Anupama open her eyes, she was still in his arms she just cried in his eyes make her eyes red..
Anupama look at him, anuj look at her
Anu:- Anuj
Anuj keep his finger on her lips make her shut, anupama look at him, his eyes which shows love only
Anuj come close to her and kiss on her forehead make her calm, she take a deep breath anuj cub her face lovingly
Anuj:- meina tumse pyaar kiya anu or jo insaan pyaar karta haina wo apna pyaar ki khushiyan chahta hai or mena bhi wahi chaha hai tumhari khushiyan mera liya bohut matter karti hai.. tum janti hona jab tum roti ho toh mujhe bilkul accha nahi lagta.. ab chup ho jao
Anupama just look at him with her glommy eyes
Anuj:- mena tumhe vahi diya anu jo tum deserve karti or hamesha jada hi dena chaha hai, tum pyaar deserve karti ho, parivaar, izzat ye sab tum deserve karti ho or tum hi nahi har maa har patni har bahu ye izzat or pyaar deserve karti hai
Anupama:- or har pati jo pyaar deta hai usse uska badla pyaar or izzat milni chahiya
Anuj:' mili na
Anupama look at him
Anuj:- anu jo hua wo past tha ye sach hai ki mujhe chot pohuchi hai, mujhe dard hua lekin anu kab tak ham uss past ko lekar betha rahenga, kab tak lets move on.. anu past ko accept kiya jata hai usse yaad kar kar ke apna present ko kharab karna bewakoofi hai
Anupama:- mena itna kuch kiya
Anuj:- apni apni jagah ham dono galat the anu, or haalat bhi kuch aisa hi the.. dard ham dono ne saha.. lekin ek cheez hai jo aachi hui
Anupama get confused and look at him
Anuj:- sona jitna jalta hai jitna tapta hai utna hi kundan hota hai anu
Anuj cares her face
Anuj:- ham jitna dur rahe utna hi kareeb aaya hein anu.. Yahi toh pyaar haina anu jaha ek dusra se dur rehkar bhi hamare dil mein jo ek dusra ke liya pyaar tha wo kabhi kam nahi hua, hamara beach mad bedh hua lekin man bhed toh nahi hua na.. 6 saal ham dur rahe lekin mein aaj bhi tumse utna hi pyaar karta hoon jitna pehle karta tha
Anupama look at him with tears
Anuj:- Anu jo hua usme galti halaton ki thi, ham alag hua lekin wapas mila bhi hamare beach jo rishta tha jo gehra tha lekin aaj hamare beach ka ye rishta or bhi jada majboot hua hai. 6 saal pehle mein tumhe janta tha samajhta tha or tumhare parivaar ko apna manta tha or aaj tum mujhe janti ho mujhe samajhne lagi ho, mera parivaar ko tumne apna man se apna liya hai
"Or yahi toh wo cheez thi jiska liya aap alag hua the"
Anuj and Anupama look at the side and find sumedh & basant who comes there
YOU ARE READING
𝐒𝐀𝐅𝐀𝐑~ ANUJ KI DAASTAN
Fanfiction𝑇ℎ𝑖𝑠 𝑠𝑡𝑜𝑟𝑦 𝑖𝑠 𝑏𝑎𝑠𝑒𝑑 𝑜𝑛 𝑨𝒏𝒖𝒋 𝑲𝒂𝒑𝒂𝒅𝒊𝒂 𝐹𝑟𝑜𝑚 𝑇𝑉 𝑆𝑒𝑟𝑖𝑎𝑙 𝐴𝑛𝑢𝑝𝑎𝑚𝑎𝑎 𝑇ℎ𝑖𝑠 𝑠𝑡𝑜𝑟𝑦 𝑠ℎ𝑜𝑤 𝑎𝑏𝑜𝑢𝑡 ℎ𝑖𝑠 𝑑𝑒𝑑𝑖𝑐𝑎𝑡𝑖𝑜𝑛, ℎ𝑖𝑠 𝑝𝑜𝑖𝑛𝑡 𝑜𝑓 𝑣𝑖𝑒𝑤𝑠, ℎ𝑖𝑠 𝑙𝑖𝑓𝑒, ℎ𝑖𝑠 𝑓𝑎𝑚𝑖𝑙𝑦 & 𝑓...