nok-jhok

878 72 10
                                    

Hey guys I am back with a new chappy. thanks for ur votes and comments. silent readers plz respond by ur votes and comments. sorry for typo mistakes. have a happy reading. ok no more bak bak lets peep into the story. love you my readers.

CONTINUE:

All are having break fast together. Arnav smiles.

A- kya hua bhaiyaa itna KHIDKITHOD smile kyu kar rahe hai.

Ar- college ke din yaad agayi. ham bahut enjoy karte the. haina shivaay.

S- Yup.

Ar- tume pata hai princess, shivaay ke peeche kitne ladki bagte the usse patane ke liye. lekin tumara shivaay jo hai ek ladki ke taraf nahi dekta tha.

R- mere naam mitti mein mila diya bhaiyaa ne

S/O/B- SHUT UP RUDRA

A- tho Malli se dating kyu kia tha aap ne.

Ar- wo kya haina ham kisi ladki taraf nahi dekthe the. iss liye log hampe comments karte the.

S- iss liye mai mallika se dating kia.

Ar- aur mein sheetal se.

A- oh waise mujhe nahi pata tha ki duniya ke sabh se zyaada arrogant business men   ARNAV SINGH RAIZADA and SHIVAAY SINGH OBEROI ko college ki yaadein bhi hai.

S- kyu nahi ho sakte.

A- mere matlab wo nahi tha. waise aap log mein kitna common points haina. arrogant, stuck up, stubborn, siddi, gusse wala, tadibaaz, parivaar se bahut pyaar karte hai, thank u and sorry bolna nahi aata, akdu, sadu, badameez, business man, smile karna nahi aata, cheeze thodte hai.

S- one second tum hamari burayi kar rahi ho

Ar- exactly.

A- nahi bilkul nahi mai tho bus such bata rahi hoon.

Ar- really

A- koi shak hai aap ko. aap dono ka gussa bahut dangerous hai. poison gas se bhi zyaada. matlab gusse mein yeh bhi nahi sochte ki aap log kar kya rahe hai. aur wo gussa bhi aata hai jab baat apni parivaar ki aati hai. 

shivaay and arnav looks her with lots  of emotions. anika observed that.

A- waise bhaiyaa sorry per aap se zyaada mere shivaay bahut better hai. kam se kam gusse mein sirf cheeze thod deta hai and atleast bagwan ke saamne aur badon ke saamne jukta hai. aap wo bhi nahi karte. kya kehte hai dono. ARNAV SINGH RAIZADA kisi ke saamne nahi jukta hai. SHIVAAY SINGH OBEROI kisi ke saamne nahi jukta hai. matlab dialogue bhi same hai character ke saat.

* she mimicks them*

Ar- accha pati aa gayi tho bhai  ban gaya parayadhan. haina

A- mai aap ko bachpan mein bhi kaha aur aaj bhi keh rahi hoon bhaiyaa. mere liye aap dono ek he hai. aur hamesha rahenge. naa koi kam naa koi zyaada. aap dono tho most important men in my life hai. tho aap dono mein ek nahi hai, tho mein bhi kuch nahi.

Ar- accha baba galti se majak se keh diya. sorry. ab stop being emotional. agar raizadas aur oberois emotional ban gaye tho logon ko ajeeb lagega most importantly ARNAV SINGH RAIZADA, ANIKA SINGH RAIZADA , SHIVAAY SINGH OBEROI.

A- kyu ham bhi insaan he hai koi bagwan nahi . emotions nahi dikhane ke liye.

Ar- mere matlab wo nahi tha. I am telling ham teeno ko emotions kaboo mein rakhna aata hai.

meri dhadkan (Completed)Where stories live. Discover now