11.Hadees
Ilhm ka hasil karna

Talabul ilmu farizatun ala kulli Muslimeen wa muslimaati
Translation
Ilhm ka hasil karna har muslaam mard aur awrat par farz hai
12.Hadees
Sharam aur haya

Al haya'oo minal imani
Translation
Haya iman ka jooz hai
13.hadees
Suthaayi wanafaa'sat

Tanazafu fa innal islama, nazifun
Saanf suthre raho kyuki islam saanf suthra mazhab hai
14.Hadees
Maa ka mukaam

Al janatu tahata aqdaamil ummahaati
Maa ke qadmon ke neeche janat hai
15.Hadees
Baap ka darja

Alwaalidu ausatu abuvabil jannat
Baap jannat ka darwaza hai
YOU ARE READING
Islamic Knowledge
Fiction HistoriqueAssalamu alaikum warahmathullahi wabarakatuh. . . . Bismil-lah The following are : 1.some daily essential Dua's from quran with reference, pronunciation and translation 2.The five kalimas with pronunciation and translation & 3. 40 (chel-e-) Hade...
