chapter 24

15 6 21
                                    

And last baar ghar ko dekhti hai and chali jati hai

After sometime

Rishi ghar aata hai and dekhta hai ki hall pura khali ahi koi bhi haal mai nhi hai

Aaj sab kaha gaye...koi dikh nhi Raha hai... " Rishi said "

And wo apne room Mai jata hai and dekhta hai anu apne bed par so rahi thi

Anu aaj apne bed par...tanuja kaha gayi...kahi... " Rishi said himself "

And wo apna leptop wala bag couch par rakhta hai and cupboard ki taraf kata hai and open karta hai and usse tanuja ka ek bhi saman nhi dikhta bass uski jewellery dikhti hai

Jewellery yaha hai...toh baki Sara saman...chali gayi...wo bhi kisi ko bina bataye....aab kaha dhudunga mai usse...kaha gayi hogi...  " Rishi said himself "

And wo jaldi se ghar se nikal jata hai
Uske jane ke baad Manpreet aata hai and pure Ghar ko dekhta hai

Yeh kya yaha toh koi hai hi nhi...or tanuja or rishi bhai bhi nhi dikh rahe...mere aane ki wajah se bhag toh nhi gaye.... " Man said himself "

Aagye tum.... " Ahaana aate aate stairs se bolti hai... "

Haan...rishi bahi aaye kya... " Man said "

Nhi toh... " Ahana said "

Kya...par bhai toh..ghar ke liye kabka nikal gaye tha... " Man said "

Ho sakta hai...kahi gaya ho...waise bhi wo koi baccha toh hai nhi...jo...sabko batake jaye.....aa jayega.. " Ahana said "

Hmm.. " man said "

And apne room Mai chala jata hai and ahana dinner ready karne ke liye chali jati hai

Other side

Rishi ek hospital ke bahar khada tha and tanuja ko dhundne mai laga hua tha

Kaha gayi hogi...yeh ladki bhi pagal hai....jab janaa chaiye tha..tab gayi nhi...or aab..jab mai chata hoon..ki wo mere sath rahe.....tab wo yaha chali gayi...aab kaha jaun....adhe se zyada jagah dekh li...par uska kuch pata nhi chal raha.... " Rishi said himself "

And usne dhundne lagata hai tabhi uske dimag mai kuch aata hai

Kahi bus stop par...toh nhi gayi...  " Rishi said "

And jaldi se bhag kar chala jata hai

Other side

Tanuja bus stop par thi and bus ka wait kar rahi thi but bus ko aane mai late ho jata hai

Yeh bus abhi tak nhi aayi...agar rishi aa gaya toh...nhi..wo kyu aayega...mai uske liye konsa maine rakhti hoon... " Tanuja said herself "

And idhar udhar dekhne lagti hai and usse samne mandir dikhta hai and wo mandir ke andar chali jati hai uske jate hi bus aa jati hai but tanuja ka bus par dhyan nhi jata and bus chali jati hai

After sometime

Yeh kya...bus bhi chali gayi... kismat hi kharab hai...jo cahti hoon...wo hota hi nhi hai..aab kya karu...ghar wapas jau...nhi...agar ghar wapas gayi toh wapas nhi aa paungi...yehi mandir mai hi beith jati hoon..kamse kam safe hai.. " tanuja said. "

And tanuja mandir mai hi beith jati hai and sabko dekhne lagti hai

---------------------------------------------------------

Feedback please 🥺

Love story....❤️Where stories live. Discover now