Part 30

711 98 28
                                    

Kal se wattpad pe personal message ka option khatam ho raha h yeh feature kis kis ko pasand tha mera personal opnion h k yeh option khatam nhi hona chahye tha lekin ab kia kr skty hain

Title- hum ne apko maaf kia Haseena

Karishma aik park main bench pe lost bethi hoti hai. R haseena k words us k dimage main ghoom rahy hoty hain

Wo bohat achi hain itni k us se acha insan shahyd is dunya main koi hai hi nhi magar Anti hum karishma se pyar nhi krty.

Tbhi karishma ki ankh se aik ansu girta hai magr wo foran se usy saaf kr leti hai.

Kese haseena ne karishma ko protect kia tha r khud goli khai thi wo scene b us k dimag main a rha tha.

Karishma ne apni ankhain band krli ar ik lambi sans li.

Chaly jaye gy hum haseena ... Chalye jaye gy hum ap se bohat bohat door.

Dosri taraf Haseena ko cheeta instruction de rha tha ar wo jeep main usi location ko follow kr rhi thi.

Hm in mind- pls karishma gusse main kou galat qadam naa uthaiye ga plss 😟

Cheeta on call-  maddam sir unki location pass hi park main dikhai de rahi hai.

Hm- park ok..

Driver pls samne se left leejye.

Haseena location pay pohanch jati hai r usko pass hi karishma ki bike nazar atti ha.

Hm- karishma ki bike

Wo jeep se foran se utar ti hai r pagalo ki trha park k andar bhaagti h

Hm loudly- Karishmaaaa

Karishma pass hi bench pe bethi hoti hai. Wo foran se turn ho kr dekhti hai to haseena wahan khari hoti hai. Haseena ko dekh kay Karishma foran se khari ho jati hai.

Ks- A...p yahan kia kr rhi hain?

Hm- yeh sawl to humain aap se krna chahye karishma aap kia kr rhi hain? Asy koi gusse main ghar se atta h kia? R tb jab uski jan ko asy thread ho. Pta hum kitna dar gaye thy. Agar asa wesa kuch.

Ks- asa wesa kaa??

Hm- ap ko agar kuch

Ks- hum ko kia? Kia hota hum ko ? Han? R wese aap ku dar gai thi? R kis haqq se r kyun? Rishta kia hai hamara lgty kia hain ap aik dosry kay?  😐

Hm - hum ap kay .....

Tbhi wo ruk jati ha

Ks- bolye ? Kia? Kia lgty hain hum ap kay.

Hm- a...a...pp zimadari hain hamari. Hum ap ki protection k lea hi to aye hain.

Yeh bol kr wo nazrain chura leti hai.

Ks- fikarr mat keejye humain kuch nhi hoga. Koi nhi kry ga hum pe hamla.

Hm- chalye ghar chalye sub preshan ho rahy hain

Ks- chalye jaye gy hum magar us se phly humain ap ko kuch kehna h.

Hm- g zroor bolye kia bat h?

Badlay ki aag 🔥🔥Where stories live. Discover now