Part 3

322 30 4
                                    

Hm: Kya hua hai? Who thik toh hai na?

Dr: Yeh sab kya hai? Itni jyada chot, jaise kisine torture kiya ho. Upar se wo mentally unstable hai n humne baar baar bola hai ki unhe khush rakhiye, unke sath humesha koi ek admi rehna chahiye. Unko special feel karana tha apko, pr inko dekh ke lagta hai jaise inke liye ek bhi pariwaar wala sath khada nhi hai. Jaise bichari akeli hai. Depressed. Hume inke lakshan kuch thik nhi lag rahe. Agar apko pata nhi hai ki yeh sab kisne kiya toh pata kijiye. Aur inke bandages change kr dena har 2 ghante mai.

Hm: Unhe chot kitni lagi hai?

Dr: Sar pe bohot gehra ghav hai. Jisse lage hue bohot din hogaye hai jiski wajah se aab hum stitches nhi laga sakte. Iss liye usse aise hi heal hona padega. Time lagega isko. Geela nhi hona chahiye wo site. Baki puri body pe sticks se mara hai, wo bhi bohot majbut sticks se jorse mara gaya hai aise lag raha hai. Aur inke peeth pe aur pairo pe kisine jalte hue iron rods se chatke diye ho aise lagta hai. N yeh sab ek din ka nhi, kareeb 15-20 din ke choote hai, jaise roj nayi nayi lag rahi ho. Aur inka asthma ka problem bad gaya hai. Uspe bhi dhyaan dijiye. Inhaler hamesha apne pas rakhiye.

Hm: Pr... yeh kaise.

Dr: Yahi apko pata karna hai. Aur plz, inko dhyaan se aur patience se sambhaliye. Joh mang rahi hai de dijiye. Pyaar se unse baat kijiye. Aur agar wo roye, toh rone dijiye, wo andar hi andar ghut rahi hai pressure mai.

Hm just nods and after the doctor leaves, she comes by Ks side and her eyes get teary.

Hm: Kaise hogaya yeh sab? Kisne kiya apke sath ye. Aur apne hume bataya kyu nhi. Trust nhi karti aap humpe. Hum pata laga kr rakhenge ki yeh kya masla hai. Aur apko aab darne ki jarurat nhi hai. Hum beshak apki biwi hona pasand nhi karte, but iska matlab yeh nhi hai ki hum apke dost nhi hai. Hum apko iss tarah nhi dekh sakte. Dard hota hai hume jab apko chot lagti hai.

Hm takes care of Ks the whole day and Ks gains consciousness in the evening. Ks looks around and finds Hm sleeping by her side. Ks is confused, as Hm always made Ks sleep on couch. Ks starts to move towards the couch when Hm gets up, and is happy that Ks is awake. She immediately hugs Ks, who is overjoyed and hugs her back.

Hm: Kaisi hai app? Apko kahi dard ho raha hai? Apko kuch chahiye? Pani? Khana?

Ks gulps when she remembers what happened and nods no. She points towards the couch.

Hm: Nhi. Aap aajse humare side mai sona. Aur kuch boliye, hume apki awaaj sunni hai.

Seeing the fear in Ks eyes, Hm's heart breaks a little.

Hm:(keeping her hand on Ks cheeks) Hum apki dost hai na? Hasi? Toh aap Hasi ko kuch bhi bata sakti hai.

Ks: Cuddle?

Hm smiles and opens her arms for Ks. Ks immediately puts her head on her chest and Hm rocks Ks softly, and pats her back, at which Ks stiffens in pain.

Hm: Sorry hum bhul gaye the.

Ks: Its otay.

Hm is overjoyed to hear Ks voice. She immediately kisses Ks forehead in relief.

Hm: Kisne kiya apke sath ye sab? Kon hai wo? Hum yeh sab ek din mai rukwa denge, aap bas naam batayiye Karu.

Ks is confused, coz she thinks that this is correct way of treatment, like the doc said and this will heal her. Infact it must be healing her already if Hm is ready to accept her cuddles. So, she decides to not tell this to her friend.

Ks just nods no.

Hm: Aap hume nhi batayengi?

Ks nods no.

Hm: Kisine apko batane se mana kiya hai?

Ks again nods no.

Hm: Phir aap... (seeing that Ks is getting agitated) aacha thik hai rehne dete hai. App khana kha lijiye, hum apke bandages change krte hai phir. Hum servant ko bolke khana mangate hai ok.

Ks nods and points towards Hm.

Hm: Ha hum bhi khayenge. Dw.

------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Here is the next part. 

ENJOY!!!!!!! 

KashmakashWhere stories live. Discover now