Dosti Mein Darar
Part 34
[Dushyant, Purvi, Ishita are waiting at the hospital for Kavin to regain consciousness. Purvi went to Kavin and sat next to him. She holds Kavin's hand tightly.]
Purvi: Uth jayiye sir. Please.... Aapke bina kuch achha nehi lag raha hai mujhe. Bohot pyaar karti hoon main aapse. Aap ek baar uth jayiye. Phir main aapse yeh baat kahe doongi. Aur nehi rahe sakti main. Yeh baat aapko batane ke liye tadap rahi hoon main. Kavin sir, aapko accha lag raha hai kya humko iss tarah satane mein? To phir kyu aisa kar rahe hai? Aakhein kholiye na sir. Mere liye aakhein kholiye. I love you.....
[By saying these words, Purvi started crying. Just then Dushyant came and put his hand on Purvi's shoulder.]
Dushyant: Chinta maat karo. Kavin ko kuch nehi hoga. Use jald hi hosh aa jayega.
Purvi: Kaise hosh ayega sir? Unki haalat dekha aapne? Kis tarah unhe torture kiye gaye hai. Sarir pe ek bhi jagah nehi hai jaha unhe kharoch na ho. Aur yeh sab hua aapki wajah se. Kavin sir ki ungliyon ki taraf dekhiye sir. Kis tarah unki ungliyan toda gaya hai. Kitna dard hua hoga unhe jab unke saath yeh sab ho raha tha. Par aapko kya? Aapko to sirf badla lena tha.
Dushyant: Please aisa maat bolo Purvi. Kavin ki fikar mujhe bhi hai.
Purvi: Fikar? Accha!! To uss din aapka fikar kaha gaye the jab Kavin sir ko police arrest karke le gaya tha. Tab aap ka fikar kaha gaye the jab Kavin sir akele ro rahe the? Tab aapka fikar kaha gaye the jab unn par koi biswas nehi kare rahe the? Sab unhe pagal samajh rahe the. Fikar to chodiye, aapne har waqt sir ko insult karte the. Har waqt bahana dhundte the aap unhe punishment dene ki. Ayesha ki tarah aap bhi unhe physical aur mental torture kiye hai sir. Aur yeh main kabhi bhul nehi sakti. Itne sab kuch ho jaane ke baad bhi agar Kavin sir aapko maaf kiya to woh unka sarafat hoga. Kavin sir aapko maaf kar hi sakte hai lekin main aapko maaf nehi karungi. Aur main yekin se kahe sakta hoon ki aap phirse aise hi karne wale hai. Ek baar phirse kuch galat hone dijiye, fir aap Kavin sir ko hi gunehgar banayenge.
Dushyant: Aisa nehi hai Purvi. Mujhe sach mein mera galti ka ehsaas hai.
Purvi: Abhi hai. Lekin zada din tak nehi rahega. Aab baas mujhe dekhna hai ki aapke is galti ka ehsaas kitne din tak rahte hai.
[Saying this, Purvi left the room. Dushyant stood there for a while. His eyes are watering. After a while he wiped his tears and sat next to Kavin.]
Dushyant: Tu bhi Purvi ki tarah hi mujhse gussa rahega? Mujhse naraz ho par itna bhi naraz maat ho ki mere jaan hi nikal jaye. Tu mera bachpan ka dost hai. Tujhe jab hurt karta tha main tab main bhi hurt hota tha. Kisiko mere takleef dikhata nehi tha but main bhi hurt hota tha. Kavin please.... Itna bhi saza maat de. Tera chup rahena aab mujhe sata raha hai. Hosh mein aa Kavin. Mere liye na sahi Purvi ke liye wapas aa jaa.
[Dushyant started crying loudly. Meanwhile, standing outside the room, Ishita heard all the conversations between Dushyant and Purvi. Now Ishita heard the words that Dushyant said to Kavin. She left from there. She looked for Purvi in the corridor of the hospital. Not finding her there, Ishita went a little further outside. She went there and saw Purvi standing in front of Lord Krishna. Ishita went ahead and called her.]
Ishita: Purvi ma'am!
Purvi: Ha, Ishita bolo....
Ishita: Ma'am Dushyant sach mein Kavin sir ke liye pareshan hai. Main abhi dekhke aayi hoon. Dushyant sir ke paas baithke ro raha hai.
Purvi: Tum mujhe yeh kyu bata rahe ho?
Ishita: Nehi ma'am aisa koi baat nehi hai. Actually thodi der pehle main aapka aur Dushyant ka baatein suni hoon. Aapko bhi pata hai yeh sab Ayesha ne ki hai. Phir bhi aapko kyu lagta hai ki Dushyant Kavin sir ki iss halat ka zimmedar hai?
आप पढ़ रहे हैं
Dosti Mein Darar
FanfictionDushwant pushed Kavin against the wall and punched him hard in the stomach. Then he slapped Kavin on the cheek and threw him to the ground. Kavin's lip is bleeding.....