Chapter -2

145 12 1
                                    

Continue from last part.

Next Morning.

At Singh Mension .

At Bani 's room.

Bhanu and Baani are still angry on Karu dii .

Bani : Yeah Karishma naa abb kuch jyada hi sar chad rahi hai tewar dekhe aapne kal maharaani ke mujhe rob dikha rahi thi. (😡😡)

Bhanu : Sahi mein abb iska bahut jyada ho raha hai kal mehmaano ke saamne bahut akad dikha rahi thi yeah. (😡)

Bani : Aap, kuch karte kyu nhi uska. Arre kisi anathalay mein hi bhej dijiye naa kam se kam humara picha toh chutega uss chudail se. (😡😡)

Bhanu : Baani shaant ho jaao hum karenge jaldi hi uska kuch.

Bani : Kab mere marne ke baad? (😡)

Bhanu : Subh subh bolo bhagwaan.

Bani : Bol diya shub shub jab tak woh chudail jaayegi nhi naa humari zindagi se tab tak naa kuch subh hona hai aur naahi muh se kuch shub nikalna hai . Uski wajah se aaj humara Anu humse itna dur chala gaya hai ki 8 saal se ghar hi nhi lauta hai sirf aur sirf uss bojh Karishma ki wajah se (😡😡😡😡)

Bhanu : Thik hai mai kuch karta hun uska.

Bani : Thik hai joh karna hai jaldi karna (😒)

Bhanu : Thik hai.

At Karu di room

Karu dii woke up from sleep and see the time in her phone and got shocked because it was 8 AM in the morning and from 8:30 Karu dii's duty time will start .

Karishma ( In mind : Arre baapre 8 brj gaye aur mai soo rahi hun half hour ke baad toh mera duty time shuru ho jaayega aur mujhe jaane mein bhi ek ghanta lagega. Fatak se ready hona padega)

Then Karu di bed se utati hai aur apna bed thikh karti hai jaldi se and after that she goes to washroom.

After 15 minutes.

Karu di comes.

Karishma : Abb jaldi se niche jaati hun isse pehle ki woh loud speaker aa jaaye.

Then Karu dii took blessing from Anu bhaiya's pic .

Karishma : Bhaiya aashirvaad di jiye ki aaj se hum apne station ko apne way mein aur acche se chala paaye. Aur haa jaldi aayea please aapki bahut yaad aati hai.

Then She left from there.

At Kitchen.

Karu di comes and sees that Bhanu and Bani are sitting on table and doing their breakfast. Then She goes near them and took their blessing.

Bhanu : Khush raho.

Baani : Bas bas yeah notanki karne ki koi jarurat nhi hai.

Karishma : Maa mai toh bas aapka aashirvaad lena chahti thi.

Baani : Maa toh tuu mujhe bol hi mat samjhi aur haa baat bhi mat karna mujhse aaj ke baad  . Samjhle teri maa mar gayi tere liye.

Hearing this Karu di felt bad.

Karishma : Aap esa kyu bol rahi hai maa?

Bhanu : Yeah toh ese hi bolegi tujhe joh karna hai karle. (😒)

Hearing this Karu di got silent. And sit on chair and took one plate to serve herself the breakfast. And seeing this Bani got angry

Baani ( In mind : Nasta karegi huh mai karwaati hun tujhe naasta 😠😠)

Ek Veer Ki Ardaash Veera .Where stories live. Discover now