One Year later.
Sana was standing in the balcony of her duplex apartment in the posh location. She was speaking to kushal on a call.
Sana: Kushal tumhe pata hai muje yeh parties me jaana bilkul pasand nhi hai. Fir tumne mana kyu nhi kiya. Producers se toh hum unke office me bhi mil sakte the. Chalo thek hai chale chalte hai.
Sana: (dailing another no.) Ha Maa kaise ho. Accha aapki vo dawaai mil gayi??
Maa: Nahi baccha nhi mili yaha kahi vo stock me he Nahi hai.
Sana:Accha chalo vo name hai mere paas mai mangva ke bhejti hu.
Maa: Accha thek hai. Aur Kya kar rahi ho?? Breakfast kiya??
Sana: Ha Maa kiya. Abhi ek gante me shoot ke leye nikalna hai.
Maa: Milne ka bahot mann kar raha hai tumse. Tum to yaha aaoge nhi.
Sana: Ha Maa aapke bete ke ghar mai nhi aaungi. Par aap to aapke beti ke ghar jab chaho tab aa sakte ho na??Aap kuch dino ke leye mere pass rehne aa jaao. Muje bhi aapki zarurat hai Maa.
Maa: Ha zarur aaungi. Tu jaa ab ready ho jaa. Shoot pe jaana hai na.
Sana: Ha Maa bye. Aur ha love you Maa
Maa: Love u mera baccha.
Maa disconnected the call. She heard a voice from behind
Sid: Bahot baate ho rahi the kisi se
Maa: Haa
Sid: Kaisi hai vo ??
Maa: Jab pucho to kehti hai acchi hu.
Sid: Ek saal ho gaya usne aapko nhi choda.
Maa: Usne tuje bhi nhi choda tha. Tune use chod diya Siddharth.
Sid: Maa ab aap firse vo sab mat bolo. Aap sab jaanti thi.
Maa: Siddharth mai uske haalat bhi jaanti thi. Usne khud ko kaise sambhala hai vo mai he jaanti hu.
Sid: Aur meri haalat Maa. Kya yeh sabse mai nahi tuta.?? Yaha sab muje villain kyu bana dete ho. Maa aap jaanti ho maine yeh sab kyu kiya.
Maa: Haa par koi dusra rasta bhi ho sakta tha.
Sid: Koi dusra rasta nhi tha na Maa. Nahi to aapko lagta hai mai hum dono ko is mental torture se guzarne deta??
Maa: Muje to kabhi kabhi kuch nhi samaj aata.
Sid: Maa aap dekho vo aaj kis uchayi par pahuch gayi hai. Logo ka kitna pyar, kitna kaam, kitna fame, kitni izzat mil rahi hai usse.
Maa: Par kya tum dono khush ho??
Sid: Khushi ka kya hai Maa waqt ke sath vo sab bhul jaayegi.
Maa: Aur tu??
Sid: Maa muje shoot ke leye late ho raha hai. Breakfast milega ya bhuka chala jaau.
He changed the topic not wanting to reply that one
Sid: Aapka to peet bhar gaya hoga aapki ladli se baat karke. Par mere naseeb me vo bhi nhi. Accha chalo mazaak kar raha tha. Ab aise mat dekho muje.
Sid had many projects in his hands. He had reached a height of success from where they was no coming back. He has got success, fame, money but there was no happiness. Because it was in someone's arms which he has pushed away a year back. He was having breakfast lost in thought when his mobile rang. Jasmine's no. flashed on the screen.
Sid: Haa bolo Jasmine
Jasmine: Sid aaj chalna hai na party me.
Sid: Party??
Jasmine: Tum bhul gaye na. Tumne promise kiya tha tum muje is event me escort karoge.
Sid: Ohh I forgot. Koi aur nhi jaa sakta Kya?? Muje aaj kuch kaam tha.
Jasmine: Sid yeh humne one month pehle plan kiya tha. Tum pehle mana kar dete mai kisi aur ko bolti. Ab last moment pe kise bolu?? You are very disappointing sometimes.
Sid: Accha thek hai chalta hu yaar. Itna mat suna. Aaj subah se sabka sun he raha hu.
Jasmine: Matlab??
Sid: Kuch nhi. Milta hu tuje mai 8 baje.
He kept the fone and ran his fingers through his hair. He didn't wanted to to go anywhere public today. Conversations with Maa his disturbed him. He wanted time for himself ,but Jasmine was his good friend. He didn't want to upset her. Unknowing what awaited the party he decided to go.
आप पढ़ रहे हैं
Sidnaaz- The Emotional Saga 2 (Completed)
FanfictionA fiction about sidnaaz after big boss. Their love, their careers, their promises, their sacrifices, their separation, their reunion. This is an emotional journey of their intense love for each other.