Chapter-6:Dheere Dheere

181 6 2
                                    

A few days passed, they all were enjoying each others company, friends met by chance were now the closest...everything went very smooth...................

"Om beta ye sab kya hai tum mujhe apne ghar kyun leke aaye ho?"

Omkara: Beta bhi kehte hain, aur paraya bhi kar diya bete ko

"Kya keh rahe ho Om"

Omkara: Yahi ki Malhotra ji ,aap itni buri haalat mein hain, aapko aapke hi beta-bahu ne vriddh aashram bhej diya aur aapne mujhe batana zaruri nahi samjha...aapne toh bilkul hi paraya kar diya

Mr.Malhotra: Beta vo main tumhe pareshan nahi karna chahta tha

Omkara: Pareshan, Maa-Baap kabhi bachhon ko pareshan karte hain bhala...aap baithiye aap

Mr Malhotra: Arey lekin

Omkara: Aap fir uth gaye...baithiye....Sir aap mere aur Dev ke guru hain, aap nahi hote toh sadkon pe hum kahin bheekh maang rahe hote, ye ghar ye sara kuchh humne aapki wajah se paya hai,mandir ki seedhiyon pe safai karte they, aap nahi hote toh hamara pata nahi kya hota, isliye aaj se abhi se abhi se aap yahin rahenge...aur main kuchh nahi sununga

Mr.Malhotra: Haan bhayi, itne bade ho gaye ho tum...pehle maine tumhara khayal rakha aur ab tum...

Omkara: Sir (looks at him)

Mr.Malhotra hugged him

Mr.Malhotra: Mere hi karmo ka nateeja hai Omkara, jo mere apne bete aur bahu ne mujhe ghar se bahar nikala hai shayad...shayad yahi saza thi mere paap ki....

Omkara: Paap ? Kaisa paap

he got a call from someone

Omkara: Ek minute sir

and he received the call ...when he returned

Omkara: Sir aapka kamra maine saaf karwa diya hai,aap aaram se fresh ho jaiye, tab tak main nashta lagwata hun...aur ek zaroori kaam aa gaya hai, main aadhe ghante mein aata hun, aapko jo bhi zarurat ho maine vo..Savita kaki(a maid) se keh diya hai hmm...

Mr.Malhotra: Tum jao beta,apna kaam karo, mujhe jo bhi chahiye hoga main le lunga...

Omkara smiled and left the place

-------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Annika was in the market but her eyes went on a small shop of bangles..she came up to the shop and tried the bangles

"Bahot khoobsurat hain"

She looked behind and it was Shivaay

Annika: Sir aap yahan?

Shivaay: Haan main yahan....Kyun main yahan ho nahi sakta ?

Annika: Nahi mera matlab hai

Shivaay: Matlab ye hai ki main bhi yahan apne personal kaam se aaya hua tha tumhe dekha toh aa gaya

But he got a phone call and after talking for sometime

Shivaay: Kuchh trendy le leejiye Annika

Annika: Kya matlab

Shivaay: Goa mein jaogi toh trendy accha lagega Richa

Annika: Main Goa kyun jaungi

Shivaay: We have a conference and meeting in Goa...pack your bags we are leaving today evening

he said this and left the place

Tum Jo Mile Ishq Meinजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें