Naira - voh...... Voh.... Actually....tumhari shakal uncle se bahut milti Hai
Kartik gave her an unbelievable look
Kartik - tumhara Matlab kyunki meri shakal papa se milti Hai isliye Mera naam Kartik Hai
Naira - Nahi I mean mujhe itna Pata tha ki uncle ke bete ka naam Kartik Hai and tumhari shakal uncle se milti Hai isliye mujhe laga tum unke bete ho... Isliye....
Kartik - OK OK... Main samajh gaya
Kartik (to himself) - iss ladki se jab main baat Kar raha hoon toh mujhe meri Sherni ki yaad aa gayi voh bhi aisi befaaltu answers deti thi
Kartik - tumhara naam kya Hai
Naira - nai.... (hey bhagwaan kya Bola tha uss Raj ne Mera naam kya tha) eena... Nahi meena..... Nahi Nahi tina
Kartik - what??
Naira - tina... Haan Haan tina he tha
Kartik - tumhe apna naam yaad Nahi aa raha tha... Kabhi eena kabhi meena kabhi tina
Naira - actually abhi abhi change hua na
Kartik - what?????
Naira - are main toh mazak Kar Rahi thi chalo tum he bata do meri personality pe kya naam suit hota hai
Kartik - NAIRA!!
Naira got shocked as how come he got to know that she is naira
Naira - kya?
Kartik - suit toh vahi hota hai..... Bilkul vaise he ho tum Aur tumhe Pata Hai tumhare dad ne usse Aur naitik uncle ko kaid main rakha hua Hai Pata Nahi kaise honge voh abhi.... Meri Sherni sab kuch sambhaal paa Rahi hogi yaan Nahi... Theek hogi yaan Nahi
Naira got teary eyed seeing the concern he had for her but then wiped her tears so that he can't see.
Naira - toh tumne mujhe kaid main kyun Nahi rakha.... Mujhe kyun Nahi maara.... Kyun mujhe protect kiya
Kartik - Pata Nahi....bas tumhe Koi Dard Nahi pahuchana chahta tha... Tumhe dekh Kar aisa lagta bhi Nahi ki tum kisi ko harm Kar sakti ho.. Toh tumhare dad ki saza tumhe kyun Doon
Naira again became emotional
Naira (to herself) - Kartik abhi toh tum jaante tak Nahi ho ki main he naira hoon phir bhi tum itni care Kar Rahe ho ek baar jaan jaoge ki main naira hoon toh (she then blushed)
Kartik - tumne kuch khaaya???
Naira - Nahi par pehle plzz batao uncle kahan Hai voh theek toh hai na
Tears starts flowing from his eyes
Kartik (sobbing) - Nahi Hain voh theek...unki aisi haalat siraf Aur siraf uss Raj ki vajha se Hui Hai
naira places her hand on his shoulder and then Kartik gets up and holds naira's shoulders and pins her to the wall... Naira hisses in pain not because his grip was tight, his grip was very gentle but when her back touched the wall it pained alot because of that whip
Kartik - yeh sab tumhare papa ki vajha se hua Hai.... Vahi Hai inki aisi haalat ke zimedaar... Aur udhar meri naira Aur uncle ko bhi pakda hua Hai.... Batao kyun kiya usne aisa kyunnn
Naira did not know what to say
Naira - kya main plzz uncle se mil sakti hoon?
Kartik - kyun milna Hai unse.... Batao kyunnn
आप पढ़ रहे हैं
kaira - My childhood love ✔️(completed)
FanfictionStory of 2 childhood sweethearts Kartik and naira..... With lovely goenka and singhania family