partner for life

970 84 12
                                    

Hey guys  I am back with a new chapter. today I am writing from laptop. so forgive me if there are any  typo mistakes. OK no more bak bak lets peep into the  story.

CONTINUE:

Everyone together had their dinner with  chit-chatting with each other. It started raining. So anika went to dance. while arnav stopped her.

Ar-  cold hojayegi princess so no .

A- But sorry bhai. INDIA ne ke baad pehli baar barish horaha hai. So mai aap ki nahi sunne wali hoon .I am sorry.

she runned into the rain.

k- aap ko pata haina ki wo nahi sunnegi.

c- haa bhai. anika ko baarish bahut pasandh hai. wo nahi rukegi.

she dances on BARUSORI MEGHA MEGHA SONG.

She sung YEH MAUSAM KI BAARISH_ FEMALE VERSION SONG.

later she came into the house. she started snezing.

A- hach. hach.

Ar- kaha na bukar hojavogi. lekin kisi ka sunne ki aadat hai he nahi.

k- sahi ka. bilkul nahi sunnogi kisi ka. bilkul apna bhai pe gayi. jo mann me ayegi wahi karogi. kisi ka sunne ka aadat hai he nahi.

ALL- LAUGHS

Ar- be serious khushi. 

knushi ruffles anika's hair. She changes into night suit.

A- accha mujhe bahut sardi hui na. tho aap log room mein so jaye hai. mai yaha hall mein sofa pe so jaoungi.

k- but

A- no if and buts

all- GN 

AT MIDNIGHT

Anika couldn't sleep comfortably on sofa. Sleep was far away from her mean while two hands are placed around her waist. She could feel the touch

A- SHIVU aap yaha

S- yeh jaante hue tum aise sofa pe uncomfortably soya ho. tho mujhe neend kaise ayegi

A- bed pe neend nahi aa rahi hai. but sofa pe ayegi.

S- baat jagah ki nahi. saat ki hai. shayad sofa he sahi.

A- aap se ek baat kahu

S- hmm

A- aap bahut badal gaye

S- tumari  aur tumari pyaar ka he hasar hai yeh sab.

A-  thank you shivaay

S- kis liye

A- sabh ke liye. mujhe itna pyaar karne ke liye. meri zindagi mein aane ke liye. mujhe ek family dene ke liye. and last mujhe jhelne ke liye

S- thank you too anika . meri zindagi mein ane ke liye. mujhe badal ne ke liye. mujhe pyaar karne ke liye. meri black and white zindagi ko colourfull banane ke liye. And iss tadibaaz ko ishqbaaz bane ke liye. iss pagad billa ko jhel ne ke liye

A- akir kisi ne maan liye

S- kya

A- yahi ki mai aap ko jhel thi hoon

S- offcource mujhe tumare alawa koi nahi jhel saktha

A-aur mujhe aap ke alawa koi nahi jhel sakta

S- aur ham ek doosre ko poore zindagi jhelna he hoga.

A- aur pyaar karte rehna hoga.

S- anika

A-hmm

meri dhadkan (Completed)Where stories live. Discover now