Madhav: yrr haad hn phele school mien saare mere teachers the ab yah university mien professor maje bhi nhi kar sakta ab toh
Karan : beta dhere bol ley warna yeh baat Aryan ney sun li na toh tere maje karney key plan bhi ase tode gya jaise mien abhi Teri hadiya
Madhav: Bhai yrr mien toh majak kar Raha tha aap toh serious ley gye
Karan : hn hn mien hi galt ley gya koi na my mistake sorry ji
Aryan suddenly enters
Aryan : kya hua sorry mistake yeh kya chal raha hn
Karan : kuch nhi bas sir ji keh rahe the key ....
Madhav cut him off
Madhav : key accha hua aap sab same university mien hoo ab merko koi parsan nhi kar sakta
Aryan : accha ji sahi hn
Aryan : beta mien acche se janta hoon kya soch raha tha tu
Karan : kaise na jane jab hum university mien the tab ...
Aryan cut him off
Aryan : mien bata hoon tab mummy bhi humri professor thi maje bhi acche se nhi kar sakte the but don't worry madhav tere maje nhi ruk rahe but dhyaan rakhna koi hust na ho bas majak bhi majak key limit Tak hi hoo beta samjhe aap
Madhav : ji bhaiya and Bhai aap please ajj Ghar pey ruk jayou na please
Sakshi enters
Sakshi : hello bacchou kya chal raha hn
Madhav run and hug sakshi
Madhav : mumma I missed you
Aryan : mummy kya aap mere liya ajj dinner mien pasta bana dou gyi
Karan : pasta aur Aryan beta tere tabiyat toh thik hn na
Aryan ignore him
Sakshi : hn beta kyu nhi jarour
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
I hope you find it enjoyable. Thanks for reading, and feel free to leave a comment 💖
💖
YOU ARE READING
Umeed
General FictionIf you haven't read Part 2 of my first book, (Sakshi: Witness), then do check it out. Asa nhi hn compulsory hai ki han usko read karoge tabhi samajh aaygi eventually yeh story line and character same hn