Episode 4

2.8K 186 4
                                        

Scene 1- OM

S- TUM (shouts)

A-APP (shouts)

(shivay looks at anika in his angry mood and anika gets worried looking at shivay and thinking that he's the same baggad billa)

A- (to herself) yeh toh kanji ankhon walla baggad billa hai (looks on the other side in crying mode)

S- (moving towards anika) tum yahaan kya kar rahi hu? How dare you mere ghar mein ane ki? How dare you? (shouts)

A: (shocked but confident) woh mein yahaan dadi ke kehne par ayi hun

S: (goes to dadi) dadi apne ise bulaya hai? Kyun? Apko pata nahi yeh kya cheez hai (looks at anika)

D: arey billu thand rakh. Yeh anika hai

S: pata hai, yeh kasi anika hai (looks away in a done mode)

A: sach mein baggad billa hai yeh (whispers to herself)

S: what did you say? You said it again right? Ba.. ba.. bagga.. what kind of language is this?

D: arey billu bass kar

A: billu? (laughs)

S: dadi meine apko kitni bar bula hai ke bahir ke logon ke samne mujhe woh, woh (goes near dadi) billu na bola karein

D: (laughs) arey puttar yahaan toh bahir walla koi hai hi nahi. Abb anika bhi is ghar ka ek hisa hai jab taak teri shaadi nahi hujati

S: what? Likin kyun?

D: haan toh aur nahi toh kya. Yehi hai jo teri engagement ki sari tayari kari. Woh kya boltein hain, (thinking) haan teri wedding planner

S: kya? Yeh (shocked)

A: kya? Mein inki engagement ke liye ayi hun, lo.... raita phel gaya

S: what's with your language? Agar yahaan kaam karna hai toh apni language ko thik karo

A: apko masla kya hai? Meri language hai, mein jase bolon. Apko kyun cheetiyan kaat rahi hain?

S: what the hell? Sahi se baat nahi kar sakti kya?

A: nahi kar sakti

O: bass karo tum duno, bachon ki tarhaan lar rahe hu tum duno

S: mein? Mein nahi sirf yeh lar rahi hai

A: arey meine kya kaha hai.

S: tum back answer kar rahi hu

A: ise back answer nahi ise sawalon ka jawab dena kehte hain. Ek toh apke sawal itne hutein hain aur farrrr karke toh bol jate hain, toh phir mujhe bhi toh farrr kar ke jawab dene partein hain (in anika's style)

S: are you mad? Tum pagal hu kya? Actually yeh bolne ke bhi cheez nahi hai tumhe dekh kar koi bhi bol sakta hai ke tum pagal hu, you're mad

A: agar mein pagal toh app, maha pagal

S: what did you just say? Mein, mein pagal? (angry)

D: arey bass karo tum done, bachon ki tarhaan lar rahe hu

(shivay walks out of the conversation)

A: acha hua chale gaye, warne unki kangi ankhein toh ase ghor rahin thin jase abhi kha jayeinge

D: chal beta abb na tu kaam karna start karde

A: jee dadi jo bhi kaam hain app mujhe pata dein mein kardongi

D: haan chal mein tujhe bata ti hun

(anika and dadi leave from there)

R: buhat maza ayega O

O: kyun?

R: hamari zindagi mein phli baar bhaiya ke takar ka aya hai, aur woh bhi ek larki (starts dancing)

O: haan yeh toh hai, likin agar anika ke jaga koi aur huta na toh shivay kab ka use barbaad kar chuka huta likin (starts thinking)

R: haan O, isiliye toh maza aye ga (dancing)

Scene 2-

D: chal beta, yeh dekh yeh tera karma hai. Yahaan tu apne tareke se har cheez rakh sakti hai aur yahaan teri planning karte hue tujhe koi bhi tang nahi kare ga

A: woh baggad billa bhi nahi na?

D: (laughs) nahi beta fikar maat kar

A: shukar hai (laughs)

D: tu asa kar tu na pura ghar dekh le aur phir sochle ke kase sajana hai aur kahaan konsi cheez lagani hai

A: par dadi mein akele.. kase? Mera matlab hai ke mujhe toh yahaan ka kuch pata bhi nahi. Agar mein gum gayi toh? (innocently)

D: (laughs) tu fikar na kar mein kisi ko bhjti hunt ere pass.

A: haan dadi yeh bilkul thik rahe ga

(and she hugs dadi)

That's it for the day guys.

I hope you guys like it and please vote guys and comment also so I get to know that you guys are liking.

Thank you and lots of love to everyone!

When hate turns into love! (✓)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें