Episode 51

3.3K 236 18
                                        

(It was 7 in the evening when Shivaay woke up and the first thing he did was to check if Anika was fine but Anika was not on the bed. He turned around and saw her standing near the balcony staring into nothing particular. He got off the bed, went to her and wrapped his hands around her waist. It took sometime for Anika to realize what was happening. She jerked off the hands and moved back.)

A: yeh... yeh kya kar rahin hain app? (she asked looking everywhere except Shivaay)

S: Anika kya hua?

A: yeh... yeh sab galat hai..

S: kya saab?

A: yeh sab kuch (she screamed and looked at Shivaay. Looking at her swollen eyes and red nose, he realized that she had been crying, again.)

(Shivaay moved towards her and held her by her shoulders)

S: kya hua Anika?

(Anika removed his hands from her shoulders and moved back)

A: sab kuch galat hugaya Shivaay sab kuch

S: sahi tarhaan bolo, kya hua hai?

A: woh.. woh sab kuch.. hamare beech.. jo bhi hua.. sab galat tha

S: Anika!

A: yeh nahi huna chaiye tha. Mein.. mein kase karsakti hun. Yeh meine kya kar dia Shivaay. Hamari shaadi ke bass 3 months aur hain, phir.. phir hamara divorce hujaye ga. Phir appki aur Tia ki.. Tia.. Tia ko jab pata chale ga.. phir.. mein use nazrin bhi nahi mila paongi. Yeh sab galat hugaya, sab kuch Shivaay, sab kuch (and she cried loudly)

(Shivaay went towards her and held her tightly by her shoulders)

S: Anika, Anika. Bass karo, kya bol rahi hu tum. Kuch nahi hua hai. Aur divorce? Mein.. mein nahi doonga divorce tumhe. I want ke hum apni shaadi ko ek muka dein. I want ke hum ek dosre ke sath serious hun, aur iss rishte ko sath lekar chalein. I want it to work. (Anika looked at Shivaay and stopped crying) Haan Anika, mein nahi chata ke hamara divorce hu. I like you. I want ke hum hamare rishte ko ek muka dein. Don't you want that too? Yaan mein itna bura hun ke tum mujhe chorna chati hu (he said while his hands reached to her cheeks and caressed them)

A: nahi Shivaay app sirf hamara bare mein soch rahin hain, app Tia.. Tia ka.. 

S: Tia ka kya haan? Tumhe lagta hai ke Tia koi bachi hai ke usse nahi samaj ayega? What do you think ke Tia abb ghar kyun nahi atti hai? Because woh London mein hai? Nahi, nahi hai London mein. Buhaat baar dekha hai meine usse Mumbai mein. Even she wants ke hum appne rishte ko ek mauka dein. Please Anika, why don't you understand? I know ke tum bhi chati hu ke hum sochein aur serious hun, but you were scared because of Tia. Likin meine bola na that's not a problem, believe me.

A: nahi Shivaay app samaj nahi rahe, mein bhi ek aurat hun, aur puri tarhaan samaj sakti hun ke..

S: Anika! Yeh lecture nahi suna hai mujhe. Ke mein ek larki hun aur dard samaj sakti hun and blah blah blah.

A: Shivaaaay

S: shhh (he said and hugged her and she reciprocated the hug) Mein keh raha huna, don't worry. And if you still don't believe me, jab hum kal wapis jaonga tab tum Tia se khud baat karlena, 

A: pakka na? (she asked, rubbing off her tears)

(Shivaay pulled out of the hug and cupped her cheeks)

S: pakka. 

(And she smiled to the fullest and Shivaay smiled too. He turned her around and back hugged her)

When hate turns into love! (✓)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें