childhood memories (1)

3.1K 136 11
                                    

Hey guys I am back with the new chapter. No more bak bak lets peep into the story.

Double doss today.
I mean two chapters are updated today.

Ar- princess tume sach mai kuch yaad nahi ayi.
A- mai kuch bulgayi
Ar- haa.
A- par kya bulgayi.
Ar- shivaay lagta hai hame apna plan execute karna chahiye.
S- you are right.
Ar- chalo princess.
A- kaha.
Ar- you will know.
A- batado sahi.

They take her to a room.
Everyone joined them.
It is a projected room.

A- yaha kyu lai mujhe.
Ar- tume kuch yaad dilane ke liye.
S- tume kuch dikane ke liye.
Ar- don't be so confused princess.
A- koi tho batao mujhe what's happening here.
S- you will get to know.
Ar- pehle bhaito.

Everyone sat on the sofa.
Shivaay right to anika.
Arnav left to anika.

***
So the projector shows the seen in the hospital.

A woman is suffering from labour pains. A man, her husband hold her hand and supporting her. A girl a boy a old woman are present there.
***

A- bhaiyu yeh maa yeh MR.RAICHAND (anika's dad) yeh aap aur yeh dii haina.
Ar- hmm.
A- aap sabh vaha kyaar kar rahe hai.
Ar- tumara intezaar.
Ak- yeh tumari ane se pehle.

***

Women is taken into the operation  theatre (OT)

After some time

Doctor came out.

Dr- congratulations Mr. Raichandh aap ko beti hui
Rai- Thank you doctor.

Nurse hand over baby to the raichand.
***

A- bhai yeh mai hoon naa.
Ar- hmm
A- par aap mujhe yeh sab kyu dekha rahe hai.
Ar- pata chalega. Wait for some time and chup chap watch it.
A- teek hai.

***
The baby has no moment. She is not even crying.
Everyone are afraid to loose her. They are trying to  make her cry. But in vain. Then arnav took anika in arms.

Ar- hi princess mai tumara bhai hu. Mujhe tume pamper karni hai tumare sath khelna hai. Tu meri pyaari princess hona please 
utt jao.

Arnav was crying. But there was no moment in anika. While kalyani singh oberoi pinky janvi tej shakthi and a four years old boy who is none another than SHIVAAY came there.
***

A- dadi aap sabh yaha I mean waha kya kar rahe hai.
D- puttar mai aur tumari nani bachpan se dosth hai na iss liye ham aksar tumare ghar atte the. Issliye hospital ayi.
A- iss ka matlab mai aap sabh ko bachpan se jaanthi hoon.
D- hmm.
A- par mujhe kuch yaad nahi hai.
Ar- don't worry dhere dhere yaad aa jayegi.
A- waise yeh ladka kaun hai bahut cute aur pyaara lag raha hai.

Shivaay blushes.

A- om yeh tum ho.

After a pause.

A- ek minute iss ki aankhein kanji hai matlab yeh shivaay aap hai.
S- yes thats me.

***
Everyone is crying as there is no moment in anika. Oberois are pampering raizadas and MR.RAICHAND.

Mean while shivaay went to arnav.

S- aaru jaan ko mujhe dho mai usse sambhal lungi.
Ar- jaan
S- haa yeh meri jaan
( pointing to anika )

Arnav gave anika to shivaay.

S- hi jaan mai shivaay hu. Tum mujhe kuch bhi bol sakthi ho. Pehle tho utt jao. Dekho sab kitna pareshan hai. Tume mere sath jagda bhi karna hai. Aur dosthi bi. Aur mujhe tumse bahut baate karni hai. So please utt jao na.

Anika slowly opens her eyes and saw shivaay.

Her honey brown orbs met  his blue orbs.

She started smiling.

S- yeh jaan ut gayi
#smiling#

Everyone are adored at their bond. And happy as she is fine.

