"Mahendra Singh Sooryavanshi"
Sumedh:- ye wo the jinhone iss gaun mein aakar ek chota nagri se apna apko ek sarpanch banaya.. khud ka business startup kiya or dekhta hi dekhta wo crore ke malik ban gaya
Anupama just listening his words they both were sitting together
Sumedh:- Ab mein baat karta hoon mera dadu yani apka anuj ke biological father ki jinka kahani se shuru hoti hai anuj ki dastaan
Anupamaa look serious now
Sumedh:- ye baat aaj se kahi saalon pehle ko hai jab ye jagah pe Vikram singh rehta the... Vikram dadu ke pita Shivam ne unki shaadi fix kar di or dada ji shaadi nahi karna chahta the
Vikram:- mena kaha na mein ye shaadi nahi karunga papaji... aap meri shaadi aisa kisi se bhi te nahi kar sakta hein
Vikram:- agar mera sath jabardasti hui toh mein ye sab chod kar chala jaunga
Sumedh:- Dadaji shaadi nhi karna chahta the kyunki wo malti devi se pyaar karta the
Yeh pyaar na maa, insaan ki ya toh himmat banta hai ya bewakoofi or dadaji ke case mein ye bewakoofi bana..Anupama just listening him
Sumedh:- Dada ji ne ghar chod diya sab kuch chod diya sirf apna pyaar ke liya or unka pyaar ne hi unhe dhoka de diya or...
Basant:- Sumedh apni story class ka end kar bro it is late
Basant said while coming sumedh nod and look at anupama
Sumedh:- aapko toh pata hi maa ki kesa malti devi ne dad ko chod diya anath ashram mein baki ki baat mein baad mein bataunga
Anupamaa come back, and saw the food
Anu:- anuj ne dinner nahi kiya?
Anupama goes inside his room and find the door open
Anuj:- finally u came
Anupama look at anuj who is already looking at her
Anuj:- bohut maza aaya hoga na tumhe
Anupama didn't said anything
Anupama:- apne khana kyun nahi khaya?
Anuj:- Tumne khaya khana
Anupama nod NO
Anuj:- tum bhuki ho toh mein kesa kha sakta hoon anu.. kash tum ye samjh pati ki tumhe bhooka dekh mein khana nahi kha sakta (in heart voice)
Anuj:- jao or ham dono ka dinner le aao
Anupama:- dono ka?
Anuj:' tumhara or mera panchayati devi
Anupama nod
Sumedh was walking and find shreya who is trying to eat but fails, sumedh smile and sit beside her
YOU ARE READING
𝐒𝐀𝐅𝐀𝐑~ ANUJ KI DAASTAN
Fanfic𝑇ℎ𝑖𝑠 𝑠𝑡𝑜𝑟𝑦 𝑖𝑠 𝑏𝑎𝑠𝑒𝑑 𝑜𝑛 𝑨𝒏𝒖𝒋 𝑲𝒂𝒑𝒂𝒅𝒊𝒂 𝐹𝑟𝑜𝑚 𝑇𝑉 𝑆𝑒𝑟𝑖𝑎𝑙 𝐴𝑛𝑢𝑝𝑎𝑚𝑎𝑎 𝑇ℎ𝑖𝑠 𝑠𝑡𝑜𝑟𝑦 𝑠ℎ𝑜𝑤 𝑎𝑏𝑜𝑢𝑡 ℎ𝑖𝑠 𝑑𝑒𝑑𝑖𝑐𝑎𝑡𝑖𝑜𝑛, ℎ𝑖𝑠 𝑝𝑜𝑖𝑛𝑡 𝑜𝑓 𝑣𝑖𝑒𝑤𝑠, ℎ𝑖𝑠 𝑙𝑖𝑓𝑒, ℎ𝑖𝑠 𝑓𝑎𝑚𝑖𝑙𝑦 & 𝑓...