Chapter 20

937 76 6
                                    

In restaurant,

Om's gaze was fixed on gauri. He was continuously looking at her and lost in her. A  waiter came to took their order.

Waiter- (to gauri) Ma'am kya lenge aap.

Om- (still looking at gauri) Noodles.

Gauri looked at him with shock.

Gauri- (in mind) Isse mere baare main sab kaise pata hai.

Om realised what he said.

Om- Matlab mujhe noodles pasand hai. Aur tumhe gauri.

Gauri- (still confused) Mujhe bhi.

Om- Oh really!! Same same.

Gauri- H..Hna.

Waiter- Ok sir then 2 noodles.

Om- Yeah sure.

The waiter came with 2 noodles and other's orders. They all eat their food and spent sometimes in water park and returned to Malhotra Mansion.

In Malhotra Mansion,

They entered into the mansion and saw all the elders standing at the hall.

Dadi- Aa gaye tum bachon.

Shiv- Ji dadi....Waise kya baat hai aap sab yahan.

Ani- Mom shivi kahan hai?

Nisha- Beta woh upar apni kamre main hai.

Dadi- Toh suno. Humne decide kiya hai ki shaadi agle hafte hogi.

Ru- (excited) Arre wah....gauri di suna aapne.

Gauri- Hna bohot maja karenge ru.

Sid and mallika looked at each other and blushed.

Dadi- Toh jaise ki engagement ho chuki hai hum tum logon ko batana chahte hai ki parson sangeet hai. Tum sab log taiyaari karo. Apni apni partner in dance choose karlo.

Shiv- Ok dadi..(holds anika's hand)

Rishi and aanchal hold each others hand.

Rudy went to bhavya.

Ru- Kya tum meri partner banogi.

Bhavya- (blushing) Yeah sure.

Omkara and Gauri were looking all this and they smiled.

Om looked at gauri and slowly slipped his hand into hers. Gauri froze and looked at him. Om went near to gauri's ear.

Om- (whispers) Kya tum meri partner banogi??

Gauri didn't say anything only looked at him.

Om- Please dekho aur koi bacha nahin hai.

Gauri- O...ok thik hai. Par meri ek condition hai.

Om- (smiling)- Batao kya condition hai Miss. Gauri.

Gauri- (like a child) Song main decide karungi.

Omkara smiled remembering the same type of incident happened in his past.

Flashback.....

gauri and omkara's school days,

Dance teacher- So choose ur partners for the dance u want to perform in the school annual day.

Gauri- Ok sir my partner will be Omkara Singh Oberoi.

Dance teacher- Ok gauri. Do u agree omkara?

Om- Yes of course sir.

Dance teacher- Ok toh taiyaari shuru karo.

Om and gauri- Ok sir..

Later,

Om- So gauri tumne mujhe kyun choose kiya. Mujhe toh dance bhi nahin aata hai.

Gauri- Kyun ki main tumhare saath jyada comfortable hun.

Om- (smiling) Really??

Gauri- Hna sach main. Aur ek aur bhi baat hai.

Om- Aur woh kya hai.

Gauri- Song main choose karne waali hun.

Om- What!!!

Gauri- Hna sirf tumhare saamne hi main apni marzi chala sakti hun.

Om- Tum na sach main pagal ho.

Gauri- (smiling) Hna woh toh hai.

Flashback ends...

Gauri- Om...om....

Om- Hna.

Gauri- Kahan kho gaye.

Om- Nahin kuch bhi toh nahin.

Gauri- Tumhe meri condition manzoor hai ya nahin.

Om- Hna sure song tum hi choose karna.

Gauri- Thank u so much om. Mujhe toh laga ki tum mana kar doge.

Om- (smiling) Main tumhe kabhi mana nahin kar sakta hun.

Gauri- Tum sachme bohot ache dost ho.

Om- I know...

Gauri- Toh thik hai aaj evening se hum practice shuru karenge.

Om- Par song..

Gauri- Main shaam ko batati hun.

Om- Ok..

They went to their respective room.

In om's room,

Om- Mujhe gauri ki memory wapas laani hogi. Main aur control nahin kar sakta hun. Mujhe kuch na kuch karna hi hoga.

Shivaay entered.

Shiv- Uske liye tumhe usse woh choti choti baatein yaad dilani padegi jo tumne uske saath bitaya hai.

Om- Shivaay...

Shiv- Hna om main sahi keh raha hun. Logon ke dil ke sabse pass woh choti choti pal hote hain jiss pal ko unhone khusi se jiyaa hai. Aur tumhe usse woh sab choti choti baat yaad dilani padegi.

Om- Hna Shivaay main Puri koshis karunga usse woh sab yaad dilane ki par mujhe darr lagta hai.

Shiv- Kis baat ka darr.

Om- Ki kahin uske dimag par bura asar na ho jaaye.

Shiv- Nahin hoga om. Mujhe tum par bharosa hai tum kabhi aisa hone nahin doge. I trust u.

Om- Thank you Shivaay.

Om hugged Shivaay and Shivaay hugged him back.

Shiv- Good luck om.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
So friends this is the chapter 20. I know it's a boring part.😜😜😜. Tell me how is this.😋😋😋

Memories of our friendship- rikara ff [Completed❤✔]Where stories live. Discover now