First day After marriage -2

142 16 34
                                    

ॐ श्री गणेशाय नमः🌸

Me aasha karti hu aaplog ko pasand aaye. Aap plz issi tarah mujhe support karte rahiye. Aapke votes and comments se mujhe inspiration milegi kahani likhne ko. Chaliye kahani ki shuruaat karte hai.
_______________________________________

The story is suggested by sumua123. Thank you for the suggestions.

_______________________________________

Everyone smiled, and Maa went to rest. The others left, except Veyom and Karishma, who stayed with Anubhav and Haseena, chatting and laughing together.

Karishma: Bhabhi vaise kal raat kya hua? Jara hume bhi bataiye.

Haseena: (in flow flow) Kuch nahi jara sa kya hum fresh hone Gaye hai janab to so hi gaaye the. (Then she realised what she said) Ahh.. aap kuch keh rahi thi.

Anubhav's eyes widened in shock as he recalled her whispered words in his ear, confirming that he had slept while waiting for her on their special night.

Karishma: Rehne dijiye bhabhi. (With smile) Bhaiya yeh kya tha. (In teasing tone)

Anubhav: (defended) Humari galti nahi hai. Hum kabse Inka wait kar rahe the aur yehi aa hi nahi rahi thi to kab aankh lag gayi pata hi nahi chala.

Haseena: Waah matlab isme bhi humari galti hai. Lehenga kitna bhari tha aapko pata bhi hai. Aapka to bas sherwani tha aur kuch nahi. Hume to yeh baalon me saare pins nikalne me kitna waqt nikal gaya tha aur aap ghode beechkar so rahe the. Huhh.. Karishma Hum aate hai, duphar ke liye khaana bhi bana na hai. (In angry but calm tone)

Haseena stomped off to the kitchen, fuming in anger, to prepare the food.

Veyom: Yeh kya kiya aapne behna ko naraz kar diya.

Karishma: Bhaiya very bad. Ek to aapki galti thi aur bhabhi ko hi dosh de diya. Jaaiye aur manaiye oonhe.

Anubhav: (sadly) Ha sahi kaha aapne. Khama kaha humne oonhe naraz kar diya. Aap dono kuch tarkeeb dijiye na. (Pleading tone)

Veyom: Na baba na. Galti aapne ki hai to aap hi manaiye kiu karu. (Winked her)

Karishma: (controlling her laugh) sahi kaha aapne patidev. Jaiye jaiye aap kiska intezaar kar rahe hai abhi bhi.

Anubhav: Ha jaa rahe hai. (Sadly)

As soon as Anubhav was out of sight, Karishma and Vyom couldn't help but burst out laughing at his situation.

Karishma: (while laughing) Bichare bhaiya, kaise muh latkaye gaye hai.

Veyom: Vaise karu chaliye na dekhte hai bhaiya kaise behna ko manate hai.

Karishma: Aww aap Amma se door rahiye aapko bhi oiling check karne ki iccha ho rahi hai.

Veyom: Aree meri pyaari karu jaldi chaliye na warna aajka show khatam ho jayega.

Karishma: Chal rahe hai , jyada utawala nahi ho rahe hai aap.

Veyom: Kiu na hu utawala, aapke bhaiya na ek pal shaanti se romance nahi karne diya humesha kabab me haddi bante the.

Karishma: (hit his shoulder playfully) Kuch jayda nahi ho raha aaj aapka. Bhaiya ne sun liya na aapko phir se hospital ka kharcha karna padega.

Veyom: Nahi hum yehi baatein hi karte rehte hai. (In angry)

Karishma: (ignoring him) Thik hai bethe rahiye hum chale. Bye bye patidev. (Smiling)

Veyom: Aree karu rukiye hum bhi aa rahe hai. (Calling her but slowly)

Anuseena - Threads Of Connection ( A Short Series)Where stories live. Discover now