Chapter - 2 (Moving Out)

2.4K 157 50
                                    

Ruhi was heartbroken after hearing Abhimanyu and there was a guilt that she blamed Akshara for no reason. Goenkas was also feeling guilty about it. Poddar was shocked and surprised as well because of the turn of events which had taken place.

Harsh - Princess ab aap yaha nahi rahoge aap hamare saath ghar chaloge. Waise bhi yeh log tumhe deserve hi nahi karte toh aap hamare saath chaloge Birla Mansion.

Abhir - Haan daddu sahi kahe rahe hai tum hamare saath chalogi, ab tumhe yaha rahne ki koi zaroorat nahi hai.

Abhimanyu - Haan princess go pack your bags then we will leave.

Everyone heard that now Abhira is going to leave Poddar house, they felt a pang in their heart, which is unknown to them why they are feeling like this. Just then Armaan spokes.

Armaan - Nahi Abhira kahi nahi jayengi. Woh meri biwi hai, hamari shaadi hui hai aur woh mujhe chod kar nahi jaa sakti.

Abhir - Are you for real Mr.Armaan Poddar and are you listening to yourself? Tumhi the na jisne meri behen ko kaha ki woh ghar chod kar chali jaaye toh ab woh jaa rahi hai toh problem kya hai? You are so confusing man, tumhe khud ko pata hai ki tumhe kya chahiye, yaa sirf apne parivaar ke ungaliyoon par nachna jaante ho? Kyunki inke bolne pe hi tum Abhira ko divorce de rahe ho. Ek baat batao Armaan sirf meri behen ne hi chupayi thi tum dono ki shaadi ka sach ya tumne bhi chupaya tha?

Everyone heard Abhir and realised that he is right they only blame Abhira for it only but Armaan is also the culprit as she was. Armaan nodded his head in yes and said.

Armaan - Haan maine bhi chupayi thi yeh baat aur saath hi mere aur Ruhi ke baare mein.

Abhir - Toh tumhari family sirf meri behen ko hi kyu doshi maan rahi hai, iss hisab se toh tum bhi barbaar saza ke hissedar ho, toh sirf meri behen ko hi kyu saza mili aur taane tumhe kuch kyu nahi kaha? Aap sab ko jab Charu ke affair ke baare mein pata chal toh aap sab bars pade Abhira pe par ab Ruhi aur Armaan ke baare mein pata chala toh aap sab chup hain. What a hypocrite family.

Abhimanyu - Do you really think Junior ki yeh sab Armaan ko kuch bolenge. Jab inke ghar ka baccha koi galati karta hai toh woh maaf hai, are yaha tak khoon bhi karde toh maaf hai. Agar meri bacchi se koi bhi galati hoon even choti bhi usse hamesha kataghara mein khada kar denge aur bina uski baat sunke sirf apna faisal sunna denge. Aur rahi baat Ruhi ki toh woh bade khaandan se belong karti hai koi usse kaise kuch kahe sakta hai kyu Mrs.Kaveri Poddar. Sabko sirf Abhira ko blame karna aata hai aur kuch nahi kar sakte yeh sab. Mujhe toh samjha nahi aata yeh sab lawyer kaise ban gaye, are jinhe sach nahi dekhna aata woh sach ke liye ladte hai, wah what a commendable lawyer family.

Harsh - Let it be Abhi, ab hum Abhira ko yaha nahi rahne dege, princess go pack your bags then we will leave.

Everyone felt uneasy after listening to them and they were not feeling good that she will leave the house. Even Dadisa was not feeling good after hearing that she will leave the house. Everyone is in guilt for blaming her for no reason. She always care for them and stand by them but in return what they had done, they just hurted her that too beyond repair. Abhira was now felt some peace that she will this house with her family and she will be very happy with them. Before she could say anything, just then Kaveri spokes.

Kaveri - Hum jaante hain humse galati hui hai par aap Abhira ko yaha se mat lekar jaaye. Hum jaante hamari gunaaho ki koi maafi nahi hai par hamare ghar ki bahu ko yaha se mat lekar jaaye.

Endless LoveWhere stories live. Discover now