar rahi hai?  Sorry bhi bolna tujhe.

Sana - aap ne mere Papa ko phone kar ke kyu bola ye sab.

Sid - pahle ye bata tu kyu Jana chhathi hai yaha se?

Sana - aap ko takleef hoti hai mere wajah se.

Sid - takleef? Wo kaise?

Sana - mere wajah se yaha double khana Banta hai. Aap ko mere wajah se tensions hota hai. Wo mujhe panic attack aaya tabhi aap ko mere wajha se kitni takleef uthani padi

Sid - maine bola kabhi tujhe aise ke tere wajah se mujhe takleef ho Rahi hai

Sana - nahi, magar aise kitne din me aap ke ghar free ka rahu aur khau. Last time aap ko me mere expenses ke paise de rahi thi wo bhi aap ne nahi liye. Papa paise dete hai har month mujhe aap ko Dene ke liye. Aap ko 2 baar paise diye magar aap ne ek baar bhi paise nahi liye. Pata hai aap ko wo paise maine sambhal ke rakhe hai. Aur papa har month jo paise dete hai wo sab me save kar ke yaha se jate waqt aap ke ghar ke liye kuch Leke dungi.

Sid smiled hearing her words

Sid - tu sach me gadhi hai shenaaz. Tujhe pata hai me sirf doctor nahi hu to me ek billionaire doctor hu. Paise ki koi Kami nahi hai mujhe. Agar me ye doctor chod ke ghar me baithu to aaram se luxury lifestyle enjoy kar sakata hu. Tere se rent lene itne bure din nahi aaye mujhe. Aur tune mujhe pahle kyu nahi bataya ke uncle tujhe yaha rahane ke liye mujhe paise dete hai

Sana - phir wo idhar rahne nahi dege. Wo apne wasool  ke pakke hai. No free ka rahna aur no free ka khana

Sid - thik hai phir wo paise tu rakh

Sana - me kya Karu paise rakh ke mujhe meri salary milati hai. Thodi si hi sahi magar Mera gujara ho jata hai.

Sid - pagal, Magar tu yaha se nahi jaayegi.

Sana - nahi me jaungi

Sid - abhi kya reason hai?

Sana - aap mujhe daat dete ho baar baar, mujhe mere wala food khane nahi dete. Har waqt lecture dete ho

Sid - ok, abhi nahi datunga  baba, bas tu yahi rah. Me tujhe kuch nahi bolunga. Tu jo chahiye wo kha. Jaise chahiye waise rah. Bas Ghar pe late nahi aana aur kahi ja rahi hai to bas mujhe inform kar Dena. Bas tu yaha se ja mat

Sana - ok nahi jaungi bas aap mujhe ek baat ka jawab dijiye

Sid - konsi?

Sana - aap ko kyu itna farak padata hai mere Jane se?

Sid - kyu.....ki kyu ...ki ha mujhe aadat ho gayi hai teri.

Sana looked at him in shock

Sid - tere aane se ghar me ek tarha ki jaan aagayi hai. Ye ghar hasne laga hai teri tarha. Itne saal me akele breakfast  dinner karata tha. Abhi tu saath hoti hai. Kuch baate hoti hai. Accha lagata hai mujhe. Abhi ye ghar ghar lagata hai mujhe.

Meanwhile, Sana's phone rang

Sana - excuse me

Sid - ha

❤️ YoU ArE MiNe ❤️ Where stories live. Discover now