Chapter-2: Naina Miley

208 7 1
                                    

Gauri:  Dekhiye bas aaj ke liye itna kaafi hai

Omkara: Bas? Itne se mein thak gayi aap?

Gauri : Haan aaj ke liye itna bas hai

Omkar: Gauri ji abhi toh pure 3 sit-ups bhi nahi kiye hain aapne dhai (2.5) mein hi kehne lagi ki bas

Gauri: Arey kamaal karte hain aap itni der se mujhe dauda rahe hain bas ab aur nahi

Omkara: Haan toh thik hai ab ye toh aapko sochna hai ki aapko size zero hona hai ya size "O"

Gauri: Kya matlab?

Omkara: Matlab ki ye Gauri ji ki agar isi tarah se chalta raha toh aap size zero ke badle size "O" ho jayengi...

Gauri stared at him

Omkara: Maanta hun ki size zero hona aur weight loose karna mushkil hai lekin ye utna mushkil nahi hai jitna ki gymnastics ...koshish keejiye, roz apne aap ko analyze keejiye, roz khud se kahiye ki aap aisa karna chahti hain tab hi jaake aap apne figure ko maintain kar payengi....khair aaj aap agar thak gayi hain..toh aaj ka session yahin khatam karte hain thik hai?

Gauri: Nahi...Om main koshish karungi

Omkara: That's the spirit Gauri ji

Gauri: Lekin ek shart pe

Omkara: Kaisi shart

Gauri: Tum mujhe ye "ji" bulana aur aap aap bulana band karo. Main koi school ki teacher thodi na hun, call me Gauri

Omkara: Jee Gauri ji...I mean Gauri

...................................................................................................................................................................................................

On other side

CRIME BRANCH

"Here I am"

Sanskaar : Samrath kahan they tum ? Kabse hum log

Samrath : Mere aane ke liye itne betaab kyun they aap? hmm

(lights the cigarette )

Sanskaar : Samrath

Samrath: Case par aao

Viren explains the details of case to him.Samrath took the diary

Samrath: Tumne mujhe ye bakwas padhne ke liye bulaya hai? Kisi language expert ko bulaate..ye kaam mera nahi hai

Sanskaar: Thodi kam peena shuru karoge toh kuchh sensible sochoge na...tum bahot badal chuke ho Samrath...

But before anyone could speak further

"Aapne mujhe bulaya bhai"

Sanskaar turned and saw Meera standing over there

Sanskaar: Viren, Samrath ye hai meri behen Meera

Samrath: Tum...Sanskaar tumhari behen depression mein hai, ilaaj karwao inka sadak ke beechon beech suicide attempt karne ki koshish mein thi

Meera: Bhai aapne kisliye mujhe yahan bulaya?

Sanskaar: Haan vo, tujhe ye languages padhne ka shauk hai hame teri madat chaiye..Ye kya likha hai is diary me bata sakti hai ?

Meera: Main koshish karti hun, main ye ghar le jaaun ye diary ?

Sanskaar: Sure!

Samrath: Ek minute..kya sochke tum ek saboot ek aise insaan ko de rahe ho jo police mein nahi hai

Tum Jo Mile Ishq Meinजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें