chapter 30

2.1K 301 122
                                    


Next day she left the sidharth house

In hospital

Sidnaaz met each other many times in the hospital but Sid completely ignores Sana. Yesterday Sid requested Sana a lots of time not to leave the house but Sana did not listen to Sid. Sid was very angry now. She went to his cabin

Sana - Sidharth sir.

Sid - yes Dr Gill

Sana - direct doctor Gill?

Sid - Dr Gill shayd aap ko kuch kaam nahi hai par mujhe bhoat kaam hai.

Sana - humesha itna gussa kyu aata hai aap ko? Maine pahle bhi bola tha papa ke aage meri kuch nahi chalati.

Sid - Dr Gill ye hospital hai, behatar hoga yaha bas kaam ki baate discuss ho. Private baate karani hai to hospital ke bahar Jake karana. Chalo mujhe bhoat kaam hai.

Sana in mind- kitna attitude dikha rahe hai.

And she left the cabine

The next day also passed like this, Sid was not talking to Sana. In the evening there was pooja at her new home. Sid was also invited and went to her new house at night. The house was 1 bhk. Sid was ignoring Sana here too.  As he was leaving from there, Sana's father stopped him.

S Papa - Sidharth puttar tujhe bura laga ke hum ne shenaaz ko alag rahne ko kaha ?

Sid - nahi uncle aap ki beti hai aap kuch bhi bol sakate ho usko.

S papa - dekh puttar tere bhi Mann me kuch nahi hai na mere gudiya ke. Magar log aise hi baate banayege. Kavya thi to baat alag thi. Kal jaake gudiya ki shaadi hogi. Me bas itna chhata hu ke gudiya ka naam kahi bewajah kharab na ho. Tu galat mat samjh.

Sid - me kuch galat nahi soch raha hu uncle. Aapne Jo bhi Kiya wo sahi Kiya. Chalo me chalta hu.

Sid abhi shenaaz se naraz tha. 3 din gaye na sid ne shenaaz se baate ki nahi shenaaz ne sid se. Ek dusre se phone pe bhi unki baate nahi ho rahi thi. Dono bhi ek dusre ko avoid kar rahe the.

At night 1.00 am

Sana's phone rang

Sana - hello

Sid - me niche aaya hu. Door lock kar ke aaja.

Sana - par sidharth ji.

Sid - par var kuch nahi mujhe pata hai uncle aunty 9 baje ke flights se Delhi Gaye hai. Tu akeli ghar pe hai.

Sana - kisi ko pata chala to?

Sid - chalne de mujhe koi farak nahi padta. Tu chup chap niche aaja , agar tu niche nahi aayi to aisa tamasha karunga ke puri building ki nind haram hogi. Aaja me gaadi me hu

Sana - aayi bas kapde to change kardu.

Sid - jo bhi pehna hai wahi pehnakar aaja. Kuch kapde badlne ki jarurat nahi hai.

Sana door lock kar ke night suite pe building ke niche aagayi. Sid gaadi me  baitha tha. Jaise sana gaadi me baithi .

Sana - raat ke ek baje night suit pe me ghar se bahar ja rahi hu.

sid bina kuch bole apne ghar ke taraf gaadi leke gaya. Dono Ghar pe aagaye. Apne bedroom me aate hi sid ne sana ko bolne ka mauka diya hi nahi. Usne sirf order diya.

Sid-  " strips for me" he demands in raspy voice.

Still Sana was standing as Sid shouted back

Sid - strip for me shenaaz. Nahi to pure kapde phaad dunga me.

He stumbles back and seats himself comfortably on the bed ,as he watched her with an intense stare. She tuck a strand of hair behind her ear, looking down with flushed cheek. She brushed off her shyness.

❤️ YoU ArE MiNe ❤️ Where stories live. Discover now