Doctor conforms both mother and child are healthy.
***

R- arre bhaiyaa bhabhi aap dono tho apna ishqbaazi bachpan mai hi shuru kardi.
O- haa bhabhi aap tho duniya mai aathe hi sab se pehle shivaay ko hi dekha.
B- wow yetho koyi BOLLYWOOD movie jaisa lag rahi hai.
R- tabhi tho mai sochu. Enki ishqbaazi alag hai. Jabse mile the jagda karna pani pekna pani mai pekna yahi hogayi.
O- waise shivaay jaan ha not bad.
R- O tume wo tears connection yaad hai.
O- usse kaise bulu. It was
amazing.

Shivika blushes.

***
Projector shows another scene. Anika is 6 months baby. She is crying continously. Everyone tried to pamper her but goes in vain.

Shivaay came with pinky.

As shivaay holds anika in his arms she stopped crying and started smiling.

It was surprising time for all again.
***

R- kya bath hai bhabhi. Bhaiyaa hold karthe he aap rona bandh kardi aur chehre pe muskurah agayi.

Anika blushes.

Ar- mai tho tab shivaay se bahut jealous hota tha.
S- jaan tume abhi kuch yaad nahi ayi.

Anika remembers all her past memories with shivaay  and his family.
A- shivu ( shivaay)
Okra (omkara)
Ru (rudhr)
Prika (priyanka)
Javi aunty (janvi)
Bai papa ( tej)
Sha uncle (shakthi)
Ar- Thank god tume sabh kuch yaad aa gaya.
J- par tum mujhe aaj se badi maa bulayegi jaise shivaay bulatha hai.
T- aur mujhe bade papa.

Oberois are stunned to see this version of Tej.

R- par ham aap ko kya bulathe the. Mujhe yaad nahi. Kyonki mai bahut chota tha.
S- wo tho tum abhi ho.
R- bhaiyaa batao na
O- niku di
R- ham aap ko niku di bulathe the. Thats so lovely but ham aap ko ab bhabhi he bulayenge.
A- hmm.
Pr- mai kya bolti thi
Ar- choco dii. Kyonki tume chocolates most favourite hai. Aur princess bhi.
Pr- wow.
D- ham sabh tume honey bulathe the.
R- aaru bhaiyaa continue karo na. Aur bhi dekhenge SHIVIKA childhood memories.
Ar- shivika
R- bhaiyaa aur bhabhi ka ship name hai. O aur chulbul bhabhi ka ship name RIKARA hai. Mera aur bhavya ki RUVYA prinku aur ranveer ki PriVeer mahi chanda ka Chahi. Aap ka kya hai.
Ar- ArShi.
R- akash bhaiyaa aap ki.
A- shayal.
R- oh. Continue.

***
Next scene
Anika is 5 years.
In a park
A boy is teasing anika. He was about to touch her.

Shivaay came from behind and hit him.

S- shivaay singh oberoi apne cheezon ko touch karne ki permission kisi ko nahi detha.

That boy fears and left from there.

Anika hugged him tightly.
She started crying. Shivaay is pampering her.

S- jaan mai yaha hi hoon. Don't cry.
A- shivu mai bahut dar gayi. Agar tum nahi aya tho.

Shivaay wipes her tears.

S- mai apni jaan ki aanko mein aasu bilkul nahi dek saktha. Kyonki meri jaan ki aankho mein aasu bilkul aache nahi lagti.

He hugged her.
***

O- shivaay tum tho bachpan se he tadibazz tha. Kya keh raha tha.
Shivaay singh oberoi apne cheezon ko touch karne ki permission kisi ko nahi detha.

He mimicks.

R- bhaiyaa aap zaara bhi nahi badla. Aap tabhi bhabhi ke aankho mein aasu nahi dek sakthe aur aaj bhi.
Ar- jitna dyaan shivaay ne ani ko rakha hai utna mai bhi nahi rakha usse.

Thats it for in this chapter  guys. Go to next chapter for continuation.

Target: 100 votes.

meri dhadkan (Completed)Where stories live. Discover now