Assalam o alaikum!
Meri traf se sb Pakistaniyo ko jo duniya k kisi b konay me rehte hen, ko azaadi Mubarak.
Aj se 69 saal pehle 27th Ramzan ul Mubarak, 14th August,1947 ko ALLAH ne sub continent k Muslims pr khaas karam kia r unko ek alag watan dia. Ek azaad r khud mukhtar country.
Pakistan ko La ilaha illalah k naam pr hasil kia gya tha. Islam k naam pr hasil kia gya tha. Ab yeh hmari duty h k apnay mulk ki taraki k liye kadam uthaen. Apni traf se hr koshish kren jo hmaray mulk k haq me behtar h.Quaid k Pakistan ko ek achi rehni ki jgah bnaen.
Here I m sharing with you some pictures of our beautiful and enchanting Pakistan!
1. Shehr-e-iqtadaar
2. Zinda dilanay Lahore
3. City of lights4. City of flowers
5. New Shalkot
6. Northern Areas
Once again a very very very Happy Independence day.
Share any one of your favorite national song in comments section below.
Pakistan Zindabad! 🇵🇰🇵🇰
आप पढ़ रहे हैं
Tere Ishq Mein #Completed
RomanceHighest ranking #2 Tere ishq mein is about the story of four teenagers. Rida(ria), Hoor-ul-ain (hoori), Irtaza and Ali. Ria, hoori and Irtaza are cousins whereas Ali is Irtaza's best friens. The story is about what main characters have planned about...