Sumedh and Anupama where sitting inside shiva temple
Sumedh:- jab papa 7 saal ke the on his birthday.. ritik chachu or vikram dadu dusra mandir gaya the papa ki brithday ke din kuch gundo mahal mein ghuskar Gayatri dadi ki jaan le li
Flashback
7 years old anuj/shiva
Gayatri:- beta shiva jaldi iss palag ke picha chhup jao or bahar mat aana jab tak mein na kahu
Shiva:- par maa
Gayatri:- sawal mat karo shiva.. jao or chhup jao
Shiva hides under the bed
Someone peoples comes and killed Gayatri... and shiva was sobbing
When he comes out he saw her mother who is half deadA tear fall down from anupama's eyes..
Sumedh:- marne se pehle Gayatri dadi ne papa se kya kaha kuch pata nahi lekin papa ghar chodkar bhaag gaya the kyunki waha unki jaan ko khatra tha. Dad bhagte rahe or 2 din tak bhooka pyaase sirf logo se dur bhagta rahe at the end wo ek dhaba ke pass jakar ruke jaha unhe ek aunty mili asha.. or Asha ji unhe apna sath anath ashram le aayi
Anu:- lekin Gayatri maa khoon kyun hua?
Sumedh:- kuch gundo ne paison ki lalach ki wajha se or vikram dadu se badla lena ke liya ye sab kiya...
Anu:- phir?
Sumedh:- Anathashram mein 2 saal tak rehna ke baad ek din papa mandir gaya the baki baccho ke sath waha unhone ek lady ki jaan bachai wo thi mrs akshara kapadia.. Akshara dadi ne jab papa ko dekha toh unhe unse lagav ho gaya.. pata nahi kyun shayad bhagwaan ki iccha thi.. 1 hafta baad akshara dadi naifik dadu ke sath anath ashram aayi unhone papa ko waha dekha unse baatein ki or phir unhone papa ko godh liyaa or apna ghar lekar a gaya
Anu:- mujhe toh aisa kuch pata hi nahi tha sumedh.. anuj ne kabhi mujhe kuch bataya nahi
Sumedh:- aapka pass kya kabhi unka liya wakt tha maa
Anupamaa look at sumedh
Anupama:- wakt toh tha sumedh, bass wo wakt mena gawa diya apna parivaar ki wajha se wo parivaar jisne in 5 saalon mein ek baar bhi mujhse nahi pucha ki mein kesi hoon
Sumedh:- pehle aap wakt nahi de paayi lekin ab dena ki koshish kijiyaa
Anupama look at him and nod, sumedh smile at her
Anuj and Sourabh both where talking on video call
Sourbh:- what do you think?
Anuj:- mujhe samjh nahi a raha hai
Sourabh:- i think tujhe anupama ko ek last chance de dena chahiya
Anuj:- or tu aisa kyun soch raha hai
YOU ARE READING
𝐒𝐀𝐅𝐀𝐑~ ANUJ KI DAASTAN
Fanfiction𝑇ℎ𝑖𝑠 𝑠𝑡𝑜𝑟𝑦 𝑖𝑠 𝑏𝑎𝑠𝑒𝑑 𝑜𝑛 𝑨𝒏𝒖𝒋 𝑲𝒂𝒑𝒂𝒅𝒊𝒂 𝐹𝑟𝑜𝑚 𝑇𝑉 𝑆𝑒𝑟𝑖𝑎𝑙 𝐴𝑛𝑢𝑝𝑎𝑚𝑎𝑎 𝑇ℎ𝑖𝑠 𝑠𝑡𝑜𝑟𝑦 𝑠ℎ𝑜𝑤 𝑎𝑏𝑜𝑢𝑡 ℎ𝑖𝑠 𝑑𝑒𝑑𝑖𝑐𝑎𝑡𝑖𝑜𝑛, ℎ𝑖𝑠 𝑝𝑜𝑖𝑛𝑡 𝑜𝑓 𝑣𝑖𝑒𝑤𝑠, ℎ𝑖𝑠 𝑙𝑖𝑓𝑒, ℎ𝑖𝑠 𝑓𝑎𝑚𝑖𝑙𝑦 & 𝑓...