Humari Adhuri Kahani -1

305 18 27
                                    

ॐ श्री गणेशाय नमः🌸

Me aasha karti hu aaplog ko pasand aaye. AAP plz issi tarah mujhe support karte rahiye. Aapke votes and comments se mujhe inspiration milegi kahani likhne ko. Chaliye kahani ki shuruaat karte hai.
_______________________________________

The mobile phone rang, waking a sleeping girl. Without checking the caller ID, she answered.

Girl: Hello ! Kaun hai?

Person: Hello! Haseena ji Aap abhi bhi so Rahi hai?

Haseena recognise his voice.

Haseena: Anubhav aap itni subha subha aapne phone Kiu kiya?

Anubhav: Priye jara ghadi ke aur gor farmaiye aur waqt dekhiye 7 baj Gaya hai. Aur hum aa gaye hai Lucknow, abhi airport me hai.

Haseena: Kya saachi (squealed in happiness) aapne ek baar bhi hume bataya nahi. Jaiya baat hi nahi karna hume aapse.

Anubhav: Aree maaf kar dijiye, hum to bas aapko surprise Dena chathe the.

Haseena: Thik hai thik hai hum maaf karte hai. Hum abhi aate hai airport.

Anubhav: Nahi nahi hum aa jayega aapke ghar.

Haseena: Lekin kiu ?

Anubhav: Kiuki hum already taxi me Beth chuke hai .

Haseena: Anu this is not fair.

Anubhav: I love you priye. Hum aapse milne ke liye bahut betaab hai. 2 saal baad aaj milenge.

Haseena: I love you too. Anu hum bhi utsuk hai aapse milne ke liye. Chaliye phone rakhiye ab.

Anubhav just hummed, and they both ended the call, feeling elated to have connected after a long time. However, as always, destiny had another twist in store for them.


So before I go further, let me give you small intro of the them.

Anubhav Singh, a 28-year-old businessman, oversees operations at Singh Industries. With the recent opening of a new branch in Mumbai, he embarks on a two-year journey to establish and expand the business.

Haseena Mallik, 25 years old, works diligently at a company in Lucknow, where she resides.

Haseena goes to the prayer room and begins to perform the ritual.

Haseena: Kanha ji, aaj hum bahut khush hai pata hai aapko Aaj Anu aa rahe hai. Kareeb do saal ho gaye hume mile. Bhale hi Roz hum phone pe baat kiye karte the lekin aaj vah saachme aa rahe hai. Hume to samaj hi nahi aa raha hum kare to kare kya. Kuch to special karna hai lekin kare kya samaj nahi aa raha. Par kanha itne Khushi ke pal me bhi ek ajeeb si bechaini ho rahi hai. Ek daar sa lag raha hai pata nahi kiu aisa mehsus ho raha hai. Shyad hum jyada hi sooch rahe hai.

After completing the rest of her Puja, she retreats to her room and stands in front of her cupboard, trying to pick out a nice dress to wear. However, she's having trouble deciding on one.

Haseena: (While thinking) Anu ko pooche kya? Nahi nahi surprise Dena hai hume oonhe. Khud hi dekhte hai kuch. Ha yeh sahi rahega.

Haseena got ready, draping herself in a delicate pink saree adorned with intricate floral motifs, the fabric flowing gracefully around her. The saree hugged her curves elegantly, accentuating her slender figure. Paired with it were stunning pieces of jewelry, each adding a touch of sparkle to her ensemble. She wore a pair of delicate gold earrings, dangling gracefully from her ears, catching the light with every movement. A matching necklace adorned her neck, its shimmering stones complementing the soft hue of her saree. Her wrists were adorned with bangles, each one chiming softly as she moved. With minimal makeup highlighting her natural beauty, Haseena looked radiant.

Anuseena - Threads Of Connection ( A Short Series)Where stories live. Discover now