Now kaira are 14 years old
Naira (crying) - please papa mujhe India chod ke Nahi Jaana
Naitik - princess please don't cry... Tumhe Pata hai na ki main tumhare aankhon main aasoon Nahi dekh sakta
Naira (still crying) - toh phir kyun jaa Rahe Hain hum yahan se USA
Akshara - beta Hume Jaana padh raha Hai.... Isme hum bhi kuch Nahi Kar sakte
On the other side
Kartik (shocked) - kyaaa...... Naira Aur uncle Aunty shift ho Rahe Hain
Manish - Haan beta.... Actually Maine Aur naitik ne joint business start kiya hai Aur ek branch USA main bhi hogi.... Tumhari dadi ki tabyat kuch theek Nahi rehti isliye hum Nahi jaa sakte... Isliye humne socha ki naitik ko Jana chahiye
Kartik - par kyun papa voh bhi yahin rehte Hai na... Agar voh jayenge toh naira bhi jayegi Aur main Nahi chahta ke naira jaaye
Suvarna - par beta naira ko bhi Jaana padhega.... Hum aaj tumhe unke ghar le jaa Rahe Hain kyunki Hume Pata Hai ki tum unhe bahut miss karoge Aur sabse zyaada naira ko
They go to singhania sadan
And naira is still crying
Kartik sees her and even he starts crying a little.
Kartik (crying) - please mat Jao naira
Naira (crying) - main bhi Nahi Jana chahti Kartik
Manish - are meri princess Aur champ aise chote bachon ki tarah kyun roo Rahe Hain..... Tum dono ko Pata Hai door hone se dosti Aur badh jaati Hai
Kaira - kya Sach main??
Naitik - Haan champ Aur princess
Suvarna - Aur Pata Hai tum log toh roz chatting bhi Kar sakte ho....
Akshara - Haan beta isme itni sad hone ki kya baat Hai
Naira - par mumma main iss mendhak ko bahut miss karungi
Kartik - Aur main bhi iss Sherni ko bahut miss karunga
They all smile seeing there special bond
Akshara - acha beta hum 1 week main Nikal Rahe Hai tab tak tum apne mumma papa ke saath yahin rahoge
Kartik(happy) - Sach Aunty..... Thank you soo much you are the besttttttttttttttttttttttttt
Naira - par mumma hum yahan vaapas Kab aayenge??
Akshara - beta jab aap 20 years ke ho jaoge tab hum yahan vapas aayenge
Naira - mere 21 St birthday se pehle??
Naitik - Haan princess
Now all elders start discussing about their business
And kaira are together
Naira - ideaa!!!!!
Kartik - kaunsa idea Sherni?
Naira - are mendhak hum ek Kaam karenge jab tak main 20 Years ki Hokar vapas Nahi aa jati hum ek doosre ki shakal Nahi dekhenge
Kartik - whattttttt.... Par kyun
Naira - dekho mendhak Maine kahin padha tha ki jitni time tak tum kisi cheez ka wait karoge jab tumhe voh milega tumhe jo tab khushi hogi na vaisi Aur kabhi Nahi hogi..... Isliye main keh Rahi hoon ki hum ek doosre ko kabhi dekhege Nahi Aur kabhi phone par baat Nahi karenge bas hum log roz chatting karenge
Kartik - theek Hai jaisa tum kaho Sherni
Now one week passed and it was time for naira and the other singhania's to go
Kaira hugged each other
Kartik (while hugging) - I'll miss you Sherni
Naira (while hugging) - I'll miss you too mendhak
Kartik - main tumhare liye kuch laya hoon
Naira - main bhi tumhare liye kuch laayi hoon
Both took out the gift for each other
Naira gave Kartik a Keychain in which a lioness was made
Naira - yeh tumhe hamesha meri yaad dilayega isko tum kisi chain main bhi daal sakte hoThen Kartik gave naira a necklace in which in the pendent there was a frog
Kartik - kaisa laga naira
Naira hugged the necklace
Naira - bahut acha.... Aur tumko kaisa laga
Even Kartik hugged the gift naira gave him
Kartik - mujhe bhi bahooot acha laga naira
All elders became teary eyed seeing them.... Then all did an emotional good bye which was while crying
Precap : grown up kaira with a big twist
So guys did you like the gift they gave to each other?? Badi mushkil se Internet par dhoondna tha yaar
Plzz vote guys I am getting very less votes nowadays.... Plzz yaar I am having tests still I am writing for you all... Plzz understand guys and plzz supportLove you all
Shreya
आप पढ़ रहे हैं
kaira - My childhood love ✔️(completed)
FanfictionStory of 2 childhood sweethearts Kartik and naira..... With lovely goenka and singhania family