Chapter 14

360 28 5
                                    

⊱ ──────  ──────────  ────── ⊰

S        A         F         A         R

⊱ ──────  ──────────  ────── ⊰

Recape:- drama

Continue..

Anuj came in room and in anger, he throw the glass on mirror break it into million pieces, and made the whole room messy, anupama came to him seeing his anger she felt scared

Anu:- Anuj

He look at her, his eyes get red due to anger then his hand which was filled with blood

Anuj:- Leave

Anu:- nahi

Anuj:- I said Leave!! Chali jao yaha se

Anu:- mena kaha nahi aapko chot lagi mein

Anuj hold her shoulder tightly

Anuj:- chot iss chot ki cinta hai or jo chot tumne mujhe di uska kiyaa uss chot ka kyaa miss joshi!!
Meri or Kavya ke dard ka kyaa, hamare dil ka kiyaa

He leave her shoulder

Anuj:- Ek baat batao bapuji ne hamesha tumhe apni beti mana kyun kyunki tum unki pasand thi or kavya ko wo pasand nahi karte the

Anu:- aisa nahi hai anuj

Anuj:- Kavya Orphan hai Anath hai uska iss duniya koi nhi hai or nahi tha

She look at him, he has tears in his eyes

Anuj:- Anirudh ka sath ristha thik nhi raha uska, Vanraj se pyaar kiya, lekin vanraj ne koi right nhi diya usse sirf ek (anuj take a deep breath) Ek Sexy Item samjha pyaar karna tha kar liya affair karna tha kar liya lekin rightss nahi diya women empowerment ki baatein karti hona tum, Kavya ke sath jo galat hua wo nhi dikha tumne

Anupama look at him

Anuj:- problem kya hai pata hai? Kavya tumhari tarah mahan nahi hai or mein bhi tumhari tarah mahan nhi hun anupama ji, hame jalan hoti hai hame bura lagta hai apna pyaar ko kisi or ke sath dekh kar, tumne toh vanraj or kavya ek kamra mein dekha or tumhari buri halat hui, lekin tumhara pass family thi uska pass nhi thi, tumhe maa banne ka sukh mila vanraj ke baccho ki maa thi tum lekin wo maa nahi ban payi tum bhale hi vanraj ka pyaar nhi ban payi lekin uss ghar ki bahu, Maa, bhabhi bani lekin...

Anupama look down with tears

Anuj:- Kavya toh sahi maina mein patni bhi nhi ban payi akeli thi wo arey usne toh khud ko change bhi kiya, jitna change kavya mein aaya na hamari shaadi ke baad utna agar tumhare andar hota na toh aaj ham sath hota..

Anupamaa look at him

Anuj:' lekin sach toh ye hai ki Tum kabhi nhi Sudhar sakti kabhi nhi

Anupama was about to say something but stopped in middle

Anuj:- Kavya tumhari jesi illogical, emotional fool or Buri toh bilkul nhi hai she is more better than you

Anuj leave from there.. sumedh saw all this anupama falls on ground and breakdown

Sumedh:- Ab aapko papa ke kabil banna hoga Maa, unhone apka liya 26 saal Intezaar kiya aab apko unka liya sirf Intezaar nahi apna aap ko bhi badalna padega

In morning

Anupama do pooja, she remeber about last night a tear fall down but sumedh catch it, anupama look at him, he wipe the tears away

𝐒𝐀𝐅𝐀𝐑~ ANUJ KI DAASTAN Where stories live. Discover now