After Some time:
Kaki: yeh lijiye ap dawa le lo phir sagai suru ho jaye ghi toh aap le nahin paou gye.!
Kaka: Hum thik hai... Nahin chahye le jao....
Kaki: Aap abhi tak gussa ho.... Chod dona gussa...... Galati ho gyi bachi samaj kar maaf kardo....
Kaka: Bachiiii...? Kyaa kamaal karti ho tum kabhi kabhi.... Bahu bane wali hai wo is ghar ki.... Sagai hai aaj uski... Aur tum keh rehi ho Bachi samaj kar maff kar de... Wo bhi aisi galati jo maffi ke kabil nahin hai.... Galati bhi nahin ki usne paap kiyaa hai..... Roy Choudary parivar ki hone wali bahu ko yeh sab karna shoba deta hai..?
Kaki: main Samaj rehi hoon aap ki baat... Maine bhi usko dhant lagyi samjaya.... Wo aaj ke baad aisa nahin kare ghi aur wo bol bhi rehi hai ki usne kud bhaang nahin pee kiski ne peela di.... Abh aap toh Jante hai na Holi thi kar di ho ghi kisi ne masti.....main dhyan rahkou ghi aaj ke baad....
Kaka: Humein toh abh sochna padh raha hai ki .... Kyaa laboni humare ani ke liye sahi bhi hai yah nahin...? Tum bhi janti ho aur hum bhi ki ani is rishte ke liye kabhi nahin mana tha.... Wo humari tabihat ke karan mana... Agar yeh ladki humare ani ke liye galat sabit hui toh hum apne ap ko kabhi maaff nahin kar paaye gye.... Ki humari zid aur jouthi bimari ke chalte humare bache ki zindaghi karab ho gyi....
Kaki: A..ap... Ai... Aise... Kyun soch ra.. Rahe ho.... Kuch nahin ho gha aapko kabhi pachtana nahi padhe gha... Laboni bohot achi ladki hai... Barosa kariye mujh pe...
Suddenly khushi came:
Khushi : Kaki Maa yeh lijiye Sagai ki thaal jaise aap ne kaha tha maine isko saja diyaa hai aur Rings bhi rahk di .... 🙂
Kaki: thik hai yeh mujhe de do aur tum jao abh apne dada ko dehko tyar Hua yah nahin....
Khushi nods & left
Kaka: Yeh Sagai ki anguthi..... (Pointing towards laboni ring💍)
Kaki: Haan kyaa Hua... Yeh anguthi (ring💍) toh laboni aur ani ne kuch pasand ki hai....! Aap ko yaad haina dono gye the bazar....
Kaka:Haan yaad hai humein... Per mujhe yeh samaj nahin a raha tum itna badi galati kaise kar sakti ho... Tum kaise bhul sakti ho?
Kaki: kyaa.. Bhuli main..?
Kaka: chandrika.... Aaj ani ki sagai hai aur tum janti hona shubra behn ne kitne pyaar se ani ki patni ke liye anguthi sambhal kar rahki hai... Mujhe laga mujhe yeh baat batane ki zaroorat nahin padhe ghi tumein.... Tum kud hi yeh kaam kar lo ghi.... Humein laga ki yeh anguthi wegera jo bhi li hai shadi ke liye ho ghi... Per sagai mein toh ani ki hone wali patni ko toh shubra behn ki hi anguthi pehni chahye....
Kaki: per Ap hi socho na....bache bade ho gye hai aur shadi toh ek baar hi hoti haina.... Apne manpasand cheezein karne dijiye na bacho ko....
Kaka jii bilkul thik bol rehi hai kaki ji "suddenly A voice came from behind"
Kaki: Laboni... Tum..
Laboni: jii kaki... Main... Kaka bilkul thik bol rahe hai....agr Anirudh ki maa ki iccha hai ki main wohi Ring pehnu jo uno ne rahki hai toh main sagai mein wohi pehnu ghi.... Is ring ka kyaa hai yeh toh main kabhi bhi pehn sakti hoon na..... Kaka jii mujhe maff kar dijiye main janti hoon ap gussa haina mujhse... Ap ho sakte hai gussa meri galati thi mujhe dhyan rahkna chahye tha ki mujhe kon kyaa peela raha hai... Main wada karti hoon ajke baad aisi galati doubara nahin ho ghi....
YOU ARE READING
Dil Hai Ke Manta Nahin
FanfictionWe are started a new story "STROY NAME": DIL HAI KE MANTA NAHIN....... It's a [1950] college student and professor love story. A kinda he fell first and she fell harder. Bondita belongs to a poor family and is in the 2nd last y...