Chapter -4

72 10 3
                                    

Continue from last part.

At Azam Industries.

At Rahil bhaiya's cabin.

Rahil bhaiya was talking with the bodyguards.

Rahil : Kuch bhi ho immediately inform me.

Bodyguards : Ok Sir.

Rahil : Now you can go and from tomorrow you have to start your work.

Bodyguards : Ok Sir.

Then bodyguards left from there.

Rahil ( In mind : Yeah toh ho gaya abb ek baar ghar mein ban rahe khaane ko bhi lab mein bhejna hoga.)

Then suddenly his phone rings and he picks it and a small smile came on his face. Because it was from his fiancee.

Note : Guys in this story Rahil bhaiya has his girlfriend too 

In story.

Rahil : Hii Vishaka. (☺)

Vishaka : Hii Rahil kaise ho? (😊)

Rahil : Mai ekdm first class aur tum kaisi ho?

Vishaka : Mai bhi acchi hun, Accha Rahil mai naa Australia se wapas aa rahi hun.

Hearing this Rahil bhaiya got happy.

Rahil : Wow yeah toh bahut acchi baat hai waise kab aa rahi ho?

Vishaka : Kya baat hai kisi ko badi jaldi hai janne ki? (😁)

Rahil : Jaldi hogi nhi kya 5 mahine se tum Australia mein ho I am missing you yaar..

Vishaka : Ohh achha waise I am too missing you Rahil.

Rahil : Accha, Abb bata bhi dijiye Mrs Rahil Azam kab aa rhi hai aap?

Hearing this Vishaka blush.

Vishaka : Bas 15 din baad aa rahi hun mai Mr. Rahil Azam. (☺😊)

Rahil : Thoda jaldi nhi aa sakti?

Vishaka : Tum kaho toh abhi aa jaaun.

Rahil : Ajao.

Vishaka : Aise thodi aaungi aapko lene aana padega janaab airport par.

Rahil : Thik hai aa jaayenge lene. Aap time aur day bata dijiye bas banda aapki khidmat mein haazir ho jaayega.

Vishaka : Accha Jii.

Rahil : Jii.

Vishaka : Thik hai toh hum Wednesday ki morning mein subah 9 baje aapke pass aa jaayenge.

Rahil : Okk.

Vishaka : Thik hai aur haa woh mummy Sagayi ka bol rahi thi kab karenge?

Hearing this Rahil bhaiya got serious and thinks something.

Rahil (In mind : Jab Kashi ki zindagi se saari problem khatm ho jaayengi.)

Rahil : Karenge jaldi hi abhi itni jaldi bhi kya hai aaram se sagayi aur shaadi kar lenge.

Hearing this Vishaka got sad.

Vishaka ( In mind : Humesha ek hi jawaab dete hai yeh.. )

Vishaka : Thik hai..

Rahil : Thik hai toh phir mai rakhta hun lunch time ho chuka hai so lunch karna hai aur phir mujhe kuch kaam bhi hai isliye.

Vishaka : Ok,

Rahil : Bye.

Vishaka : Sirf bye?

Rahil : Kyun kuch aur bhi bolna tha kya? (Teasing)

Ek Veer Ki Ardaash Veera .Where stories live. Discover now