muhurat

1.1K 77 2
                                    

I am writing extra chapter because I didn't update a chapter yesterday.
No more bak bak lets peep into the story.

All were chit chatting.

Pandit came their.

D- namaskar pandit ji.
Pa- namaskar kalyani ji.
D- aap baitiye
Pa- aap ne mujhe bulaya
D- haa pandit ji hamare bacche ki shaadi ke liye  ek acchi muhurat nikal dijiye
Pa- jii abhi bata thi hoon.

Pandit saw some books 📚 and

Pa- 2 din ke baad ek muhurat hai.
Wo chal gayi tho phir 3 mehine ke baad hai.
Na- 2 din mein matlab
S- koi problem hai nani.
Na- Wo beta 2 din ke baad matlab uss din avantika ka vardhanthi hai tho.
Ar- but uss din shaadi karne mein kya problem hai.

Shivaay observed anika feeling uncomfortable.

S- pandit ji 3 months ke baad ki muhurat mein he shaadi hogi.
Pa- teek hai ham uss muhurat ko he thair karte hai.
Tho ham ab chalthe hai.
Namaskar
D- namaskar

Pandit left.

Ar- Shivaay 3 months ke baad ke muhurat kyo OK kia tumne.
S- kyonki arnav mai pichli baar ki tarah hurry burry mein yaa koi majboori se anika se shaadi nahi karna chahthi.
Iss baar mai shaadi poore riti rivaazo ke saath har rasam ke sath khushi se karna chahthi hoon.
And I know ki aap sabh ko hamare shaadi ko leke kayi arman hai.
Jo mai poore karna chahtha hoon.
And anika never got that wedding 💒 which she deserves. I want to give her that wedding.
And koyi bhi ladki apna maa ke death anniversary ke din apni shaadi nahi kar sakti.
I know anika was uncomfortable.
And mere liye sabse important mere anika uski comfort and uski decision.
Iss liye mai pandit ji se kehdi.
D- sahi kaha billu ne
J- kyonki anika Iss ghar ki bahu baad mein bani pehle wo hamare beti hai
Sh- and hamare liye first priority hamare beti.
O- and 3 months tho bahut kam hai
Kyonki 1 month pehle tho ham saath mein he rahenge functions arrangements
G- aur shopping bhi
R- Iss liye no worries
C- aaram se shaadi karte hai
R- aur dil wale dulhaniya lejayenge.

Raizadas feel very happy for anika as she got a loving and caring family.

R- waise aab mujhe wo song gaane ka Mann kar raha hai
O- kaounsi
R- arre wahi jo anika bhabhi bhaiyaa ke liye gayi thi na. Wo special song.
Ar- ek baar gao ham sunnege.
R-
Billu ki shaadi hogi
Billu ki sehra sajega
Billu godi chadega
Billu dula banega
Billu billu billu

O- isse kaise bul jaaye.
Dono itna ladai karte the.
A- thank you bolne ke liye itna tadi jo marthe the.

After some time
In shivika's room

Anika came to shivaay and hugged him.

S- kya hua.
A- thank you
S- kiss liye

She broke the hug

A- wo muhurat wali baat mein mujhe support karne ke liye.
S- Iss mein tume mujhe thank you kehne ke zaroorat nahi hai. Shaadi ham dono ki ho raha hai tho decision bhi ham dono ka hogana.
And I am always with you.
Har kadam pe jaise tum mere kadam pe mere saath ho.
A- hmm
S- waise tum  mujhe thank you koi aur tarika se bhi keh sakti ho
A- kaise
S- I want a kiss 😘

She planted a kiss on his forehead and his two cheeks.

S- not fair haa.
I want a kiss on my lips 💋

A- nahi dungi
S- no problem mai khud lungi.

He cupped her face he was about to kiss her.

But some one knocked the door

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

But some one knocked the door.

R- bhaiyaa aap dono ko niche bula raha hai.

S- aa gaya mera pyaar ka dushman
Kya timing hai uska
A- bhai hai wo aap ki
Chaliye neeche.
S- arre itni kya jaldi hai
Jo kaam adura reh gaya usse poore karte hai
A- ek kaam khijiye aap khud khijiye Jo bhi aap ko karna. Mai jaa rahi hoon
S- accha mai bhi aathi hoon.

They opened the door 🚪
Shivaay glared him.

R- aap door 🚪 kyo close kia tha.
S- mera room hai mera door tho mera marzi.. chalo neeche.

They went down.

Ar- tho ham chalthe hai.
S- itni kya jaldi hai
Ak- jaldi kaha bahut dher hui.
Ham chalthe.

They bid bye.

Next day

In OM

All oberois are normally chit chatting.

Anika came there.

D- arre anika tum yaha pe
A- bas aise he ayi thi dadi.
Kuch kam tha tho yaha se zaa rahi thi tho socha ek baar sabh ko akhe miloo aur kal ke liye bulana bhi tha. Iss liye.
O- kal
A- haa wo kal maa ki 😭
Death anniversary haina Iss liye bulane ayi thi.
D- accha ham zaroor ayenge.
A- waise shivaay kaha hai.
R- bhabhi bhaiyaa tho office chale gayi.

He signs others not to tell her.

A- oh.

Shivaay came there speaking in phone 📱. He saw anika

S- yeh anika Iss time pe yaha kya kar rahi hai. I think zaroor yeh meri feham hai. Lekin sab usse baat kar rahe haina.

He moves to anika.

S- hey tum ayi kab.
A- aap office gaye the na
S- nahi tho. Mai ghar mein he hoon.
Aise kisne kaha.

Anika glares to rudra.

A- wo mujhe Kuch kaam tha Iss liye ayi. Teek hai ab mein chalthi hoon.
Mujhe Kuch kaam hai
S- thodi dher ruk jaona
A- nahi wo ghar mein kaam hai bahut. So I have to go.
R- tum dono ke beech jagda hui kya
A- offcource not
S- jagda karne ke liye milne ke zaroorat hoti hai. Aur dadi kab hame milne dethi hai
A- hmm.
Bye.
S- Mai bahar tak aaoungi tumare saat.

They are moving out.
He pins her to the wall.

A- kar kya rahe aap
S- tum mujhe apna gift bina dekhe nahi jaa sakthi.
A- accha

She pecks his forehead and his two cheeks.
And pushes him and runs.

He smiles for her behavior.

She shouts from near the car.

A- bye shivu.
Kal mere ghar mein milte hai.

She gave him a flying kiss.

He caught it and gave her a flying kiss. She caught it.

Both smiles.

Anika left in car.
Shivaay went inside.

So that's it for today.
How is the chapter?
Please don't hesitate to vote.

Target 🎯: 30 votes
100 views
5 comments

meri dhadkan (Completed)Where stories live. Discover now